Indicator kiya hota hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator kiya hota hay?
    Senior members guide kr dain indicator kiya hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator kiya hota hay?

    Indicators technical base par develop key jaty hey aur en me strategies ka use be ki Jati hey es key elawa indicators me calculation ka method be use kia jata hay jes key base par ye technical indicators signals provide karty hey, different types key indicators hoty hy jes me different type ki calculation methods ka use kia jata hay aur es key signals ko na siraf reliable samja jata hay ye indicators market trend ko conform karny me helpful be hoty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator kiya hota hay?

      dear members market main trading karne ke lye hamain bhot zyada tools milte hain our in tools main se kuch ki kind ko indicators kehte hain our ye tools hamain market ko samajhne main bhot zyada madad karte hain hamain in indicators ka use bhot zyada learning ke bad main hi karna chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator kiya hota hay?

        Forex men trading karnay kelye mukhtalif kisam kay indicator use kye jaty hen jin me say sab say famous RSI indicator hay jis ko kafi zeada use bhi kea jata hay aor perabolic SAR bhi ek indicator hay jis ko ham kafi aasani say use kar kay apni trade ko kamyab bana skaty hen so hamen chaye kay ham koi bhi indicator use karne to sab say pehlay ham demo Account pay use kar len agar to result positive milay to real account men use karen wrana mazeed practice kar kay real men use karne.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Indicator kiya hota hay?

          Assalam walekum bahut hi Achcha Sawal pahuncha hai aapane indicators aapko market movement ke bare mein product karte hain aur aapko guide Karte Hain Ki future Mein market ki kya moment Hogi Kyunki yah aapko indication de rahe hote hain isliye Hamen indicator Kahate Hain Koi Bhi indicator aapko hundred percent exact prediction nahin karta aapko Ek Ya Do indicator Ek Sath use Karke confirmation jarur le le leni chahie different type ke indicators hain jinhen aap market Mein trade karte hue istemal kar sakte hain lekin iske liye aapko Ek acchi vyakti Karni Hogi aur agar aap acche practice Karenge to aapko market Mein trading ke dauran is ka Kafi Jyada advantage ho sakta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X