Assalam O Alaikum dear Forex Friends..
Ham ny dekha Mar 2020 mein Coronavirus pandemic ki waja se all over the world Lock down hua aur us Lock down ki waja sy economic and trading activities bhi suspended rheen jis ki waja sy economy bahut disturb rhe aur mehngai mein bhi bahut izafa hua. Forex Market per bhi Covid-19 ka bad effect parha aur trading volume aur Volatility decrease hui, Down trend dekhne ko mila. Ab phir sy Coronavirus k cases mein taizi sy izafa ho ra hai aur agr situation yhe rhe to halaat ko dekhty huye phir sy world wide Lock down lg skta hai aur us ka effect Forex trading per parh sakta hai. News sy ba khabar rahen aur situation sy puri tarah aagaah Rahen. Gher yaqini soort E Haal mein trading na karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим