Forex should be introduced in schools and colleges

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex should be introduced in schools and colleges
    Dear Friends mera ye question he ke kya hamain forex ko apne taleemi idaron main bhi introduce karwana chahiye, ta,ke students education ke saath aik part time earning bhi kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    As the forex trading business is very much on the international level and every one should have the basic knowledge about the forex trading so that every can get the benifit from this business of the forex trading easily in future.
    • #3 Collapse

      main nahi samjhta keh ab is ko school main introduce karana chahaiy kyun keh ab har ghar main net mnoujood hay or har koi is se faida le raha hay or sakon k sath work kar k is se kama raha hay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: umair6646 پيغام ديکھيے
        Dear Friends mera ye question he ke kya hamain forex ko apne taleemi idaron main bhi introduce karwana chahiye, ta,ke students education ke saath aik part time earning bhi kar saken
        Dear schools ma ye sab nhi hota forex is a business and business ko business ki jaga or he rehny dena chaye
        ye sab bad ma ta hau ab har koi ik he kam tu nhi krta hai kuch log doctor hoty hain kuch engineer and sab field ma log hoty hain
        forwx ko seekhny k institute bhi hain aap waha sa forex ko seekh sakty hain
        • #5 Collapse

          Do not trade on a real account until you learn to even be on a cent of positive results reach, I think you need to start at least a demo account to achieve a stable positive result
          • #6 Collapse

            Asslam-o-Alakum my dear mare khyal main to humain Forex trading ko apne talimi idaron main b introduce kerwana chahie ta k hamare schools aur colleges k students apne education k sath sath apne pockt money b earn ker skain aur parents per un ki education ka ziada boj na ho.
            • #7 Collapse

              My dear friends mere khayal main forex ko schools and colleges main introduced karwane ki zarorat nai ha. forex ek business ha is ko students khud bhi learn kar ke start kar sakte hain. forex ek acha business ha.
              • #8 Collapse

                Dear Lahore ma CFE College Garden town Branch ma hu rhe hy classes ye 1 bht achi opening hy student k leye jo abi fresh mind hy agar ya trend pory mulk hu jay tu anay walay student ko bht benefit hu .
                • #9 Collapse

                  no dear aysa nhn hy aysa kiya tu boht se log studies k bajaye sirf uar sirf fearning ki tarf aa jain gain au rstudies chorr dain gain ap ko aysa nhn karna bal k ap ko seekh aur smjh k kam karna hy....
                  • #10 Collapse

                    Assaalm u alikum friend, mere khayal se to forex ko school colleges me introduce nhi kerna chahiye wo jagah study k liye wahan bachon ka dhiyan apni study se hat sakta hai, unhain pana future banane dena chahiye, iss kam ki need unhain jab hogi to unhain information mil hi jaaegi.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      g ahn main bhi ye hi sochti hn ke forex trading ke business ko kisi bhi institute mien sikhana chahiye aur apko chahiye ke ap is business ko sahi se seekhen aur iski sahi se practice karen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X