dear waisay to hamko is makreet main kaam kartay hwuay har aik indicators say shai aur propper andaza milta hay laikin mooving average say hamko is makreet amin kaam kartay hwuay sb say ziada achay andazay ki umeed ki ja skaty hay aur agar ham is main aisay kaam nai kartay hain to ham makreet k trend ko bhi kabhi sahi tarha say follow nai kar skatay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим