forex mein loss ki khas waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    hanji bhi jan loss ki sub sa khas waja ya hy ka log forex ma bgar forex ko study kya krt hy us ka bad is ma kam expireance ka sath bohat bada kam krny ki koshishi krty hy or is ma bohat greed ness krty hy
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      loss ki sab se khas waja ye hoti hy k ham forex ki market ko samajty nahi hey or andaza laga kr jald profit earn karny k ley trades open kar lety hey
      • #33 Collapse

        Forex main loss ke khass vaja jop main samjhta hn woh yh ha k log greed krty hain or woh apny emotions per control nhe rakh paty jis vaja sau unhy loss ho jata ha or kuch log toh ese vaja say es business ko chor he jaty hain.
        • #34 Collapse

          Assalam u alikum friend, aesa nhi hota hai broker hamari amount nhi le leta, asal me humein jo loss hota hai us me haamri hi mistakes hoti hain, iss liye humein complete learn ker k trading me aana chahiye taa k hum forex se profit earn ker saken, loss ki wajha ko talaash ker k use sahi kerna chahiye.
          • #35 Collapse

            forex ma new members loss kar dyta ha lakin os ki waja y ha k wo proper trading nh karni ati analysis sae na karna or practice na karna greed krna y sab cheez ha jasa koi bi trader loss kar dyta ha hum apna account sa proper profit hassel kar kya close kar dyna chya agr asa na kar too jo profit hota ha wo bi lose ho jata ha
            • #36 Collapse

              loss ki bari waja bhot ki cheezo ki kami ho sakti hai jes k knowledge proper analysis na krna focus na krna order pr market pr attention na dna or greed krna in saab cheezan ki waja sa loss ata hai
              • #37 Collapse

                Forex trading men loss ki boht sari wajoohat hein, jesa k greed se trading kerna or kam experience k sath trading kerna or trading men jald bazi se kam kerana ye main wajoohat hein forex trading men loss ki, or bhi boht sari waja ho sakti hain loss ki
                • #38 Collapse

                  Gee mery bhai ap ka thread acha hai mery khyal say forex market mai loss ki sub say big reason ya hai k es market mai greeedy work aur emotion ho kr kam krnay say es market mai loss bolhat zada hai.
                  • #39 Collapse

                    es waqat tou forex market mai loss bohat zada hai 95% traders es market mai regular loss face kr rhay hai. likan agr ap es market mai learning ky bad kam kray gy tou ap ko earning zada ho gy aur loss kam
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      nahee aisa nahee hota hai agar ham forex ko samajh kar nahee karte hain to ham trend k mutabiq trade open nahee kar sakte hain aor phir hamari trade loss main chali jaati hai forex se benefit haisl karne k liye zaroori hai ham is ko samjhain aor phir trade kare

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X