forex mein loss ki khas waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear forex mai jab ap ko loss hota hy os k peeche lazman koi na koi waja hotii hy lehaza ap ko daikh k aur smjh k kam karna hota hy es liye daikh k kam karo aur apni life ko set karo,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Brother forex me los hona ak fitri amal he isme pareshan hone ki zaroorat nahi he lekin ashe trader loss kam karte hen aur profit zyadah karte hen sab trades me profit kabhi nahi ho skta world me asa koi trader nahi he jo hamesah profit krta ho
      • #18 Collapse

        forex main loss ki kafi waja ho sakti hain apki mistakes apko loss ki taraf lay kar jaa skati hain lakin is main jo major waja banti hay wo ye hay k analysis k bagair hi is main trade laga daina or bina wait kiye trade khatam karna
        • #19 Collapse

          forex me loss ki ye waja hy ke ap ko new member ho aur ap ko koi experience na ho forex ka aur ap live account pe trading start kar dy ya ap zada profit ke lalach me a ke trading start kar dy tab be loss ke zada chance hoty hy..
          • #20 Collapse

            We are work the markwt with the lack of knowledge and planning. We are face the loss and can not ea n the money. So that we are aviod the trade with out learning.
            • #21 Collapse

              Bhi jan forex treading may loss ke sab say bare waja demo per pretice na krna hay jo log forex treading may pretice na krna hay Forex treading aik best online business hay forex treading aik international business hay forex treading may ham hard work kra achi earning ka Forex treading aik best online business hay forex treading aik international business hay forex treading may ham hard work kra k achi earning kama saktay hayma saktay hay
              • #22 Collapse

                dear mare khyal main forex trading main koi b kisi ka loss ni ker sekta aur na he account washout ker sekta hay forex market khud apne hisab se chelti hay ager hum sell kertay hain to usi broker k sath kuch log buy ki trade b to kertay hain aur jeb hum buy ki trade kertay hain to kuch trader sell ki trade b ker rehay hotay hain to is trah kerne se broker ko to koi fiada ni hota i think k forex main loss ki wjah forex trading k perfect knowledge ka na hona hay aur ya phir greed b forex trading main loss ki cause ho sekti hay.
                • #23 Collapse

                  Is baat men koi shaq naheen kay forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay forex men loss ki khas waja greed hai is liye humen greed say bachna chaeye takay humen loss na ho
                  • #24 Collapse

                    forex main loose aur profit hota rahta hai par kosis karay karay day by day mind se trading karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay aap ku faeda he faeda ho ga thankful for question
                    • #25 Collapse

                      Forex trading market main koi bhi forex broker forex traders ko loss ki tarf nai lejata. forex market ek international market ha or is main forex traders kisi apni agar market ke mutabik chalin to un ko loss nai hota.
                      • #26 Collapse

                        loss ki waja yahi hoti hai ke trading ka na ana kiun ke loss aese he nahi ho jata hai ya to trade ka na ana hota hai agar trading aap ko aati ho gi to aap ko loss bohat kam he hua karen ge or mostly profits me he trade close hua kare gi aap ki .
                        • #27 Collapse

                          Dear brother only forex hi nahi koi b business ho agar ap ka mind children sa hai tu maarket may enter mat ho koi business because marekt is ko nahi deka kart hai k yeh child hai or old trader who only market run ko deka karti hai
                          • #28 Collapse

                            G janab forex mai loss ki waja yay hi hy ky ap ko bahtreen earning or knwoledge hasil ho sky or yay ap ky liyay bahtreen trend hota hy ky ap kya hasil kr skty hy is mai apny liyay.
                            • #29 Collapse

                              Forex trading mein agr profit ziada hy tu forex trading mein loss bhi ziada hy aur loss ki waja hy forex trading mein knowledge na hona aur forex trading mein knowledge aur experience ka na hony ki waja se forex trading mein loss hota hy is liye forex trading mein knowledge hasil karna cahaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex main loss honey ki buhat si reasons hoti hain. Lack of knowledge is the main reason. Is ky elawa emotions aur greed ki waja sey bhi loss ho jata hy. Maximum traders aik din main rich banna chahtey hain, jo keh mumkin nahi hota aur woh loss kr bethtey hain. Jo trading planning key baghair ki jati hy woh bhi derpa nahi hoti aur loss ka khatra buhat ziada hota hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X