forex mein loss ki khas waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein loss ki khas waja
    mein ye pochna chahta hon k jb ham order lagty hain to us waqt broker loss ki tarf mor deta hai aur ziyada loss ker k hmara balance chen leta hai kia aisa hota hai? mere aik friend ne bhi mujhe bataya tha k aisa ho jata hai kisi na member say ye aik risky hai na kuch jan bojh kr kr dety hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading market main loss ki khas waja lack or knowledge hain. is liye alawa forex main loss ki waja lack or experience lack of practice bhi ha. is liye forex traders ko in sab ko dhiyan main rakhna chahiye.
    • #3 Collapse

      ASSLAM Walikum bahi Forex Ek bunisss hen or her bussniss me profit ke sath sath loss bee hota hen per mere kyal me loss jamen apne waja se hota hen q k hamen sab se pele forex ko seekhna chaye us ke baad kaam kerna chaye
      • #4 Collapse

        dear jada tar loss wrong trade ker say hota hia par baz dafa app ki trade thek ja rah hoti hai tu kuch news impact ke waja say loss mai jana ka dar sa hota hai es leya app jab bhe trade karran tu stop loss jaror dy apne trade mia.
        • #5 Collapse

          Well there are so many reasons of failure in forex. But the most important of them all is that we don't get proper knowledge and practice and also due to lack of skills we cant get success in forex. A strategy with good success rate is needed.
          • #6 Collapse

            forum main loss ni hota hai app ko frex main loss tab he hota hai jab app ko earning ni hoti hai us ki waja ha app rule jo forum mainhai un ko follow ni karo gy to acount band ho jata hai
            • #7 Collapse

              brother esa ni hota ap ko wrong information mili hy forex ki 5 international market hy koi broker us k rukh ko ni change kr skta balky market ka trend us ko buy ya sell krny ki waja s set hota hy
              • #8 Collapse

                Forex myn loss ki main waja unexperience hona or knowledge ka na hona. hum jitna marzi market apne mutabiq krna chahye ni ho skti. Market k mutabiq hum ko hona prta ha. jb hum market k trend ko follow krna start krna start kr den gain hum forex se profit lena shoro kr den gai. main waja money management or emotions hote hyn.,
                اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                • #9 Collapse

                  forex ke business min loss ki bari waja ya hi ke logon ke passa s busines ka kam hi alim hota hi ar an ke pass as ka tjerba bi kam bi hota hi ar as min real trading ko start kir dete hin ar as min loss ki lete hin forex ak bot hi big business hi as ko good way se learn kirne ke bad hi ap ko as min trading ko kirna chiae
                  • #10 Collapse

                    well janab ye forex business se ralated koi sawal nahi isliey mai ap se kahunga k ap ko chayeh k forex business k relaated sawal kieya karey ta k sab ko faidaa ho na k nuqsaaan so is se apka account b banned ho sakt hain janab ..
                    • #11 Collapse

                      Well brother jab trader trade open karta he to usi loss spread pips minus hotay he current market se rate se aur loss se trade start hoti he, agar trade direction perfect hogi to ap ko easily profit bhi earn hoga, baki forex me is trha ka koi scene(chakar) nahi hota ke ap ne trade open kari aur ap ka amount jan bojh kar loss kar deya, forex aik reliable business he trust on fx...
                      • #12 Collapse

                        mujhy to forex trading ko join kiye huay 3 ya 4 month huay hain aur apni trading kar raha hun aur experience gain karnay ki kosish kar raha hun abhi tak to koi khas experience nai gain hua aur hopeful hun kay achi sey achi trade kar kay khoob sara experience gain karu aur usay dosray traders kay sath share karu aur ye tab hi possible ho ga jab mein achi trading karu ga aur apnay views ko achi tarah share karu ga
                        • #13 Collapse

                          market ko agar ap bohat achay sa handle kar rahay ha is ka baray ma parh rahay han is ko achay sa annaylise kar rahay han to ap si ma bohat aga barh saktay han is lia ap ko is ka baray ma sikhna chahia.
                          • #14 Collapse

                            My dear friend asa nahi forex trading market main ap jub he loss hota hai jub ap Kay pass sahe knowledge nahi hoti us liye jub bhe ap forex main trade karnay jao to ap us Kay baray main proper knowledge hasil kar lay is say ap loss say Bach sakay gay or apkay prophit gain karnay Kay chance bhe bar jae gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko is mein saber se kaam karna ho ga laaluch se dur rehna ho ga aur app ko is mein mehnaat karna ho ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X