Main market ka bary main bat kar raha ho ka yahan ap logo ko waqt sa phely kuch bhe nhe mil sakta kun ka har chez ka waqt hota ha to ap logo ka jab waqt aye ga to ap ko sab kuch mil jaye ga kun ka yahan par agar ap log bagir traning ka join karty han to ap ko seekhny main time lag jata ha us ka bad he ap logo ka time ata ha jab market ap logo ko profit deti ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим