dear agar ham is makreet main kaam kartay hwuay achay tareeaky say achi eanring karna cahhtay hain to usk liye jaisay he hamko maloom ho k iska current trend change ho raha hay to hamain bhi isk hisab say khud k mined ko change kar lain achaye aur agar ham aisay kaam kartay hain to ham makret main kaam kartay hwuay aik acha profit bana saktay hain jisay ham kamyabi kehtay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим