forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay
    dear friends forex forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay agr ap ko forex k baray mn koe masla ho to threads k zriay dosron sa solve krwayn ya threads k zriay forum pa apna knowledge aur experience share krna chayay jis sa dosron ko bhi fayeda ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

    Forex forum key members agar baghir kesi maqsad aur baghir hi kesi achy topic key kabi threads create karty hey to esy members kabi be achi quality key threads forum me share nahi kar sakty hey threads create karny ka koi na koi maqsad hota hay esy members ka knowledge aur bonus increase ho sakta hay jo kesi good topic ki selection kar key threads karty hey ya esy members ka question popular topic ka ho to es ko forum me share karny ka faida be bahot hi zeyada ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

      G bilkul mein ap ke bat sy mutafiq hun.Mein ap sy apna kuch previous work share krna chahta hun jo k real account mein SILVER pr trade hy.Meim aik beginner hu aur mujhy umeed hy k experienced trader agr mery kam mein sy kuch mistakes talash kr k mujhy btyn tu ap ke mehrbani ho ge.Mery khayal mein hafta k din k shuru mein SILVER ziada tar buy position pr rha ap mein sy kisi aur ny bhi Hafta k din SILVER buy kia ,mery real account mein balance kam hony ke wajha sy Profit bhi usi hisab sy hua phir bhir bhi ye trade acha tha mein apny screenshots nechy share kr rha hun
      منسلک شدہ فائلیں
      • #4 Collapse

        Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

        Assalam o alikum Dear members gi Han ap na bilkul sahi baat ki ha ka forex forum per thread karna ka zaror koi na koi maqsad hona chaia or ya maqsad aysa na ho ka jis ma dosron ko noqsaan is ma aik maqsad ya bhi ha ka ap apna knowledge share kar ka dosron ki help bhi Kar sakta Han or is sa ap ko ya faida ho ga ka ap ka knowledge or experience ma ezafa bhi hoga
        • #5 Collapse

          Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

          Pak Forex forum mein creating thread ka option is Liye maujud Hai Uske members Apna knowledge or experience Apne third Mein share kar sake hajur Kishan ke Charan karne ka koi fayda nahin Hota aur na hi Unka Koi Achcha bonus Milta hai agar aapane information share Ki Hai To bag Forex form may use third ko appreciate Kiya jata hai aur Usi Tarah Dekho Achcha bonus bhi Milta Hai Lekin Agar aapane sajul baat ki hai aur koi information share Nahin Ki to Aapka thread delete ho jata hai isliye Soch samajhkar thread create Kiya Karen bahut Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

            hum is mai aik din mai aik limit sy 4 thread bantyhain to hamy acha bonus hasial hoi jata han hum thread mai apny mind mai any waly sawal jo ky forum or forex sy realted ho pcoh sakty hain is mai hum thread mai apna knolwedge be sahre kar sakty hain forum mai kam kar ky acha bonus kama sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

              G haan dosto forex me apko daily k 4 thread karna partay hain aur apko chahye k thread forex say related hon taky apky thread ka jawab dosray members de saken aur thread kisi ka copy nh hona chahye balky khud say create Karen Jo quality ka hu agr ap thread kisi ka copy Karen ge tu wo delete hu jae ga aur agr baar baar aik thread ko repeat Karen ge tu oska bh koi faida nh wo bh moderator delete kar de ga aur os me jitnay logon ne posts ki hoti hain ya comments tu wo bh delete ho jaen gi is liye ap jb bh koi thread lagaen tu sb say different aur forex say related hu taky apka question ya post zaye mat jaen
              • #8 Collapse

                Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

                G ap ny sae kaha hai kforex pr thread krny ka koi na koi maqsad hona chahyeTHREAD INFORMATIVE hon gy to un pr acha responce mily ga
                Thread informative hoga to is sy dusro ko information mily gi
                Thread achi hogi t new topic pr hogi to dlete nahi hogi r is trhabonus acha aye ga
                • #9 Collapse

                  Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

                  Aoa dear member yahan pe threads krny ka hmara mqsad ziada se ziada logon ki help krny ka hona chahiye q k agr hm dusron ki help krengy to hm khud b bhaot c new cheezen yahan se seekhengy is k ilawa yahan pe hm achi earning k liye b achy achy threads kr skty hen.
                  imranhaider
                  • #10 Collapse

                    Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

                    Dear forex friends g bilkul apka koi maqsad hona chahiye jab apka threads krne ka koi maqsad hoga to ap kamyab hoon gy apko knowledge hasil hoga ap achy traders ban saky forex online business hai or world ki sab se bari market hai apko forex par daily basis par acha time Invest krna chahiye jitna ziyada ap time invest krien gy apko utna he faida hoga ap achy traders bany gy forex par mahnat krne wale log kamyab hote hain wo apna kam mahnat ky sath krty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forum pa threads krnay ka bhi koe maqsad hona chayay

                      Dear Forex friends se karenge jeet ka koi maksad Ho aise post karne ki sahi hamen fayda hasil hote informative let post karne chahie kam kaise karna chahie ke kam karne mein kuchh ka maksad bhi najar aaye aur kam bhi aasani se kar sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X