Stop loss kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kia hai
    Assalamu alaikum dear members,
    Stop loss kia hai aur is say ki taraha istafadah uthaya ja sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kia hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
    Assalamu alaikum dear members,
    Stop loss kia hai aur is say ki taraha istafadah uthaya ja sakta hai
    Doston Stop loss jab ham trading karte Hain aur ham Stop loss lagate Hain Ki hamari trade isase jyada nuksan mein Na jaaye ise kahate Hain stoploss
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kia hai

      Stop loss se hmain zda loss ni hta hm jb SL set kr lty hain to jb trade loss me jti h to auto close ho jti h trade r hmain loss ni hta
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kia hai

        dear friend may ap ko batata ho kay forex trading may stop loss ka istamal is may hum is ka istamal kar kay hum apny account ko save kar sakty hay ku kay market ki movement change hoti rhti hay agar hum SL kar use nahi kary gay to humy loss ka samna karna poary ga
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kia hai

          Stop loss is basically a term used in Forex trading is mein kya hota hai ki jo trader hota hai wo stop loss level set kar deta hai to Jab uska business us level Se Jyada loss Mein jata hai to automatically waha p trading stop Ho Jaati Hai so basically yh automatically aapke loss ko control karna hota hai ki is particular level Se Jyada aapko loss Na Ho
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kia hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum dear members,
            Stop loss kia hai aur is say ki taraha istafadah uthaya ja sakta hai
            SL matlab Star Plus doston Star Plus Hamesha Ham apni trading ke sath uske liye istemal Karte Hain Ki market Agar dusri Jaane moment Karen To Ham Jyada nuksan se bachake isliye Ham stop class ka istemal karte hain aur Star Plus ka option Hamen already metatrader 4 ke software mein Mil Jata Hai
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kia hai

              Assalam o Alaikum dear forex members stoploss aik tool hy jis ko during trade agr loss ho raha ho tu loss se bachny k liye stoploss use kiya jata hy jo loss ki direction ko change kr deti hy aksar aukat trade de jati hy jo successfull trading k liye zrori hy shukriya.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kia hai

                forex mai trading k doran stop loss lgaia jata hy ye aik kamyabi ka tool hy jisy hm trading mai istmal krty hain is ka trading mai boht faida hota hy ye loss hony se bchata hy r direction badl deta hy r trading mai is ki wja se hmy profit hasil hota hy isy use krna lasmi hy agr hm is use ni kren gy tohmy loss ho jae ga r hmy pta b ni chly ga
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kia hai

                  hamy market mai stop loss ko use kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to haram he loss hain hamyis mai car full ho kar kam karna ho ga yai aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho ga hum isy apna professional career be bana sakty hain is mai hum apny boss kdu ap he hoty hain hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kia hai

                    Hamy market mai stop loss ko use kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to haram he loss hain hamyis mai automobile complete ho kar kam karna ho ga yai aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho ga hum isy apna professional career be bana sakty hain is mai hum apny boss kdu ap he hoty hain hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kia hai

                      Assalamu alaikum their friends stoploss yah hai ki jab ham Apne trading lagate Hain trade karte hain to trade ke dauran stop loss isliye kahate Hain ki hamen nuksan ki limit Jani jitna nuksan ham bardasht kar sakte hain vahan ham stop-loss laga sakte hain jab hamen apni limit tak nuksan padta hai to hamari trade close ho jaati Hai stop loss lagane se hamara Baki account sev Nahin jata Hai to hamen trading ke dauran stop-loss Ka istemal lajmi Karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss kia hai

                        Assalam walekum doston Amit hai aap sab khairiyat se Honge bilkul market teen friend Mein Chalti hai ya nahin by Sal aur aur side vah Mein price move karti hai jisse Hamen andaza Lagana hota hai ki market Agar is prices se niche Jaati Hai To vah Apna trend change Kar Jaati Hai ISI best per Ham stop loss set karte hain Kyunki Hamen Pata hota hai ki yahan se Agar market reversal Deti Hai tu yah Hamari direction Mein container kar sakti hai lekin Agar market is point ko break Kar Jaati Hai To vah apni try and change kar Jayegi aur Hamari trade wrong ho jayegi isiliye Ham safety ke Taur per stop loss set karte hain Taki Ham Jyada loss Se Ban sake aur kam loss Utha Te Hue Jyada trading opportunity find Karke acche profit Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss kia hai

                          Stop loss ka use karke Hamen apni trade mein safety use karni hoti hai agar hamari trade jyada loss ne chali jaati hai aur ham ismein Star plus ka use karte hain to Hamen ismein nuksan nahin Hota aur ham aise acchi apne cancel kar sakte hain isliye aapko chahie money management ke sath trading Karen aur apni trade mein stop-loss ka use rajni Karen isase aap behtarin tarike se kamyabi Hasil kar sakenge aur aapko achcha profit Hasil hoga Forex Main har taraf se market ko samajhne ki koshish karen aapka acha experience and knowledge he is business main aapko kamyabi deta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss kia hai

                            Friends hamen apni trade lagate waqt stop loss ka jarur istemal karna chahie yani k SL stop loss trading mein aik main object hai stop loss ka matlab yah hai ki ham isase Apne account ko save Rakh sakte hain Yahan per ham ek limit set kar dete Hain Jo ke hamare account ko save rakhti hai aur hamen loss se bachati hai jaisa ki aap jante Hain Ki market ki movements hamesha change hoty rahti Hain to Jab ham ek fix number tak apni trade per stop-loss lagate Hain aur agar usse jyada hamen loss ho raha ho to hamari trade khud BA khud hi vahan per aakar ruk jaati hai aur ham jyada loss se bacche jaate Hain aur is Tarah hmara account b save rahta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss kia hai

                              Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab thik Honge ji aapane bilkul theek Kaha Forex mein kam karte hue stop-loss Koi jarurat use Karen agar aap Faulkner stop-loss ko use Karenge uski vajah se aapko bahut jyada fayda Hoga iski aapka account safe rahega isliye Hamesha acche se kam Karen aur apne County safety Ka Khyal Rakha Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X