Basics of forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basics of forex
    Hamaray Pass 3 basics hoti hein forex main.
    01- Techniqal analysis ( hum log graph ko watch kar kai market ka andaza lagate hein ya hum log graph ko check kar kai watch kar kai predition karte hein
    kai aagay market kaha ja sakti hai )
    02-Fundamental Analysis :
    Kisi Country Ki Polical News, Kisi Country Ki Weather Report , Unemployement or Employement , Business Deal , Profit Dealing
    Ya Invention Ki Reports Ko Dhekh Kar Ager Hum Log Future Predication Karte Hein To Uss Ko Hum Log Fundamental Analysis Kehte Hein.
    03- Time analysis :
    Time Ko Analysis Karna Kai Kis Time Per Hum Logo Ko Market Watch Karni Hai , Ya Kis time per Hum Logo Ko Trading KArni Hai, Order Ko Kis Tarha Set Karna Hai. Etc
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Basics of forex

    ji han Pakistan forex main basic of forex bahut si hai agar hamen per taaja Dena shuru kar de to Ham Pakistan forex per kamyab ho sakte hain aur is per se acchi earning bhi hasil kar sakte hain isliye Pakistan forex ki basic per tar jode ne chahie kyunki basic chij hi Pakistan forex mein kamyab karti hai

    Invention Ki Reports Ko Dhekh Kar Ager Hum Log Future Predication Karte Hein To Uss Ko Hum Log Fundamental Analysis Kehte Hein.
    03- Time analysis :
    Time Ko Analysis Karna Kai Kis Time Per Hum Logo Ko Market Watch Karni Hai , Ya Kis time per Hum Logo Ko Trading KArni Hai, Order Ko Kis Tarha Set Karna Hai. Etc

    agar Ham Pakistan forex mein kamyab hona chahte Hain to in tamam chijon per humko tar jode ne chahie kyunki ji hi chij hai Pakistan forex ki basic chijen Hain n pata Jo dekhkar Ham Pakistan forex mein kamyab ho sakte hain aur acchi earning bhi hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Basics of forex

      Kai business KO shoro krne se JB tak ham eaki basic nai sekhe to ham e smain kamyay nai ho skte Han q k JB hannss main Acha Ka k sath a ha business shoro kren ge to ham es main basic sekh k Forex trading main real account pe trdae jr Kate Han qk JB ham e smain Acha kam kren ge to hmara es main Acha kma HOTA the ga r JB tak Han es main learning k sath kma kren ge to Han e a main kmayay ho skt Han.
      • #4 Collapse

        Re: Basics of forex

        forex aik online international bussiness hy hm is mai full time b karm kr skty hain r part time b kam kr skty hain hm is bussiness mai apny boss khud hi hoty hain hm is mai posting ka kam kr skty hain is mai hm trading b kr skty hain is se hmy achi earning hasil kr skty hain is mai hmy indicater ko ignor ni krna chahie r hmy is mai smjh kr kam krna chaie
        • #5 Collapse

          Re: Basics of forex

          agar hum forex ki basics k bary mein baat keren tou is mein hum posting bhi ker sakty hain aur hum is mein trade bhi ker sakty hain kuen k ye aik bohat bera platform hai is liye is mein kaam kerny k bohat sary sections hoty hain jis mein kaam ker k acha bonus earn kiya ja sakta hai is mein har section mein kaam kerny k kuch apny rules hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Basics of forex

            Assalam o alaikum
            Topic: Basics of forex
            Explanation:
            Forex trading main foreign currencies ko trade kia jata hay jis majn ap buy ya sell krtay hain different currencies ko. Forex market Monday to friday open hoti hay. Forex market main different players hotay hain jesy k banks,
            Inssurance companies, professional traders, government corporations .
            Minor and major pairs:
            Forex main jin currencies ko ap trade krtay hain unk pairs bnay hotay hain un main kuch minor or kuch major pairs hotay hain. Usually major pairs 6 hotay hain jo less expensive hotay hain or volatile b nhi hotay , jo k beginners ko refer kiye jatay hain in reasons ki waja sy hi.
            Minor pairs ko exotics b boltay hain , in main less traders hotay hain. Major pairs ue hainClick image for larger version

Name:	20201121_115028.jpg
Views:	1
Size:	54.9 کلوبائٹ
ID:	12337578
            Forex broker:
            Market main access leny k liye apko eak broker ki zarurat hoti hay . Broker apko different currency pairs ki prices provide krtay hain.
            Bid and ask price:
            Jab ap broker forex price check krtay hain tou apko 2 prices show hoti hain eak bid or dusri ask price hoti hay.
            News and forex trading:
            News or macrieconomic events bht heavily currency pair pay influence hotay hain . Eak forex trader ko hmesha news k sath in touch rehna chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Basics of forex

              Forex ak bahut e profitable business hai jis k liye hmry ps experience r knowledge ka honaa bahut e zruri hota hao agr hmry ps experience h tw hm bahut achii earning kr skty hyn.… trading mn analysis krna bahut zruri hota hao
              Analysis ki 3types hoti hyn
              Fundamental analysis
              Tecnical analysis
              Time analysis
              Agr hm proper experience k sath r analysis k bd e kaam kraty hyn tw hm zrur kamyaab hoty hyn
              Is k ilawa hmyn forex k rules ko b follow krna chiaye
              Jese k hmyn kisi ka mawaad copy paste nahai Krna chaiye
              Hmesha ziada s ziada time forex ko dyna chiaye
              Proper treeky s kaam Krna chiaye
              Apny kaam ki qulity ko accha krna chiaye
              R apny kaam ki quantity ko b behtr Krna chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Basics of forex

                G friend ye jo bhi basics ha ye bohat ahmiyat wale ha agar apka basic strong ha kisi bhi cheez me to apko agay ja ke us me ziyada hard kam nahi hoga fore xko learn karn or forex trade ka knowledge hasil karn or demo account use kr k proper training karn forex tradeki demo account sy ap ko bhot help hoti ha forex trade k liye
                • #9 Collapse

                  Re: Basics of forex

                  Dear pyary forexer apny Achi informative post share ki hai hamary sath aye es par mazeed guftagu karty hai.
                  Forex Kay basic analysis ko seekh Ker or samaj Ker usma kaam Karna asaan hojata hai jis say ham risk free trading Ker sakty hai.
                  1. Forex ki basic ma sab SE pehli cheez ma samjhta hun ke discipline hai ager ham graph ke or chart patterns ko samjhy to ham Achay forexer ban sakty hai.
                  2. Technical analysis ma indicators ko samjhna or chart patterns ke mutaliq indicators hamy kis taraf ki trade ko and Cate karny is key rahy hai.
                  3. Fundamental analysis ma news ki ahmiat SE sab wakif hai ke Kisi be waqt Forex market ma news ke impact market ki movements ko change Ker saky hai jinki bunyadi waja koi economic news ya koi siyasi tehalka kehzi ho Sakti hai.
                  4. Forex ma bid and ask ko samjhna buying and selling ke hawaly SE zaruri hai.
                  5.market ki history or future ko lagging or leading Indicator ke zariye samjna be zaruri hai.
                  "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                  • #10 Collapse

                    Re: Basics of forex

                    bahut Shukriya Sar aapane bahut acchi information share ki hai jo ki Vinod ke liye bahut fayda man Hai aapane bilkul theek kaha ke market mein jo hai vah teen Tarah ka analysis hota hai technical fundamental aur jo aapane third discuss Kiya Hai To Hamen chahie ki Ham jo hai vah market ko in SAB point-of-use analyse Karen Taki Ham is business mein jo hai vah success kar sake ISI Tarah Forex Mein bid and ask abhi bahut Ham roll hota hai Kyunki yah jo hai vah prices selling price of buying price ke der mein aane ke difference hota hai tu yah bhi important hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Basics of forex

                      forex iak online business hain hum s mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hm is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai iak amm business jasa nahi hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hainjto harma loss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Basics of forex

                        hamain fourm main bi fourm k rules ko ofllow kar ksaty hain so hamain fourm main bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi knowldge hasil kar skaty hain so hamain fourm main bi greed ko aovid kar ksaty hain so hamain market main bi ear kar skaty hainsoh amain fourm main bi trader ban sakty hain so hamain forum main bi trader ban skaty hain so hamain sucess hn gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Basics of forex

                          Kai enterprise KO shoro krne se JB tak ham eaki primary nai sekhe to ham e smain kamyay nai ho skte Han q okay JB hannss primary Acha Ka okay sath a ha commercial enterprise shoro kren ge to ham es principal simple sekh ok forex trading primary real account pe trdae jr Kate Han qk JB ham e smain Acha kam kren ge to hmara es foremost Acha kma HOTA the ga r JB tak Han es predominant getting to know ok sath kma kren ge to Han e a major kmayay ho skt Han.
                          • #14 Collapse

                            Re: Basics of forex

                            Assalamu alaikum bilkul afeem bahut acchi baat kahi hai for Excel basic rules ko follow karna hamare liye bahut important hota hai aur ek scrolls ko forward karte hue Jo market mein work karenge aur market mein trading karenge to hamen achcha fayda Ho Gaya Ham kisi bhi field mein hamare liye important hota hai ki Ham forex ke rules to follow Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Basics of forex

                              Forex me hum achi post kar sakte hain or achi trade kar k achi earning hasil kar sakte hainJesa k ap log jaanty hyn k forex me kaam krna koi asaan baat nahi hy q k is me kaam krny k liye hamen kaafi knowledge or experience ki zroorat hoti hy jab bhi ap trade krty hyn tou market k trend ko samajh k apny technical analysis se zroor kaam liya kren taa k trade me apko loss kam ho lot size ka bohat ehm kirdaar hota hy q k lot size hi hamaary loss or profit ka baaies banti hy jitni lot size kam hogi utna apka account safe rahy ga daily ka target forum par poora kiya kren taa k apko haftaawaar bonus acha mily or ap achi trading kr saken apna knowledge or experience barrhaty raha kren news ko zroor follow kiya kren taa k apki trade apko profit de saky agr hamaray pas experience ho ga tu hi hum achi kamyabi hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X