Fundamental trading kya hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental trading kya hai??
    Dear Forex members fundamental trading usko Kahate Hain jismein trader economic news Aane per trade karte hai. Fundamental trading news par depend Karti Hai news ke sath aap aur down bahut Tezi se move hoti hai aur uske liye aapko Kafi experience ki zarurat hoti hai. Fundamental trading economic factor ki base per Forex trading Mein kam Kiya jata hai Kisi bhi currency pair ki fundamental analysis bus ki Mulk ke halat par depend karti hai agar use Mulk ke halat Din BA Din Behtar ho rahe hain to use Mulk mein mahangi aur berojgari make me a rahi hai to uski economy mazbut ho aur political stability ho to currency ki value mein izafa ho jata hai aur use ki fundamental analysis usko Kahate Hain Jo news Mein aasani Se Ki Ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental trading kya hai??

    ji han Pakistan forex mein fundamental trading ki bahut hi jyada ahmiyat hai kyunki fundamental trading trading hai ki fundamental 1 indicators hai jisko Ham analysis karke Ham Pakistan forex main market analysis karte hain aur uske mutabik Jo trading karte hain is fundamental trading kahate Hain

    agar Ham Pakistan forex mein fundamental analysis Karen aur uske mutabik trading Karen to Ham trading se bahut hi achcha profit hasil kar sakte hain kyunki ji ek aisi analysis hoti hai Jo humko loss se bachati hai aur hamesha pahle loss ki taraf jaati hai lekin dobara profit ki taraf jarur aati hai aur hamari trade profit mein Hi close karvati hai

    isliye tamam members Koi chahie ki agar unhen kisi bhi analysis ki samajh nahin a Rahi to unko chahie ki vah hamesha fundamental analysis Karen kyunki fundamental analysis karke Jo bhi hua trading karenge usse unko bahut hi achcha profit hasil hoga aur is tarah on ki earning main bhi ijaafa hoga
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental trading kya hai??

      News trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. Forex trading me news trading se bohut badlao ata hai. News trading ka sab se bara faida ka faida long term trading me hota hai aur is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai. Lekin is k leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. Negative points ye hen k news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte. Fundamental analysis aur news trading same hi hai jis me market us lehaz se move kar rahi hoti hai. Is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental trading kya hai??

        Aslamoalaikm fundamental trading sy Murad hy news ko analysis krna market me ksi economical news political news ya koi b social news sy Jo b bdlao ata wo news trading mtlb fundamental analysis khlati hy forex me sb sy zyada ehmyt fundamental analysis ko di jati hy q k forex trading me sb ka daromdar news pr hy trading start krny sy phly news ko read krna bht important hy news ki ehmyat bht zyada hy JB ap technicall analysis KR k trading krty hn or achanak koi aisi news ajati hy Jo market ki movement change kr deti hy ya crash hoti hy aisi news sy to market opposite direction me chli jati hy or big loss ka samna krna prta hy isi liay fundamental analysis krna zrurui hy news ko follow krna bht important hy
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental trading kya hai??

          Hamen chahie ham mehnat Karen mehnat karenge to kuchh milega agar aap mehnat ka Nahin karenge to kuchh Nahin milega mehnat karne se sabko mehnat karne se sabko insan kamyab ho jata hai mehnat karna hai bahut acchi chij hai insan ko mehnat karte rahana chahiejab tak ham mehnat Nahin karenge to yaar yakin Karen ham kabhi bhi life mein kamyab Nahin ho sakte agar Life mein kuchh hasil karna hai na agar Life mein kuchh kamana hai agar Life mein kuchh hasil karna hai to aapko main
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental trading kya hai??

            Fundamental trading Mein Ham basically Kisi milk ki currency key value ko dekhte hain aur use Desh page Hai vah Ham trading karte hain theek hai to Kisi book answer key value vah bahut important hoti hai agar Kisi Majlis mein mahangai mein Ajab ho raha hai to iska matlab yah hai ki Unki classy key value kam ho rahi hai so properly aur ek effective Ami trading ke liye ja rahi hai ki Ham fundamental analysis Karen aur uski best trading Karen
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental trading kya hai??

              hamy market mai fundamental analysis ko learn kar ky usekar ky kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy market mai analysis ko kabe be ignore nahi karna chaye hm is mai apny boss kud ap eh hoty hain yai aik amm business jasa nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental trading kya hai??

                dear Forex friends fundamental trading kya hoti hai isliye hai ki aap Jab Bhi Ek fundamental ke the RO kam karte hain to ismein economic news karti hai aur fundamental new trading ke aap apne kam Kabhi Baithe tarike Se Karte Hain Aur Itna hi jyada Apne knowledge main bhi focus rakhte Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental trading kya hai??

                  Fundamental analysis ko bhi forex men kamyabi panay kelye shamil hal rakhna parta hay agar ham just technical analysis pay he depend kar len to bahot difficult ho jata hy trade karna agar ham forex men kamyab hona chahty hen to hamen chay kay technical analysis kay sath sath fundamental analysis ko bhi jari karna ho ga jin ka resul hsm forex factory men aany wali news men ba aasani dekh skty hen khuch traders to us time bhi trae karty hn magar us time agar wait kr lia jye ti acha hota hy kuyn ky koi pata ni hota ky kia ho ga market men.
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental trading kya hai??

                    hamain forum main bi trader ban sakty hain so hamain forum main bi greed ko aovid kar skaty hain so hamain fourm mainbi trader ban skaty hain so hamain forum mainbi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi trader ban skaty hain but hamain fourm main bi trader hon gay ta k earn karny k kabil hon gay ta k earn karien gay so hamain fourm main eanr karien gay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental trading kya hai??

                      information buying and selling se murad marketplace me kisi bhi good value, political ya social news se jo badlao marketplace me hota hai wo news buying and selling kehlati hai. news trading ko foreign exchange trading ki terminologies me essential analysis bhi kaha jata hai. news trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. forex trading me information trading se bohut badlao ata hai. information trading ka sab se bara faida ka faida long time trading me hota hai aur is ka end result bhi taqreeban one hundred% tremendous ata hai. Lekin is okay leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. negative points ye chook okay news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term buying and selling ok leye hai aur is se brief time period investors ye scalpers faida hasil nahi kar sakte. fundamental analysis aur information trading same hello hai jis me marketplace us lehaz se move kar rahi hoti hai. Is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X