Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success mila

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success mila
    Assalam o Alaikum! Dear Forex member main aapke sath trading Mein lalach ki vajah se trader ka Akshar loss hone par Apna knowledge share kar raha hun dear trading ke andar Hamen kabhi bhi Lalach Nahin Karni chahie trading Mein lalach ka matlab hai ki Ham directly Apne ap ko loss Mein Lekar Ja Rahe Hain Agar Ham trading Mein lalach ko chor kar money management or risk management ko follow karke Hamesha small lotsize mein trading Karte rahan. To tab hi Hamen trading Mein Achcha profit Hasil hota hai isliye trader ko chahie ke vah Kabhi Bhi Apne capital ke 10% Se Jyada risk na le aur Hamesha market ko analyse karne ke bad hi apni trade active Karen.Click image for larger version

Name:	images (70).jpeg
Views:	8
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12470528
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

    G han forex trading men lalach ka anjaam bahut bura hota hey kiun k iss men sub se ziyada lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen aur small lot size ko use karen aur risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen aur forex trading men lalachi logon ki koi jaga nhi hey
    • #3 Collapse

      Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

      ji han humko chahie ki hamen kabhi bhi lalach ko apne trading ke darmiyaan nahin aane Dena chahie kyunki agar lalach hamari trading ke darmiyaan a jaaye to is tarah Ham apni trading mein loss kar sakte hain aur loss se bachana hai to humko chahie ke kabhi bhi lalach ko trading ke darmiyaan na aane den

      kyunki Ham jante Hain ki jab bhi Koi bhi trader luggage karta hai aur trading ke darmiyaan lalach aur jaaye to na sirf vah loss hasil karta hai Bal ke akshar uska account bhi vas ho jata hai isliye sab members ko chahie ke kabhi bhi trading ke dauran lalach konane de taake loss aur account wash se bus sake

      isliye tamam members ko chahie ki hamesha trading karen to analysis karke sabar ke sath trading Karen aur aur bahut hi sambhal lot size istemal Karen kyunki chhoti lot size istemal karne se account bhi save rahata hai aur humko isase thoda thoda karke bahut accha profit bhi hasil ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

        Walakum slam ji han dost apne sahi kaha hama8n kabhi bhi lalach main a kar kaam nhi karna chahyr jab jab ham lalach main a kar koi bhi kaam karte hain to is ka hamain sab se bad nuqsan ye hota hai ke ham loss kar jate hain our hamara account wash ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

          Ji Ham Sabko Yahan per lalchi nahin karna chahie aur apne time per apni trading Karya ke kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie so Ham Sab ko apni mehnat ke sath Apna Kam karna hoga Apna bonus level improve Karke kamyabi Hasil karna Hogi ISI Mein Hamara advantage hai
          • #6 Collapse

            Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

            Forex online business hy is main hm hmsha subr sa soch semjg kr bgr kisi lalch ky treading krni chya ugr hm treading ky drmyn lalch ko ly ay GA to kbhi bh kamyb Nhi Ho ga is sa hm nuksan hi Ho ga hm jitni mhyn sa subr sa soch semjh kr bgr lalch KY wark kra tb hi kamyb Ho ga jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
              Assalam o Alaikum! Dear Forex member main aapke sath trading Mein lalach ki vajah se trader ka Akshar loss hone par Apna knowledge share kar raha hun dear trading ke andar Hamen kabhi bhi Lalach Nahin Karni chahie trading Mein lalach ka matlab hai ki Ham directly Apne ap ko loss Mein Lekar Ja Rahe Hain Agar Ham trading Mein lalach ko chor kar money management or risk management ko follow karke Hamesha small lotsize mein trading Karte rahan. To tab hi Hamen trading Mein Achcha profit Hasil hota hai isliye trader ko chahie ke vah Kabhi Bhi Apne capital ke 10% Se Jyada risk na le aur Hamesha market ko analyse karne ke bad hi apni trade active Karen.[ATTACH]25269[/ATTACH]
              Assalamu Alaikum dear aapane bilkul sahi kaha hai ki trading ke andar Hamen lost Dene Wali chij jo hai vah lalach hai agar Ham lalach Nahin Karte To Ham kabhi bhi apni trading Mein nakam Nahin Hote Ki lalach Mein Aakar Ham bich lot size mein trading karte hain Jiski vajah se Hamara account was ho jata hai aur Market Agar thodi si bhi Hamari against move Karti Hai To iski vajah se Hamara Ek bahut bada loss ho jata hai isliye gram lalach Nahin Karenge aur small lot size ke andar trading Karenge To Hamen kabhi bhi loss Nahin hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                ji han bilkul hamen lalach ko trading mein Na aane Dena chahie lalach karne wala trading mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakta aur hamen chahie hai ki Ham apne dam per kam Karen yah ne hamen soch samajhkar planning ke sath apni trade lagani chahie Taki Ham apna bahut hi achcha profit hustle karke kamyab ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                  wa alaikum salam dear member trading lalach se nai experience se ki jati hai experience hi apko lalach karne se bacha skta hai jitna acha knowledge experience hoga otna achi ap trading karne mein kamyab ho sakty hai yahi wajha ha ke bad oqat member risk mein trade laga dety hai jis ke result mein unko kafi bari nuqsan ho jata hai jis se balance ke sth account bhi wash ho jata hai is liye lalach or risk se bachne ke liye apko mehnat karni hogi acha knowledge learn karna hoga tab apko trade ka experience mile ga or phr ap trading se achi income hasil kar skaty hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
                    Assalam o Alaikum! Dear Forex member main aapke sath trading Mein lalach ki vajah se trader ka Akshar loss hone par Apna knowledge share kar raha hun dear trading ke andar Hamen kabhi bhi Lalach Nahin Karni chahie trading Mein lalach ka matlab hai ki Ham directly Apne ap ko loss Mein Lekar Ja Rahe Hain Agar Ham trading Mein lalach ko chor kar money management or risk management ko follow karke Hamesha small lotsize mein trading Karte rahan. To tab hi Hamen trading Mein Achcha profit Hasil hota hai isliye trader ko chahie ke vah Kabhi Bhi Apne capital ke 10% Se Jyada risk na le aur Hamesha market ko analyse karne ke bad hi apni trade active Karen.[ATTACH]25269[/ATTACH]
                    g bilkul dostoo lalach ko apney or trading k dermiyan ni anae dena hai q k lalach hamary liaye loss ka sabab ban te hai agr hum trading mai lalach ko apna hateyar bnaye gy to hum kabhe kamyab ni ho skyn gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                      yes dear forex market mein successful hone ke liye humko apni learning complete karni hogi agar Ham forex market mein achcha kam karte Hain Ham koshish market mein kafi jyada fayda Mil jata hai Jo trading forex market mein soch samay kar kam kar rahi hai hote hain vah is market mein kamyab Ho jaate Hain agar Ham forex market mein planning karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein kamyab hone ke liye hard work karte Hain humko is market mein kafi jyada fayda Mil jata hai Jo trader is market mein lalach karte hain vah is market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte agar Ham is market mein kam karne ke liye planning karte hain is market mein hard work karte Hain Ham is market mein kamyab Ho jaate Hain forex market mein apne rules ko follow karne ke bad humko Punjabi mil jaati hai agar Ham Farooq market mein achcha kam karte hain aur is market mein apne experience ko use karte hain to is market mein kamyab Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko Socha mein karykram karna hoga tab Umesh market mein kamyab Ho jaate Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                        Lalach tu kisi kaam min nhi krna chaye. Lalach bori bala.achy trader lalchi nhi hoty.uny pta hota hain k lalach krne ka koi faida nhi hota hain.emandri sey hi kamyab howa ja skta .for a good trader always work honestly.
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                          Je han lalach ko kabhi bhi apni trading ke Darmiyaan mein nahin aana Dena chahie Kyunki trading Mein lalach Hamen nuksan Deti Hai lalach Ko ignore Karke Ham Ajay trading kar sakte hain Agar Ham acchi kamyabi Hasil karna chahte hain to proper work karna hoga Agar work proper Nahin Karenge To Ham Kabhi Acha result Hasil nahin kar Sakenge Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge Kamyab hone ke liye mehnat Karte Rahana Hogi mehnat Se Hi acchi kamyabi milati hai agar Ham ismein Apne work per focus Karenge to Kamyab Honge Kamyab hone ke liye Hamen menatwork aur jo Dena Hogi Lala Ji ko ignore karna hoga Himmat ke sath Apna work karna hoga jo log Sabar ke sath kam karte Aate Hain lalage ko ignore karte hain vahin Kamyab Hote Hain Jo log ine chijon per focus Nahin Karte wo Hamesha Apna account wash Karva Baithe Hain aur Kabhi kamyabi Hasil nahin kar paate
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                            Agar aapane zindagi Mein kamyabi Hasil karni hai to aapko experience Hasil karne ki koshish Karna chahie lalach karne use aapka Kabhi fayda Nahin Hoga Har Kisi Ko Apne andar Ek bahut hi zyada experience Hasil karne ka Jazba Paida karna chahie Kyunki lalach karne se Ham Sab loss Mein Jaate Hain market Mein Jab Ham kamyabi Hasil karna chahte hain to mehnat karne ki koshish Karni chahie Yahan per zyada experience Hasil karke hi fayda hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach ko kabi apni trading k dermiyan na ana den, ta k apko trading man success

                              kisi bhi surat main lalach ko apnay pas nahi aanay dena chahiay kyoun k lalch aik trader k liay zehr e qatil hai.forex trading main kamyabi sirf or sirf struggle pr depend krti hai ap jitini zyada mehnat krain gai utna zyada apko iska reward milay ga.
                              ap forex trading main regular working krain is se apko bohat zyada benefit hoga baz log thora sa loss honay ki surat main trading chorr dete hain ya forex main gap dal leaity hain aisay traders ko advice hai k na umeed mat hon apni puri tawwja or nai iraday se
                              dubara forex trading krain is se apko bohat zyada benfit milay ga.forex trading main sab se zyada zururi chez apki effort hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X