Stop lose kya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop lose kya hai?
    yeh apkay nuksan ko control karti hain.misal k tor pai apnay ik order 1.2000 k rate pai buy kia or aap chahte hain k agar market apkay oposite site hojae to apko zyada nuksan na ho or yeh trade yani order band hojae automatically
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop lose kya hai?

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men stop loss bhi aik order hey jo trading k daoran hamaray account ko safe aur secure rakhta hey aur stop loss ki waja se hum loss ki limit ko aik jaga fix kar letey hen jiss ko aasani se recover kar saken aur jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Stop lose kya hai?

      Stop loss ek tool Hai Jisko use Karke aap apne account ko safe Rakh sakte hain aur ek limit Tak loss bardasht kar sakte hain Uske bad aapki automatically trade close Ho Jaati Hai aur aapka account security Hai wash hone se Ban Jata Hai Isko Hamen Har trade main zarur istemal karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Stop lose kya hai?

        Jab Humko trade Lagate Hain To Hamen chahie ki Ham usmein stop last aur Tech Prasad ko laga main use Karen Agar Hamen ka istemal Karte Hain To Hamara account save Hai sakta hai Kyunki Agar Ham Chale Laga to lock stop last ko use karte hain Agar Hamari trade loose Mein Chali Gai Hai To Ham Mar account se Rah Sakta Hai Hamara Kaun watch Nahin hoga
        Like tu banta hay ik🙏
        • #5 Collapse

          Re: Stop lose kya hai?

          Assalamu Alaikum dear all member agar aap Forex trading per kam kar rahe hain aur forex trading per kam karte hue Agar aapane stop loss aur take profit ka option use nahin kiya to aapko iska bahut zyada loss ho sakta hai Stop loss ka option tab use Kiya jata hai jab agar aapane koi chiz buy ki hai yah sale ki hai aur use per trade Le Gai hai to market Agar aapke opposite taraf ja rahi hai to aapko chahie ki stop-loss ka option juice Karen Agar aapane 9000 ki koi cheese bye yah sale ki hai aur Market opposite per ja rahi hai to aapko chahie ke stop loss ka option use Karen Taki aapka account wash na Ho Agar aapane shop loss jyada loss ho sakta hai ISI tarah agar aap take profit ka option use karenge to market jab bhi top per jayegi aur aapko profit hoga to take profit ke bad automatically aapki trade off ho jayegi aur aapka profit aapko mil jaega Agar aapane take profit ka exchange use nahin kiya to market wapas loss ki taraf bhi ja sakti hai jisse aapko bhi loss hoga Forex trading bahut reliable hai aur bahut achcha profit deti hai isliye aap iske usko pahle study kar len FIR forex trading ki taraf se aur stop loss or profit ka option zarur use Karen tha ki aap kisi bhi log se bachake aur apne account ko save rasharkin Agar apne account ko seve rakhenge to fir hi aap zyad trade kar sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Stop lose kya hai?

            Forex ki market sa incom hsil krna koi asan kam nhi hy hm forex sa bht hi acha profit hsil krna chty hy apna account ko save rkhna chty hy to hm treading bht hi soch semjh kr krni chya hmsha stop loss use krna ky bd u stop loss bht hi acha tootl hy hm is ko treading main jitna ziyada use kra GA utna hi acha sa treading kr ky acha or acha profit hsil kr saky ga hm hmsha ziyada loss sa bechn kr lia stop loss use krna chya tb hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Stop lose kya hai?

              Dear ap na bohat he acha topic share kia hai .
              Stop loss bohat he acha tool hai dear is ko ham regular use Kar sakty Hain .
              Dear member stop loss ke use karny sc hamara account wash nai hota hai .
              Dear ham is main regularly Market main in rathy Hain
              Dear ye bohat he acha online system hai is main ham active mind kasath kam karthy Hain to hamy acha benefit milta hai .
              Dear member hamy chay ka ham forex main achi planning ka sath Kam kary
              • #8 Collapse

                Re: Stop lose kya hai?

                ji han agar Ham Pakistan forex mein stop loss ke bare mein maloomat hasil karna chahe to main aapko stop-loss ke bare mein information deta hun ki stoploss kya hai hai kyon lagaya jata hai aur kis per lagaya jata hai aur iski lagane ki vajah kya ho sakti hai

                stop loss trade mein loss ko rokane ka 1 point hota hai jab bhi Ham Koi trade open karte Hain to agar Ham chahte Hain ki hamari trade jyada last mein jaane se baat jaaye aur ham market per najar bhi nahin rakh sakte to Ham use per 1 point select kar lete hain ki is point per aane ke bad hamari trade automatic load Ho jaaye isase jyada humko loss Na Ho Jo Ham vah point select karte hain aur trade per usko depend karte hain ISI ko stop-loss kahate Hain

                agar humko Pakistan forex mein jyada loss se bachana hai aur ham dusre kam bhi hamen bahut jyada hote hain aur ham usmein biji rahte Hain Ham market per pura din najar nahin rakh sakte usko nahin dekh sakte to Ham trade per stop-loss laga kar apni trade ko jyada loss mein jaane se rok sakte hain aur is tarah Ham ek expert trader banne mein bhi kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stop lose kya hai?

                  WHAT IS STOP LOSS :-
                  Dear Forex trading Mein stop loss aik aisa order hai k agar aap Koi trade open Karty Hain To us mein aap Jitna loss afford kar sakte hain us point per Aap stop-loss Ka order Agar place kar den to market Agar us point ko tuch Karegi to automatically aapki trade minimum loss mein close ho jaye gi aur aapka account wash Nahin Hoga for example agar aap gold ko 1870 se a buy Karte Hain aur Market aapke against movement karti hai to Aapka Agar stop loss order 1860 per Laga hoga to aapko is point per automatically trade closed ho jayegi aapko manual trade close karne ki zarurat Nahin Hogi stop loss loss ko rokane ke liye order Hota Hai

                  STOP LOSS K BENEFITS :-
                  Dear stop loss ke bahut zayada faide Hain iska sabse bara fayda yeh hai ki Hamen Har time market ko dekhne ki zarurat Nahin Prati aur Agar Ham offline bhi hon to automatically trade stop loss ko tuch Karegi to close ho jayegi aur iska dusra fayda yah hai hai ki Hamara account wash hone se bachaya Jaega because Forex online market Hai sometime market Mein koi news a Jaati Hai to market ki bahut zayada movement hoti hai aur Agar Hamare against news Aati Hai To Hamara account wash hone Ka Dar hota hai isliye stop-loss ka yeh fayda hai ki kam loss mein trade automatically close Ho Jaati Hai Aur account safe rahata hai
                  Click image for larger version

Name:	stop-loss-order.png
Views:	30
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12337562Click image for larger version

Name:	images(58).jpg
Views:	3
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12337563
                  منسلک شدہ فائلیں
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop lose kya hai?

                    Ji han Sab ko apni mehnat Kaisa kam Karda Hoga aur Yahan per kam karne se Ham Kamyab hote hain SO isiliye mahine ke sath kam Karen Dil lagakar kam karne se Hamen kamyabi hoti hai so Hamen Sab Ko Apna bonus level improve karne ki koshish Karna Hogi bonus ko improve the house of ke liye bahut hi jaruri hai so isiliye mehnat Kaisa kam Karen Aur Dil lagakar kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop lose kya hai?

                      assalamu alaikum dear friend ji bilkul stop-loss yah hota hai ki jab Ham apni trade lagate Hain to hamen yah khatra hota hai ki hamen kahin loss Na Ho jaaye ISI vajah se Ham apna stop-loss lagate Hain Jani SL lagate Hain jiski wajah se hamen nuksan nahin hota hai ya nahin hamara jo bhi last hota hai vah bahut hi jyada nahin hota kam hota hai isiliye hamen chahie ke jab Ham apni trade lagaen to hamen stop-loss lagana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop lose kya hai?

                        Agar Ham trading karna chahte hain To Ham Sab Ko Stop loss ka use karna chahie Kyunki yah Hamari trading Mein sabse zyada zaroori hai ki Ham Yahan per Apne experience ko Hasil Karke kam Karen Yahan per knowledge Ke Sath Hai Aapka fayda Hoga aur successful trader hi Hamesha mehnat Karta Hai Kyunki zyada experience Hasil Karke zyada knowledge milati hai aur Stop loss ka use karna zaruri Hota Hai Har trading mein
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop lose kya hai?

                          dear jab Ham is market mein trade lagana chahte Hain to humko yah pata hona chahie is market mein hamari trade ka stop loss kahan per set karna hai hamari trading strategy ke hisab se trade ka stop loss hota hai agar Ham is market mein acchi planning karke stop loss decide karte Hain to usse humko ya fayda hota hai ki jab market hamare opposite bumat karti hai to isase hamara stop loss Hit Ho jata hai jab market hamare opposite movement karti hai to hamari trade close Ho jaati hai aise Ham tujhe fayda ho jata hai ki hamari trade ka target bahut hi aasani se hit ho jata hai agar Ham apni trade per lot size badi use karte hain aur market hamare opposite jaati hai to hamara stop loss as a level per it Ho jata hai jab market ki direction change ho jaati hai aur market hamare opposite movement start kar deti hai agar Ham is market mein acchi planning karke kam karte Hain Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai Paras market mein so samay kar Kam Karne wale trader ko kafi jyada fayda Mil jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop lose kya hai?

                            dear member agar ap trade kartay hain aur ap kesi jagha musroof ho jatay hain to ap apne trade ko srtop loss day dain is say ap ko fiada yah ho ga kah ap agar loss ke lakeer ko cross kartay hain to trade khud ba khud close ho jate hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop lose kya hai?

                              forex marker mein jab hum trade ker rahy hoty hain tou us mein humen trading tools ko apply kerna hota ai stop loss bhi aik tool he hai jo k humen trade mein hony waly loss se bachata hai is ki limit ko hum set ker dety hain aur is ka real matlab ye hota hai k hum is mein kitni amount of loss ko bear ker sakty hain aur trade mein qaim reh sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X