Meta Trader 4 Application

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta Trader 4 Application
    assalamu alaikum dear Forex member agar aap Forex trading mein kamyab hona chahte Hain to aapko metatrader 4 application ko study karna chahie, aur demo account per iski practice karni chahie agar of real account per directly trading karte hain. aur apni practice nahin karte to aisi condition mein aap bahut jyada galtiyan kar sakte hain, jisse aapko bahut nuksan ho sakta hai metatrader 4 application ko jab aap study karte hain to ismein aapko bahut jyada fayda ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meta Trader 4 Application

    Aslam o alekum dear member Mera treader 4 application ko smajhna boht zroori hai is k Bary main hamain mukamal knowledge ho to hi Ham forex mein kamyabi hasil kar sakte hain q k knowledge ki bunyad per ham acha kam karain gy to acha profit hasil Karen gy
    • #3 Collapse

      Re: Meta Trader 4 Application

      Ji ha aap ki bat bhi theek hy Mt4 eik bht hi achi application hy is sy him asani sy trading kr sakty hy dear agar hum Mt4 mein mhenat krein aur is mein soch smajh kr kam krein tu is sy achi trading ho Santo hy Mt4 mein trade krny Kelly bht sy pairs both hy his sy hum bht hi acha profit basil kr sakty hy
      • #4 Collapse

        Re: Meta Trader 4 Application

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mt4 men trading karna bahut aasan hey aur iss men practice k liay demo account ki behtreen facility avail hey aur iss men bahut ziyada pairs hen iss liay kuch pairs select karen aur unn k baray men knowledge aur experience hasil karen aur phir unn men hi trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur koshish karen k demo account ko serious ley kar practice karen tu acha trading experience hasil hota hey jiss ki waja se real trading men kamyabi yakeeni hoti hey
        • #5 Collapse

          Re: Meta Trader 4 Application

          forex mein trading mein jo cheez help kerti hai un mein se aik meta trader four bhi hai is ko hum shotly MT4 terminal bhi kehty hain agar hum forex mein trade kerna chahty hain tou humen chahiye k hum is k bary mein properly learning keren aur phir he is mein kaam ko start keren meta trader 4 application ko samjhna bohat he zeada zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: Meta Trader 4 Application

            Hmm forex treating Main kamyb hona hy acha konwldg or experience hsil gain krna hy to hm mt4 ko use krna chya us par din rat mhynt krni chya tb hi kamyb Ho ga mt4 application hmri teacher ki trh hy hm is par jitni Ziyada mhynt kra konwldg or experiencegain kra ga learning to hi acha sa market ki mouvmnt ko semjh saky ga or kamyb Ho ga jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Meta Trader 4 Application

              Forex mein humain trading kernqy kay lye aik achay trading platform ki zaroorat hoti hai aur iss mein bahut sari application maujood hain jin mein hum trading ker saktay hain jaisay kay aik insta forex ki apni application hai jis mein aap apna account attach ker kay trading ker ker saktay hain lakin pakistan mein tou hum mein sae aksar traders meta trader ki application istemaal kertay hain kyun kay iss mein trade kerna baqi ki applications sae thora mukhtalif hai iss mein trading kerna aasaan hai aur hum iss ko samajh bhi bahut aasaani sae saktay hain lakin aap ko chahyea kay iss mein apna demo account bhi open kerain ta kay aap uss mein trading ki practice ker sakain aisa kernay sae aap ki trading mazeed achi ho gi aur aap ko forex mein zayada kamyabian milain gi
              • #8 Collapse

                Re: Meta Trader 4 Application

                Ji han Sab Ko vah wali application use Koi Na Hogi use application ke andar Ham trading karte hain aur Usi ke andar Hamara demo Kaun bhi hota hai aur ham chahie sabse pahle demo ko use Karen aur sath sath apni trading Karya ke kamyabi Hasil karne ki koshish karen
                • #9 Collapse

                  Re: Meta Trader 4 Application

                  Assalamu alaikum dear friend se ji bilkul metatrader 4 ek application hai jismein Ham apna dollar ko deposit karte Hain yani jismein Ham apni train lagate Hain vah metatrader 4 kahlata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Meta Trader 4 Application

                    METATRADER 4 :-
                    Dear metatrader 4 Jisko Hum short Mein MT4 Kehte Hain yah Ek trading terminal hai jo k electronic trading platform Hai Jis per ham is market mein forex market Mein trading Karte Hain aur is market Mein Ham Forex ke Tamam pairs ki online price bhi check kar sakte hain aur Apna account iske sath attach Karke a apni trading kar sakte hain aur is platform mein different indicators bhi hote hain jinki help se Ham market ke technical analysis bhi kar sakte hain aur pending orders bhi hote hain jinko use Karke Ham apni trading Mein help Le sakte hain metatrader 4 Ek electronic platform hai jo ki Hamen bahut acchi facilities provide Karta Hai Ham apni Tamam trades open close Kisi Ki through Karte Hain
                    Click image for larger version

Name:	images(68).jpg
Views:	1
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12337569Click image for larger version

Name:	images(67).jpg
Views:	1
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12337570Click image for larger version

Name:	images(66).jpg
Views:	1
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12337571
                    • #11 Collapse

                      Re: Meta Trader 4 Application

                      Mt4 application Hamari trading Mein sabse Jyada jaruri hai Jab Ham Mt4 application ke upar kam Karte Hain To Ham Sab Ka bahut fayda hota hai yahan per sabse zyada experience Hasil Karke kam karne se fayda Hoga Kyunki Yahan per MP4 application ko use karna Jaruri hota hai mehnat karna Jaruri Hota Hai Jab aapse Aadha experience Hasil Karke mehnat karte ho to aapko Hamesha knowledge milati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Meta Trader 4 Application

                        mt4 mai h um trading kar sakty hain hamy market ke movement ko samjty howe is mai kam karna ho ag then hum kam kar ky earn kar sakt hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain ahmy is mai soch samjkar is mai pasai invest kar ky kam karna ho gha forex mai hamy care full ho kar kam karna hoi ga hum is mai agar tukka system sy kam kart hain to ahrma he loss hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Meta Trader 4 Application

                          Humain buying and selling kernqy kay lye aik achay buying and selling platform ki zaroorat hoti hai aur iss mein bahut sari software maujood hain jin mein hum buying and selling ker saktay hain jaisay kay aik insta forex ki apni software hai jis mein aap apna account connect ker kay trading ker ker saktay hain lakin pakistan mein tou hum mein sae aksar buyers meta trader ki application istemaal kertay hain kyun kay iss mein change kerna baqi ki packages sae thora mukhtalif hai iss mein buying and selling kerna aasaan hai aur hum iss ko samajh bhi bahut aasaani sae saktay hain lakin aap ko chahyea kay iss mein apna demo account bhi open kerain ta kay aap u.S.A.Mein buying and selling ki exercise ker sakain aisa kernay sae aap ki buying and selling mazeed achi ho gi aur aap ko foreign exchange mein zayada kamyabian
                          • #14 Collapse

                            Re: Meta Trader 4 Application

                            Assalamu alaikum their friends jab ham trade lagate Hain to ham apni trade 2 application se laga sakte hain ek instaforex wali app Hoti Hai dusra mt4 wali e trade hoti hai to hamen apni application koshish karen Mt4 Bali application use Karen aur usse apna knowledge experience increased Karen kyunki yah application bahut iji application hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Meta Trader 4 Application

                              Meta trader 4 application Hai is per Ham trading karte Hain isko use Karne Ka tarika bhi Hamen acche se aana chahie is per Ham kis tarah se trading karte hain kis tarah se market ko analysis karte hain agar Ham Ko yah samajh nahin hogi to Ham ismein kabhi bhi acche profit Hasan nahin kar sakenge isliye aapko chahie metre trader 4 ko pahle acche se use Karne Ka tarika sikhen market ko kis tarah se analysis karte Hain is per kis tarah se ham apni se test ji ko use karte hain yah sab Hamen maloom hoga tabhi Ham ismein achcha entrypoint hasal kar sakenge aur isase Hamen profit Hasil hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X