Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai
    Agar ham successful trading stretigy ko change kerty hain tou new use ki jany wali stretigy ko hamain knowledge na hony ki waja sy loss ho sakta hai jab tak hamain aik hi trading stretigy use kerny sy profit hasil hota rehy hamain apni trading stretigy ko kisi surat change nehi kerna chahiay warna profit bahot mushkil aur loss kerna bahot easy ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

    Hamen forex trading me same strategy k sath hi kaam karna chaheye aur kabhi bhi aik trade ki leye baar baar apna strategy badalna nahi chaheye. Forex trading me strategy wo amal hota hai k jis k zarye se traders forex trading me sell ya buy ki decision lete hen. Forex trading me strategies technical base pe bhi ho sakti hai aur fundamental analysis k base pe bhi ho sakti hai, strategies ki madad se traders forex signals genrate karte hen, jo keh hamen forex trading me sell ya buy ki decision me madad deti hai. Forex trading ki strategies ya to traders ki apni banaye howe hoti hai aur ya ye traders internet site se hasil karte hen. Forex trading ki strategies bohut hi ziada karamad hoti forex trading me currency pairs ki khareedari aur bejhne k mamle me. Forex trading ki strategies ya to manual tools, charts ki madad se hoti hai aur ya ye signals technical indicators ki madad se hoti hai. Forex trading me har aik trader ki mukhtalif qisam ki trading strategy hoti hai, koi simple trading strategy ko pasand karta haia ur aik khas qisam ki specified currency pe hi trade karte hen, jab k bohut sare traders k pas knowledge aur experience ziada hone ki waja se wo ziada koshash karte hen mukhtalif analysis karne ki.
    • #3 Collapse

      Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

      yah Jo baat ki hai aapane uski do tarah ki chijen ho sakti hai possible first baat to yah hai ki bar bar strategic planning hamen use waqt change karni chahie jab hamen pata chal jaega ki yahi hamari planning acchi tarah Kam nahin kar rahi uske bad hamen strategic planning ko use kar lena chahie agar hamari vahi strategic planning acche tarike se kam kar rahi ho phr to hamen dusri planning ki taraf jaane ki jarurat hi nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

        assalamu alaikum yes dear aapane bahut hi acchi advice ki hai. agar aap Forex trading mein kamyab hona chahte Hain to aapko bar bar apni trading strategy ko change nahin karna chahie, lekin agar aap har situation mein ek Hi strategy istemal karte Hain, to aap Forex trading mein kamyab nahin ho sakte isliye aapko koshish karni chahie. ke jab aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to aapko regularly apni strategies ko different situation ke mutabik istemal karna hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men bagher strategy k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi trading strategy bana kar pahlay demo account pe practice kar k improve karen aur phir regular trading start karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur phir kamyab trading strategy ko change nah karen kiun k achi strategy bar bar nhi ban sakti
          • #6 Collapse

            Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

            ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn bar bar apni strategies ko change krnay sa ziada tr loss he hota ha to isliay meray khial mn apko jis strategy k sath achha profit mil rha ho to usay change nhi krna chayay balkay usi strategy ko forex trading mn use krna chayay jo kamyab ho jis sa ap achha profit hasil kr rhay hon
            • #7 Collapse

              Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

              Ham Jab chatting Karte Hain To Hamen chahie ki Ham ismein kam profit nikalkar FIR koi bhi trade Na Lagaya Agar Ham FIR Koi trade Lagate Hain To Hamara account was ho jaega Hamen thoda sa profit nikalkar hamen bhi ja Le Lena chahie to hamare liye Yahi Behtar Hoga aur yah Ham aise hi Achcha kam kar sakte hain
              Like tu banta hay ik🙏
              • #8 Collapse

                Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                Forex mein humain trading kernay kay lye aik achi strategy ki zaroorat hoti hai beghair strategy kay forex mein kamyabi hasil kerna na mumkin hai aur humain chahyea kay hum aik sae zayada strategies bana ker rakhain kyun kay humain trading market ki position ko dekh ker kerna hoti hai market ki position kay mutabiq hi kerna hoti hai aur agar humaray pas aik sae zayada trading strategies hoon gi tou hum unn mein sae koi aik strategy istemaal ker kay trading ker saktay hain aur acha profit bhi haeil ker saktay hain lakin koi bhi trading strategy bananay kay lye humain trading ka experiance aur knowledge bhi zaroor hona chahyea tub hi hum koi bhi achi strategy bana ker uss per trade ker saktay hain iss lye forex mein mehnat sae kaam kerain tou kamyabi zaroor hasil ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                  Ji Ham Sabko ek hi Tarah Ki strategy Karni chahie Agar Ham ek hi Taki strategy ko use Karenge aur Usi par Ham kam karte rahenge aur usi ko improve Karenge Tu Hi Ham Kamyab Honge Agar Ham apni strategy again and again change Karenge To isase Hamen nuksan ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                    G dost sahi kaha ye abhi loss ki aik wajah ho sakty ha aur apko is cheez se bachna chahiye agar ap loss se dur rahna chahte ho to in se avoid kare keo ky kehte he ky hard work made him succssfull man es me practice must he jitne ziada practice kro gy ote he kamyab hoe ge proper knowledge hasil ho jay g to hum khud acha khasa profit earn karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                      forex strategy market situation k hisab se or market movement ko mad e nazr rakh kr bnai jati hai or ye waqat k sath sath change hoti bhi rehti hai mean ye k apko market ki trending k hisab se apni forex strategy bhi change and upgrade krni chahiay.Trading strategy
                      waqat ke sath sath develope hoti hy apni strategy bna k demo account pr uski accuracy ko test krain is se apki strategy ka pta cahl jae ga k wo kitnay percent accrue hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                        Trading strategy jo hai na yah Hamare liye bahut hi Nahin Hoti Hai Ki Yahi Hamara method hote hain kis Humne trading kar Nahin Hoti Hai Ab agar aap Apna Kam Karne Ka Tarika hi Bar Bar Badalte Rahenge usko change karte rahenge to Jo kam Hoga Na vah Sahi tarike se nahin Hoga balke ya nuksan Mein Jaega ISI Tarah Agar ab bar Barish tragedy change Karenge na to aapko Aisa karne se Bar Bar last hi hoga To Aisa Na Karen ek hi Tarika Rakhe Apna aur use per hi Amal Karen Usi se hi aata ki kamai kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                          Assalamu Alaikum dear Forex members Forex trading bahut hi difficult business hai aur ismein perform karne ke liye hamare pass is business se related information aur knowledge Ka Hona bahut important Hota Hai isliye successful trading karne ke liye aur easily profit earn karne ke liye Hamen strong strategy ke sath Forex trading ke Business mein perform karne ki koshish Karni chahie aur Marketing news se update Rahana chahie jisse Hamara experience develop Hota Hai aur Hamari knowledge ko bhi improvement Hasil hoti hai Ham Forex trading ke Business mein tabhi kamyabi Hasil kar sakte hain Jab ham Ek best strategy ke sath perform karne ki koshish Karte Hain otherwise Jab Bhi ham overconfidence ke sath perform karte hain aur Bar Bar trading strategy ko change karte hain To Hamara account balance insecure hota hai aur Hamen big loss ka Samna karna padta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                            ji bulkul asa he ha jab jab hum apna plan change kara her roz new plan pr kam kara to huma koi b kamayb ne kr skta huma bhot zida mahant say kam krna or esi main kamaybi ha huma chia kay hum sab ek he plan pr kam kara or osi ko kamayb kara agar huym ek h plan say kam kara ga to huma zoda loss nae ho ga huma bhot zida profit ho ga huma asni ho ge har kam mayn kamyabi k lia best yahe ha kay ap bhot zida mahant say kam kara or apna ek plan ko he kamyab kara jis say ap ko forex main bhot zida snai ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bar bar trading stretigy change kerny sy loss hi hota hai

                              forex hmy ziada se ziada kam krny k mwaky deta hy hm apni gltion se hi seekh kr agy kam krty hainhmy trading tretigy change krny se loss ni hota bl k hm loss se bch jaty hain tradin stretigy hmy loss b ho skta hy is lie hmy trading mai stretigy ko use ni krna chahie bs hmy smjh kr hi kam krna chahie wrna hmy loss hi ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X