Take profit use karny ka faida?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit use karny ka faida?
    Forex market me agar ham orders open karty hey to orders kesi be time hamary profit target ko achieve be kar sakty hey esi point se market opposite direction me movement be kar sakti hay agar orders take profit key sath open kia gia ho to esy orders successfully profit me closed ho sakty hey magar take profit na lagany ki waja se orders market reversal movement ki waja se loss me ja sakty hey take profit use na karny ko me traders ki ghalti samjta hon ye ghalti successful traders kabi nahi kar sakty hey magar junior aur new traders se ye ghalti zaror ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit use karny ka faida?

    Forex trading me take profit wo amal hota hai jis me trade khud bakhud band ho jaye jab hamara trade lot aik khas position pe hamen munafa de raha ho. Take profit ko bhi analysis se istemal kia jata hai aur hamare analysis ka ye result hota hai. Take profit hamen matloba position pe trade pohunchne pe khud hi profit ko save kar deta hai. Forex trading me take profit se hamen bohut faida hai. Ye hamen tarding me lalach jese masayel se bhi mehfoz rakhta hai. Aur dosra faida is k ye k hum har waqat trading ko monitor nahi kar sakte q k hamen munafe tak pohunchne pe bara time bhi lag sakta hai. Is waja se hum ye option istemal karte hen hamen khud bakhud munafa mele. New members ko chaea k wo seniors ko follow kar k kam kren. Knowledge experience scale practice are main factor for success.Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Take profit use karny ka faida?

      G han forex trading men take profit ki bahut ziyada importance hey kiun k jo log koi aur job ya business kartay hen ya rat trading kartay hen unn ko chahiay k woh take profit ko zaroor manage karen kiun k iss men take profit ki waja se her waqt apni trade pe nazar nhi rakhna parhti aur trade khud ba khud profit men close ho jati hey
      • #4 Collapse

        Re: Take profit use karny ka faida?

        Assalam Walekum Main ummid Karti hun ki aap sab member khairiyat se Honge theek profit use karne ke fayde main aapko guide Karun ke theek profit use karne ke bahut se fayde Hain Jab Ham Apna work karte hain aur Apna work acchi quality ka karte hain ya nahin ke post To Hamen usse Achcha bonus Milta Hai aur jab Hamen Achcha bonus Milta Hai To Hamara account strong ho jata hai aur jab Ham strong account per apni trade Karte Hain aur trade Karke trade Mein Kamyab Ho Jaate Hain To Ham ISI Tarah Achcha profit Hasil kar lete hain aur Achcha Prophet Hazrat karne ke bad Ham fori Taur per apna profit withdrawal kar lete hain Hamen Aisa Hi karna chahie Hamen 42 aur per Apna profit withdrawal kar lena chahie aur uske bad Hamen chahie ki Ham Apna profit acche se use Karen Aisa karne se Aye Hamare apne liye behtar hai
        Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
        • #5 Collapse

          Re: Take profit use karny ka faida?

          ji han Pakistan forex mein trade mein take profit use karne ke bahut se fayde Hain jisko Ham karke inke malumat ke bare mein main bahut kam knowledge hasil karte hain kyunki yah itne yad Hain ki Ham byan bhi nahin kar sakte take profit hamesha use karna chahie agar forex mein expert trader banna hai

          kyunki agar Ham kabhi bhi kisi bhi kam mein masroof ho jaate Hain aur hamari e-trade open hoti hai to is per Ham agar koi bhi kam a jaaye humko to agar take profit laga hoga to market jab apne entry point per jayegi to trade automatic close ho jayegi Varna entry point se lautkar dobara hamen trade vah loss bhi de sakti hai

          isliye humko chahie ki hamen har trade per take profit jarur use karna chahie kyunki agar techproc profit laga hoga to Ham befikre ke sath koi bhi kam kar sakte hain aur take profit se hamari trade automatic close ho jayegi aur entry point per hi close hogi
          • #6 Collapse

            Re: Take profit use karny ka faida?

            dear friend forex trading mn take profit bahot achha tool ha keun k is ka faywda yeh ha k agr ap hr waqt apni trade ko read nhi kr sktay to ap take profit ko trade k sath lga detay hn to jb apki trade take profit ko hit kray gi to apki trade profit mn close ho jati ha isliay agr ap trade ko hr waqt read nhi kr sktay to take profit ko lazmi use kren ta k jb bhi profit milay to safe ho jay
            • #7 Collapse

              Re: Take profit use karny ka faida?

              forex mein trading kerty waqt agar hum take profit ko use kerty hain tou ye humary liye bohat he zeada beneficial sabit hota ahi kuen k ye humen tarde mein lalach se bachata hai aur is tarhan umara account wash hony se bhi bach jata hai humen chahiye k hum is tarding tool ko apni tarde mein lazmi apply keren aur is se acha bonus bhi hasil keren
              • #8 Collapse

                Re: Take profit use karny ka faida?

                gee han dear hum forex main tp laga kar kam karin gy tohe hum ismain kmayab hon gay forex main best way main kam krain gy tohe hum ismain kamyab hn gay forex ak best online business hai haman forex main best way main kam karin gy tohe he hum is main kmayab hon gay forex aik best working kairn gay to he hum is main is main kmayab hon gy forex main tp ky saht he hum is main trad karin gay tohe hum is main kmayab hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit use karny ka faida?

                  hamain profit ko mange kar skaty hain so hamain fouurm mainbi analyse karein gay ta k earn karein g ayy so hamain fourm main bi forum main bi trader ban sakty hain so hamain profit jitna acha ho ga tab hi hum sucesful trader ban skaty hain but hamain fourm main bianlayse karien gay tak earn karein gay sohamain fourm main bi trader ban skaty hain aur earn karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit use karny ka faida?

                    Dear ap na bohat acha topic share kia hai take profit ko use karny ka Bohat faida hai.
                    Dear jab Ham take profit ko use kar Katy Hain ho hamy bohat faida hota hai .market ke movement jab start hoti hai to AK special point oar ja kar wapis ajati hai .dear agr AP na take profit use kia how hai to pher ap ko acha faida ho ga .
                    Dear ap take profit is baghar be Kam at sakty Hain lakan us ka lay ap ko market ko regularly watch karna ho ga .
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit use karny ka faida?

                      hamy market mai take profit ko use kar ky earn kar saky gy hu m is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full t e be kam kar sakty hain hum is mai bager balanace account bana kar be kam kara sakty hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain hamjy is mai soch sam kar kam karna ho ga then hum kam akr ky earn kar saky gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit use karny ka faida?

                        Tp use krny ka faida bhe hy or nuqsan bhe q k jb hum tp lga dety hento us ka faida yeh nhy k jitna hum profit chhahty hen hum utna hasil kr skty hen hamen yrh loss sy bacha leti hy lekin baaz oqat is ka nuqsan bhe hy k profit shayd zyda ana ho to hum tp k zariye ntrade close kar lety hrn
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit use karny ka faida?

                          TP ke istemal ka fayda assalamu alaikum Forex members main aap aaj aapko yah batana chahta Hun ki take profit ka Kya fayda hota hai doston humne jo bhi trade lagaye jis lot size mein lagaye ya ek alag baat hai lekin tpke sambhal se yah hota ktp lagakar Ham apne dusre karo per yah dusre kam kar sakte hain jaise hi candle TV ko touch karti hai to hamara profit mehfooz ho jata hai aur ham trading se bahar nikal aate Hain aisa na Karne ki surat mein market ki moment jari rahti hai aur profit kijiega class bhi ho sakte hain aur record was bhi ho sakte hain isliye acche traders hamesha tepl Star Plus ka istemal karte hain Taki muktsar loss ho aur matlab aap point per TP per aakar hit ho to unka profit bhi mehfooz ho chahte Hain vah automatic operating se bahar ho jaate Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X