Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

    Assalam walekum ji aapki baat bilkul theek hai isiliye Kaha Jata Hai Hamesha careful ko kar trading karni chahie har ko apni pehli trade samajhkar Lagana chahie main aapko Bata deta hun Jab Bhi aap apni pahle trade Lagate Hain To aap bahut careful hote hain aap trade main focus karte hain aur total profit Aur stop-loss Ko Bhi use karte hain to aap ko ISI Tarah chahie ki aap apne her trade mein careful Rahe agar aap careful hokar trde Nahin lagaenge to Aapka loss ho jaega aur aapko mauka bhi nahin milega aap ko pata bhi nahin chalega ki aapka kab nuksan ho gaya to ya yakeenan ap ko Achcha Nahin lagega isliye Hamen careful Rahana chahie aur trading karte waqt trading par hi focus karna chahia dosry kam chood deny chahiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

      Assalam o alaikum.waqae carelessness hamesha loss ka hi sabab bnti hae.chahe carelessness jis kaam mn bhi ho hamen nuqsaan uthana prta hae.misal ke tor per kh ager ap driving ker rhe hain or ap attentive ho ker driving nhe ker rhe to is li waja se ap ki jaan bhi ja skti hae.isse trah se forex mn bhi carelessness aple loe loss ka mojab bnti hae
      Apka account bhi wash ho skta hae.
      • #18 Collapse

        Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

        Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex sy achi earning kar rahy hn gy g apki baat bilkol theak hy carelessness hamesha loss ka sabab banti hy pakistan forex forum py work karty hoey hami carelesness nahi karnai chahiey chahay wo postings or threds ky hawaly sy ho ya phir trading kay hawaly sy warna hami loss ky sath sath account wash hony ki sorat hal sy bhi guzarna par sakta hy hami es leay aik expert trader carelessness ka mozahira nahi karta balkay wo trading ki planing karta hy or trade open karny sy pehly market ko analysis karta hy or phir trade close karny sy pehly bhi market ko analysis karta hy es tarah oski trade profitable rehti hy
        • #19 Collapse

          Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

          Ji han bilkul theek Kaha laparvahi Hamesha nuksan ka hi Sab banti hai Kyunki Jo log laparwah hote hain Apne kam ko theek the Anjam Nahin dete vah log Kamyab bhi nahin Ho paate ulta nuksan uthate Hain Hamen kabhi bhi laparvahi nahin Karni chahie Apne kam ko Waqt per karna chahie Apne time table per hi Apne kam ko karna chahie Agar Ham laparwahi Karenge Forex Mein kam Padta vajah Nahin Denge To Hamara Forex Mein kamyabi Hasil karna bhi bahut Mushkil Hai
          • #20 Collapse

            Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

            Forex ki market ke andar kam karte waqt Ham logon ko kabhi bhi carelessness ke sath Kam nahin karna chahie balki acchi quality wala kam aur market ke according working karte rahana chahie aisi situation mein Hamari profitability increase ho jayegi aur hamare successful hone ke chances bhi increase hona shuru ho jaenge apni taraf se aap logon ne quality ke upar focus karna hai aur market ko properly understand karte waqt aap logon ka kam karna aasan ho jaega
            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
            :)
            (AbdulWahab33)
            • #21 Collapse

              Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

              Hello Forex family kese aap sab log umeed krta h sab kheryet se hogy or apne work k sth sincear hogy or Forex par professionally work kr rhe hogy or dil se mehenat kr rhe hogy. Careless hamesha loss ka sabab bnti h is lye hamesha mutahat rahe or market ko dkhte rahe or knowledge gain kre or kamyab hote rahe
              • #22 Collapse

                Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

                forex trading me kaam bohut attention se hi karna chaheye lekin hum apne kaam pe sahi recognition nahi kar pate chicken to ye hamari carelessness hoti hai. forex buying and selling me Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai. Wese to forex buying and selling me hum se bohut sari errors hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes chicken okay hum bagher expertise okay q buying and selling karte chook. forex trading me aam tawar par kuch anasir bird jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. foreign exchange trading me kuch chezen hamari kamyabi okay leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher evaluation k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.
                • #23 Collapse

                  Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

                  ismein agar hamen yeh kam karna hai to ham apnay lost per hi jitna ho sakay hi kamiab hona chahie aur phir ham ismein kam kartay rahtay hain agar ap nay kisi ka mehnat nakam hongay to hamen koi fayda nahin ho sakta aur jitna zyada bhi kam karna chahie to uska humko hi fayda milega aur koshish yeh karni chahie iss vajah say hi hamen mehnat karni chahie agar ham apnay ap ko kamyab banatay hain to phir bhi hamare liye fayda ho sakta hai aur apnay ap ko hi ham kamyab bana saktay hain aur agar ham kamyab ho saktay hain aur hi hamare liye acha kam ho sakta hai aur iss vajah say hi ham nuksan nahin utha saktay ho jitna zyada hi hamara galti ho sakti hai aur har waqt mein kam per hi focus rakh saktay hain ismein hi hmein mehnat kar saktay hain lekin mehnat karne walay ke liye bhi ismein koshish honi chahie jitna zyada kam karnay ki koshish karengay to unko hi utna zyada kam ka fayda milega aur ham apne mehnat per kam karen aur apnay ap ko hi ham kamyab bana saktay hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

                    je han belkul hamen forex mein mehnaat say kam karn chihay ham log jetni ace mehnaat say kam kren gay to he ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay hamen apni learning k behtar krna chihay or ache mehnaat say kam karna chihay hamen apni mistake say zyada ache learning hasel karn chihay r ache learning or knowledge kay sath kam karna chihay hamen apni learning k behtar karna chihay hamen jetni ache learning ho ge or ham log forex mein jetni ache planning kay sath kam karen gay to he ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Carelessness hamesha loss ka sabab banti hai

                      Ji han bhai Jana bilkul theek hai Rahe aap kis baat se Magra karta hun kya aapane Kaise Sawal kiya hai agar aap ismein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko chai kis mein jyada Se Jyada mehnat Karen kam office mein knowledge Hasil karna chahte hain to aapko chai ki apni Shakal ko improve Karen aapko chahie ki Apne Bharat ko hard-work banana chahie aur ismein acchi earning bhi Hasil karne chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X