Choti currencies per trade ka koi faida nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Choti currencies per trade ka koi faida nahi
    Assalam O Alaikum dear Forex Friends...
    Trading mein ziyada profit fast Moving pairs per e milta hai. Choti currencies per movement aur Volatility kam hoti hai aur un per changing bahut dyr sy aati hai. Secondly un Pairs per spread bhi usually ziyada hota hai isliye aap aisy pairs per trade na karen. Aisy pairs per trade karny ka koi khas faida nahin milta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

    hum currnecy mai kam akr ky passia kamas akty hain hum is ma par ttime be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty han hamy aik time tablebana akr kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar greedy ban k kam karty hain to harm aloss hain hamy loss sy learning gain kar ky market ke movement ko samj kar is mai kam akna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

      Forex trading me sab se best pair for trading EURUSD hai. EURUSD me sab se ziada tejarat ki jati hai aur ys forex trading ki saba se bari pairs me se aik hai. Forex trading me jab London session ka aghaz hota hai to EURUSD me teezi dekhne ko melti hai q k us waqat European session me bhi trading hoti ahia ur is waja se ye session baqi 4 sessions se bara bahi hai aur trading bhi is me bohut zyada hoti hai. Daily bases pe EURUSD me 100 pipes se ziada ki movement hoti hai jo is baat ka izhara deti hai k humen is pair me ziada se ziada involved hoan chaheye. EURUSD me ziada pipes ki movement ka ye matlab nahi hai k ye bohut volitile currency pair hai bulke is ka matlab hai k movement to aram se hoti hai lekin musalsal hoti rehti hai. Kabhi bhi is oair ki movement market k open session ne stop nahi hoti hai. Is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye and Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

        New members ko chahie ke unke account Chote Chote Hain Jiski vajah se vah currency pair per trading Karen aur gold silver aur crude oil Patra Tak Na Karen Kyunki Agar vah Is Tarah Ki Khatarnak currency trading Karenge to unke account khatm Ho Jaenge aur Agar vah currency pair per trading Karenge to unke account khatm Nahin Honge aur unko Hamesha profit bhi Milta Rahega aur acche tarike se mehnat se kam karne se unko bahut Achcha bonus Milega Jo unke profit ko extend Karta jaega

        • #5 Collapse

          Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men bahut ziyada currency pairs hen lekin tamam currency pairs men trading nhi kar saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir kuch pairs select karen aur unn k baray men knowledge aur experience hasil karen aur phir unn men hi trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur currency pairs men GBPUSD aur USDZAR aur usdcad aur EURUSD bhi bahut achay currency pairs hen inn men achi movement hoti hey iss liay achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
            Forex trading me sab se best pair for trading EURUSD hai. EURUSD me sab se ziada tejarat ki jati hai aur ys forex trading ki saba se bari pairs me se aik hai. Forex trading me jab London session ka aghaz hota hai to EURUSD me teezi dekhne ko melti hai q k us waqat European session me bhi trading hoti ahia ur is waja se ye session baqi 4 sessions se bara bahi hai aur trading bhi is me bohut zyada hoti hai. Daily bases pe EURUSD me 100 pipes se ziada ki movement hoti hai jo is baat ka izhara deti hai k humen is pair me ziada se ziada involved hoan chaheye. EURUSD me ziada pipes ki movement ka ye matlab nahi hai k ye bohut volitile currency pair hai bulke is ka matlab hai k movement to aram se hoti hai lekin musalsal hoti rehti hai. Kabhi bhi is oair ki movement market k open session ne stop nahi hoti hai. Is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye and Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai.
            Ji han bhai aapane bilkul theek kaha hai Chhoti currencies per trading karna time waste karna hota hai Kyunki Jab ham Chhoti currency per apni trade active Karte Hain To Hamen vahan per bahut jyada wait karna hota hai lekin Fir Bhi Hamen Achcha profitous Nahin Hota isliye koshish Kiya Karen ki apni trade gold ya silver per active Kiya Karen ya ndx per active Kiya Karen Kyunki yah per acche hain aur Yahan per Hamen main acchi income ****l ho main acchi income Hasil hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

              Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliaforex trading men bahut ziyada currency pairs hen lekin tamam currency pairs men trading nhi kar saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir kuch pairs select karen aur unn k baray men knowledge aur experience hasil karen aur phir unn men hi trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur currency pairs men GBPUSD aur USDZAR aur usdcad aur EURUSD bhi bahut achay currency pairs hen inn men achi movement hoti hey iss liay achi trading kar k acha profit hasil kar saktay
              • #8 Collapse

                Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

                Assalam o alaikum
                G bilkul. Agr ap axha profit lena chahtay hain tou apko kuch currency pairs select krein or unk barey main knowledge or information lain or unko trade pay lgaein. Jo currency pair barhay ho un pay trade lganay ka hi faida hota hay sab k sab currencies lay ap trade na lgayein.
                • #9 Collapse

                  Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

                  Assalamu Alaikum Forex trading ke andar do tairaki trading ki Ja sakti hai commodity trading ya currency trading currency trading UN Logon ke liye hai jo Forex trading menu hai aur abhi Unka Itna Jyada experience Nahin Hai Duva experience gain karne ke liye aur apne account ko nuksan se bachane ke liye currency trading Karen Kyunki isase Tumko profit To Kam Hoga lekin nuksan hone ke chance bhi bahut kam hote hain aur Unka account security hai lekin iska fayda Nahin Hota Hai Kyon Unka Ek Achcha experience man Jata Hai Uske bad aap commodity trading karen to aapko Ek Achcha profit milega
                  • #10 Collapse

                    Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

                    Aaj Mere Bhai aapane theek hai Main Chhoti currency pata nahin karna chahie Jyada Se Jyada kam karna chahie Ghar per kam karna chahie tha ki Ham kamyabi answer Kaise Khesari Hamen chahie kya Hamen acche se Kaise kam karna chahie aur Malaysia karna chahie special karna chahie practice karni chahie.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Choti currencies per trade ka koi faida nahi

                      Assalamu alaikum dear friends ji aap bilkul chhoti currency is per rate lagane ka koi fayda nahin hai jo bade trader hai unke liye to fayda nahin hai per Jo chhote trader Hain Jani jinke pass account bahut hi chhota hai vah apni currency is per trade laga sakte hain usse achcha faida Hasil kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X