Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: umar ali
    g han forex trading ka ander jb b ksi trader ko loss hota ay to wo dil kfa krny ya parshan hony ka baja aus loss sa sbq seaky aur dobara asi galti krny sa bacy js sa aus dobara loss na ho aur as sa kud ko improve kry
    Haan hhai sahi baat hai hume chayye ke hume jab bhi loss ho to hum sabar karen aur apni galti ko lazmi qubool karen aur us galti se sabaq hasil karen aur us se bachne ki koshish karen....
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Sahi kaha ap ny forex trading krty waqt humein jo bhi loss hota hy us ka fayada hy hamary liye us sy ye hota hy k hum khuch na khuch seekh jatein hain and wo agli bar nae krty phir.
      • #228 Collapse

        g dost ap ny bulkul darust kaha har loss ap ko koi na koi lesson zaror deta hy, or is sy ap kafi had tak seekhty hein or ap ka experience bhi barta hy or ap k konwledge mein bhi izafa hota hy
        • #229 Collapse

          g bilkul humain har loss se lesson milta hai k humain next time yeh galti nahi karni hai aur humai bohat kuch sekhanay ko bhi milta hai es liye meray mutabiq galtian hi trading main humain thk aur achi trading karna seekhati hai.
          • #230 Collapse

            g haan jub b hmain loss hoga us mai hmary lye aik bohat bra lesson hoga , or hum next time us loss sy bachty hwy e kaam kren gy k jis sy hmain koi loss dobara na ho
            • #231 Collapse

              bilkul hir ho janay wala loss ek new sabaq day jata hay samajhdar trader woho hota hay jo us sabaq sy faida uhtayen or dobara wohi galti na karen jis ki waja sy un ko loss hoia balkay ye sochayen ky loss kun hoia agar loss hoa hay to profit bhi ho sakata tah agar ham galt trade na lagatay
              • #232 Collapse

                kamyabi aur sirf kamyabi say ap apnay andar pai janay wali ghaltion ka idrak nahi kar saktay lihaza boht zaroori hay kay insan initial stage main honay wali ghaltion say tajarba hasil kar kay ainda honay walay baray nuqsan s bach jaey
                • #233 Collapse

                  G HAN forex may agar loss hota ha to insan ko himmat ni harni chahey balkay sakht mehnat krni chahey ta k next time is tarah na ho sakay ore is banda ek baar loss kr k dobara bht zyada muhtaat ho jata ha
                  • #234 Collapse

                    ji han sach baat hai har loss se hum ko sabaq milta hai yeh business bohat complicated business hai is me har kisi ka kamyab hona lazmi nahi hai lekin jo dil se is ka craze rakhta hai wahi is me kamyabi hasil kar sakta hai .
                    • #235 Collapse

                      Yes at all tims that you are trading it is very good for you to always learn some thing from it so that you will not make any misrtake again so for me i will say that it is very good for you to concentrate at any given time
                       
                      • #236 Collapse

                        Har loss humai lesson daita hai kay hum or zayada mehnat kary or ta kay humai is say b kam loss ho.ye tabi mumkin ha jb isay serious method say kartay hain.Forex sirf yahi nai kay order lga diya sell ya buy bal kay ye buhat rishy market ha humai is mai successful honay kay liye buhat experience ki zrorat ha.
                        • #237 Collapse

                          bhai jan apne thik kaha hai apki har eak loss apki lesson ban sakte hai agar app us galiti ko dobara na kare aur us galati se sikhe to apki har eak galati apki asset ho jata hai apki kamybe k liyee
                          • #238 Collapse

                            yes that is the right that every loss having the lesson if we will learn from it then it will give the lesson rather then the otherwise ,but friends if we will not learn from the loss then there is nothing the benefit of the loss
                               
                            • #239 Collapse

                              yes hr loss ap ko lesson deta hai aur hum ko chahey bhe ke loss ke barey me etney tension na ley to best hai ap ko chahey ko loss honey per us mistakes ko ayenda na karey to best hai warna trading me loss he ga agar ap un mistake per control nahi karey gey...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                yes brother ,, ap bilkul sahi kah rahe ho .. actually jab loss hota hai to tab hi hame apni mistakes ka pta chalta hai aur jab hame apni mistakes ka pta chal jata hai to hum un ko next time avoid karte hai aur next time kisi b loss say bach jate hain.. loss hamare liye aik experience ki trha hai ,, jitna loss ho ga utna experience gain ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X