Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    Re: Each loss has a lesson

    JI janab forex tradinge se humen bohat kuch sekhne ko mila hai or forex tradinge mein loss humen koi na koi achi baat sekhne ka ressan deta hai or jab bhi kisei tradere ko loss hota hai to us loss ko thek karne mein uska experince or bar jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      Re: Each loss has a lesson

      Forex trading online business ma ap ko agr loss hoo raha hai too ap ko us say lesson milta hai jo k ap k leya bohat zabrdast hai jis ki wja sa ap next time aise galti nai karty hyn
      • #1818 Collapse

        Re: Each loss has a lesson

        Forex treading Hr loss ma aike lesson hy,, Kun k loss ke cause ko find out krna, ,apni mistake ko accept krna ose mistake ko repeat na kr next time profit hasal kr sakty ho,, or apny exprince kse or trader sa share kr sakty,, to save someone else from loss
        • #1819 Collapse

          Re: Each loss has a lesson

          Yed each loss trader ko sabaq dey jata hay. ager trader apni loss honay wali trade ko analysis kerta hay to wo us say sabaq zaror hasil kerta hay. lakin boht say trader aisa kertay nahi. wo loss wali trade ko analysis kernay ki bajaye us ko ingnore ker detay hain. jis say wo usi mistake ko bar bar repeat kertay hain aur bar bar loss kertay rehtay hain.
          • #1820 Collapse

            Re: Each loss has a lesson

            Zindagi imtehan leti hai. Issi tarha say hum forex kay business main aik imtehan say guzartay hain aur is main sirf woh log kamyab hotay hain jo loss kartay hain aur us loss say phir aik acha sabak seekhtay hain aur behtar trading strategy bana kar trading kartay hain.
            • #1821 Collapse

              Re: Each loss has a lesson

              Assalamualykum dear members apko jab bhi koi loss hota he uski koi reason zaroor hoti he koi waja hoti he ya apny us me koi ghlati ki hoti he ap us sy apna sabaq ly talash kry esi kia ghalti thi jis ki waja sy loss hua he esa kary sy dobara is tarah loss hony sy bach jay gy
              • #1822 Collapse

                Re: Each loss has a lesson

                is forex main har zarorat ko pora kar skaty hain aur hamain is k bary main hard work kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain is k bary main hard work karni ho gi ta k achi trade kar skaty hain aur hamain is k bary main pahly expeinece hasil kar k hi hum achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best job
                • #1823 Collapse

                  Re: Each loss has a lesson

                  har kam karny k liye learning karni ho gi ta k hamain kam karny main bi asani ho saky gi aur hard work karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main kam karny say pahly is k bary main learn karna ho ga tab hi hum achy say trade kar sakty hain aur loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k is say hamain faida ho saky ga
                  • #1824 Collapse

                    Re: Each loss has a lesson

                    hr loss humain lesson zarur deta hy k humain kn c mistakes nai krni chahiy thi or bina loss k profit ka maza kahan is liy loss ko serious na lain is ki jaga apni mistakes ko nazar main ain or ainda un sy bachy ki koshish krain. nuqsan kuch dy na na but humain kamyabi ka rasta zarur dikhata hy.
                    • #1825 Collapse

                      Re: Each loss has a lesson

                      As-Salaam-Alaikum dear friend Insaan apni e galtiyo se a bahut kuch sakta hai ISI Tarah Forex trading mein Jis member ko loss ho jata hai usko Dil Chhota nahi karna chahiye aur na hi Pareshan hone ki zarurat hai bulke apne aap ko mazbut kare aur Koshish kare Jo Galti Hui Hi woDobara Na Ho aapko 1 lesson De jata hai jispa Amal Karke Apne andar Dobara galti se a Batch sake hot riding karte waqt aapko apna mind Khush Rakhna chahiye Is Tarah kaam karne mein bhi Aasan Nahi Hoti Hai Aur kaam jaldi ho jata hai aur jab kaam achha hoga to Hamein kamyabi milegi aur accha profit bhi haasil hoga
                      • #1826 Collapse

                        Re: Each loss has a lesson

                        loss say bachny k liye learning kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain is k bary main hard work kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main kam kar k boht hi acha bonus hasil kar skaty hain aur hamain is k bary main earning ho saky gi
                        • #1827 Collapse

                          Re: Each loss has a lesson

                          Salam ap ny sahe farmaya har loss sy ak sabak milta ha is lea ak dafa agar loss ho jay to bether yeh ha k us sy sabak lain or next time dakh bhall k investment kren ta k faida ho kue k is tarah ap ke sari investment loss ma chali jay ge or bonous zaiya ho jay ga
                          • #1828 Collapse

                            Re: Each loss has a lesson

                            Trade k doran hum kisi bhi loss se sabaq nahi seekhte to to hamare trade krne ka koi faida nahi. Bar bar aik he ghalti krna aqalmandi nahi. Karobar mein mushkilat ati hai aur sabut qadmi se unko face krna aur unka hak nikalna he forex business ka asul hai..
                            • #1829 Collapse

                              Re: Each loss has a lesson

                              Forex trading main main mistakes lead karti hain loss ko. Loss ki wajah sy presahn nhi hona chahiya balky apni mistakes ko find out karni chahiya. Hr loss ky peechy mistakes hoti hain usi ko find out karain air lesson gain karain. Again usi mistake ko repeat na karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                Re: Each loss has a lesson

                                Hum jo bhi loss krty hain uskii koi khaas wajah htii hy jis wajah sy hmrii trade prediction ghlt htii hy aur hum loss ki taraf chaly jaty hain jab humy loss hta hy humy chiaye ky us gltii ko pehchanien aur us sy lesson lien taa ky aynda wo glti repeat na ho.
                                First LEARN Then You Can Remove The "L"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X