Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1756 Collapse

    is main hum loss aur profit hasil hota hai so hamain market main rules ko follow kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur is main kam karny main bi asani ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1757 Collapse

      forex trading main trading sy agar ap ko lagatar loss ho raha hy to apko chahiy k ap bahut ziada hard work kr k apni ghltio sy seekho jab ap ghltio sy seekh k forex trading main trading kro gy to ghltio sy seekha hiova knowledge ap kbi bi ni bhool sakty
      • #1758 Collapse

        dear maine 2013 main 1000 usd deposit kia tha mujhay mairy he mistak say 1 ghantay main 800 usd ka lose ho gaya yeh sach baat hay phir maine us lose say aisa lesson lia k aaj tak kabhi bhi lot ka volume nai barhaya is liye har lose k baad aik lesson hota hay is main koi shak nai hay.
        • #1759 Collapse

          Forex trading k dauraan jb kabhi ham jaldi mein, laalach mein aa k ya phir over confidence ki soort mein wrong decision letay hain to us waqt hamein loss ka saamna krna parrta hy aur jb bhi hamein koi loss hota hy to woh hamary liey aik lesson ban jata hy jiska faida hamein future mein hota hy
          • #1760 Collapse

            Yes each mistakes teaches a lesson agar aap apni mistake se learning karte hain toh aap Forex Mein Ek achi theatre Ban sakte hain isliye aapko chahiye toh apni mistakes say learning Karenge toh aap Forex main acche trader Ban sakte hain What Is Tarah Se Accha kaam kar sakte hain
             
            • #1761 Collapse

              Forex trading main jb kisi trader ko loss hota hai tu wo pershan zaror hota hai jo aik fitrati bat hai ke loss ka gham hota hai phr har loss ke pichy aik ya aik se zaida sabaq hoty hein jo any wale zaida nuqsan se ap ko bacha lety hein yehni jb loss ata hai tu ap us se sabaq le kar apni ghalti ko dour kar lety hein. Loss se jo sabaq kia jay wo sari zandagi yad rahta hai
              • #1762 Collapse

                You are right friend, har loss hamare liye aik new lesson hota hai ,hamen apne losses ko point out kr k uss pr research krna chahiye k ye loss hamen q hua hai iski waja kia hai.
                Jab ham apni mistakes ko note krna shuru ker den ge aur practice kr k ham in mistakes ko next time k liye apna lesson bna len ge to yahi loss hamare liye next time profit earn krne ki waja bhi bn sakta hai ,so hamen apne loss per worry hone k bajaye apne loss ko apne liye aik ache lesson k tor per lena chahiye ta k ham trading men kamyab ho saken.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #1763 Collapse

                  je haan ye baat hay ky agar ap ko loss hota hay ap ko lesson mil jata hay ap ko samajh ajati hay ky ap ko loss kyu huwa tha takay ap next wo mistake repeat na karain esliye loss se sekhna chaiye
                  :p Yes You Can Do :p
                  Honesty + Sincerity = Prosperity
                  • #1764 Collapse

                    each loss has a lesson ye aik sai bat hay kun kaymarket main jab b loss hota hay to huamin is mani wja hoti hay jis say humain loss hota hay demo ko use karna ho ga ta kay market ko use karna kafi helpfull ho sakta hay low risk main market main ko use karty hain to humain loss km hota hay dmeo ki help say trade karny main learning ho gi
                    • #1765 Collapse

                      market main loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow kar k hi hum run karein gay it is best
                      • #1766 Collapse

                        jee haan bhai bilkul sahe baat ke ha ap ny har loss main aik lesson chupa hota ha jo ham us loss k baad he samjh patay hain aur phr kisi bh loss sy mayoos nae ho jana hmain chaiiyay k ham check krain k hmain kis waja sy loss huwa ha ta k next time wo mistake ham dobara na krain
                        • #1767 Collapse

                          har koi trade main kam kar saktat hay is main agr kam karna hay to hard work karna ho ga kabhi humain profit ho sakta hay or is main loss ho sakta hy so market main kuch earning karna hay to is main kafi mehnat say kam karna ho ga har koi trade main loss kar sakty hain so active ho karna kam karna ho ga
                          • #1768 Collapse

                            Dunian may hum apni galtion se boht kuch sikhte hay aur dobara un galtion ko karny ki galti nai kary isi trha forex trading may bhi log loss kar k bht kuch sikhty hay aur dobara galti nai karty aur loss se bachty hay
                            • #1769 Collapse

                              jo bhi Hogi Hazaro Saal karte hain iska aapko Koi Na Koi lesson Milta Hai Jis Se aap kuch na kuch working samajh Jaate Hain forest Halka area-b create ho jata hai wo Jis Se aap ki earning increase Ho Jati Hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1770 Collapse

                                G han nuksan hi to profit ki seerhi hy apny hathon kiea houy nuksan ko bholna nai chaeay kuen ky jub insan apny nuksan ko bhool jata hy to us sy bra nuksan us ka intezar kr raha hota hy but aik axhy trader ki sub sy bati nishani ye hi hy ky wo apny nuksan ko nai bhoolta aur us sy seekh ky aur aagy nikalny ki kosish krta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X