Each loss has a lesson
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    yes you are right brother and i agree with you. in this business every one did some mistakes and he learn from his mistakes. mistake teach big lesson to the person and those people who avoid next time to do mistake they become successful in this business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      ha forex me jab aapko loss hoat hai to aapko isse leson samaj kar usmese bahut kuchh sikhanhi padtaa hai agar aap apane mistake mese kuchh sikhate nahi hai to aapko bahut hi loss ka samana karaana hota hai i sliye apako kabhi mistake ko jane nahi dena hai aapko sabhi mistake mese bahuthi sikhana hota hai to hoga
      • #843 Collapse

        well it is good to do good communication with others and with other traders so that we can get each others ideas and every thibg we must share and this forum is best an i am sure i will be a perfect forex master through this awesome platform
        • #844 Collapse

          g bilkul humen ghaltiyun se seekhna chahiye jab aap ko pehli bar loss ho jata hai tu aap check karo ke aap ko loss kyun hua hai aap ne kaha per mistake ki hai phr yeh aap ke liye ek lesson hi hoga
          • #845 Collapse

            yes sir loss hota ha tu ap ko kuch sekhne ko milta ha aur ap ko aik leson milta ha ke ap ko kya aur kitna experience lene ki zarorat ha is lye loss aik part ha business ka jis me hamen bhot kuch sekhne ka aur smjhne ka moqa milta ha
            • #846 Collapse

              her loss ap ko koi na koi lesson jarori de ta hai aur demo main loss ker ka seekhna kafe asan hai magar real mai loss ker se ap ko kafe loss ho sakta hai
              • #847 Collapse

                yes apna thk kaha ha k her loss hman lesson data ha k is bar jo galti ha ki next time wo nae krni is lia loss ko kam krna man hmari hellp krta han
                • #848 Collapse

                  ji janab aap ne bilkul theek kaha hey... jab bhe koi ghalti hoti hey insaan se to us ghalti se experience hasil hota hey aur aainda wo ghalti dobara karne se insan bachta hey.. aur forex trading main bhe ghalti insaan ko bhut kuchh sikhati hey you should not fear from forex market, as there are less chances of loss but also high chances of profit.
                  So don't be frightened from loss but should ready to handle it and learn from forex market.
                   
                  • #849 Collapse

                    ji ap ki baat thek hai k jab hmy koi bhi loss hota hai to dukh to bht hi izada hota hai laikin agr ap daikho to aik baat to lazmi hai k agr ap dobara ye kam kro to ap ko profit bhi yahan hi se milta hai aur kia hota hai k ap apni galti ko yaad rakhty ho
                     
                    • #850 Collapse

                      g hain insan apni galti say ho sekhta hain chaha wo galti choti ho ya bari kuo k galti ensan ko wo lessom dati hain jo wo kese ostad say nae sekh sakta trading main galti expereance ko inrease karti jes say insan acha tarader ban jata hain or wo apni galti kabi nae dohrata
                      • #851 Collapse

                        bil kul dear aisa khna galt nae hoga k each loss has give us a new lesson and teach us . k hmen galtiyn sy kaisy buchna chaiye aur again wo nae krni chaiye.
                        • #852 Collapse

                          Loss lesson zarur hota hai ager us ko realize kia jae.loss ke baad ye dekhna chahiye ke ye loss kis wajah se hua hai.ager Greed ki wajah se hua hai to next time us se bacha jae.ager ghalat strategy ki wajah se hua hai to next secure aur perfect strategy bnai jae.ager emotions aur fear ki wajah se loss ho to wo self controll se yheek kia ja sakta hai.
                          • #853 Collapse

                            jee han jab jab hum ko forex market maia loss hota ha tu hum ko kafi had tak nhi bht had tak Forex ke learning hote hain. our har loss wali trade sa humi kuch na kuch acha knowledge gain hota ha .
                            • #854 Collapse

                              jee dost ye ap ny bilkul thek kaha lekin jb loss hota hai fOrex mein toO koi bt nhi lekin sikhny ka moqqa zaror milta hai apko toO loss hona ussy apko apni galti ka ehsas bhi hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                zindagi me koi bhi loss hame aik boht bara lession deta hy or ye bta ta hy k every thing is possible isi liay loss hony py kabhi na ghabry or apni pori jaan laga k us kam ya job ko kar k dekhy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X