Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    g haan brother agr hum apne loss hone ki reason aur apni mistake ko analyze kar k result nikal lain k hamain yeh loss q aur kis vaja se hua hae tau hum us loss se lesson la saktay hain. aur next time un mistakes ko repeat nahi kartay. yehi asal faida hota hae loss honay ka jab hum us loss se kuch seekhtay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      G han aap ney theek kha hy k her loss ky baad humen aak lesson milta hy ic ai koi b hrj nai k aap lose kertey hyn haan ic mai faida tab hy jab aap loss sey seekhtey hyn
      • #303 Collapse

        well my dear brother, aap nay theek kaha hay kyun kay insaan kay har bura time uss ko aanay walay time kay leay prepare kar raha hota hay aur banda uss hard time main manage karna seekh leta hay wohi aagay ja kay success gain karta hay, humain apnay buray waqt main mayoos honay kay bajae ye sochna chaheay kay ye bhe life ka aik phase kay guzar jae ga lekin uss phase main say milnay walay lesson ko hamesha yaad rakha chaheay...
        • #304 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: adyjee پيغام ديکھيے
          har loss ap ko koi na koi lesson jaror dy ta hai aur demo mai loss ker ka sekna kafe asan hai magar real mai loss ker say app ko kafe loss ho sakta hai.
          loss say bhi seekhny ko milta hai.start main mostly newbies ko loss ho jata hai or phir wo zyaada hardwork krty hain or loss recover kar leety hain.yahan hum hardwork kar kay he earning kar sakty hain.
           
          • #305 Collapse

            Forex men lose sy ap ko Preshan nh hona chahye,because hr bura kuch achy k liy hota hai,agr ap ko los ho jata hai tu pehly ye zrur judge kren k ap ne bid lgaty wqt Kahan mistakes ki hen phr Koshish kren or is bar wo mistakes repeat na kren
            • #306 Collapse

              ji haan!! meri nazar me to har loss ap k liye koi na koi lesson hota hai... agar ap apne loss hone ki waja janne ki try kren to ap ko aesi mistakes nazar ayen gi jo ap ne ki hongi...so learn from ur loss!!!
              • #307 Collapse

                Jab bhi app ko koi loss ho aur wo bhi app ko app ki kisi galti ki waja se ya app ko is main loss ho app ki lalach ki waja se jab app is mai acha earn kar rehe hay aur app ko kam se kam loss hune ke sath acha earn ho aur app ko proper knowledge bhi mile tu app is main kuch acha hi experience le kar apni galti ko accept bhi kare .
                   
                • #308 Collapse

                  main forex mein aik cheez per believe karta ho k forex mein jis ko bhi loss hota hai tu wo koi na koi mistake karta hai jis ki waja se forex mein us ko loss ho jata hai forex mein agar kase ko bhi loss hota hai tu wo us loss se learning karta hai tu wo forex mein bhut ziada success full ho jata hai.
                     
                  • #309 Collapse

                    Yes dear bilkul sahe bat ha,har loss ka koe na koe rason hota ha,or us men hamen aik acha lesson bhe mil jata ha,2nd time ham on loss say bach sgty hn,and on mistake ko sahe krny ke koshish bhe krengy, to hamen jo bhe loss milta ha un men hamen koe na koe lesson zaror milta ha.
                    • #310 Collapse

                      no doubt dear loss k peeche mistake hotii hy aur loss ko door karne k liye ap ko mistake door karnii hotii hy jo k ap kiimehnat aur ap ki learning se door ho sktii hy...
                      • #311 Collapse

                        aksr trader jo forex trading mn new trade lagaty hn un ko aksr es mn loss hony k chances bohat hoty hn jb kece trader ko loss hota hy to dil chry ke bajy apne us mistake ko ignor kry ke bajy us mistake ke reason janny ki koshish karen r next time us mistake ko repeat na karen.
                        • #312 Collapse

                          its a saying that failures help u to reach the success.so if unfortunately u have done some mistakes and hve got loss so need to be disappointed each loss comes to u as a lesson so that from the next time u ll be aware from it and will not go to do that mistake in future again
                          • #313 Collapse

                            Insaan galtion ka putla hai koi bhi insaan perfect nahi hai isi waja say har kam main agr loss hota hai to kisi galti ki waja say hota hai or us loss ka matlab ye hota hai k hum us say kch seekh k us ko dubara na dohrain thats it !
                             
                            • #314 Collapse

                              forex trading me ham ko jo loss hota hy wo hamari apni ghalti ki vaja sy hi hota hy 1 bar loss ho jay to hamen apna weak point pata chal jata hy jis ko dor karny ka ham ko moqa mil jata hy ic tarha loss sy ham apny weak points ko dor kar k expert traders ban jaty hain loss sy dar kar trading ko leave ni karna chahiay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main jab hamen loss hota hay to ussay hamen aik lesson milta hay aur har loss hamen aik lesson deta hay hamen chaheye kay is lesson ko samajh kar again mistake na karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X