Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    hamein har loss sey kuch na kuch sekhna chaiyey blkey wo loss hamein aik kesson khud hi deta hai key hamein aisi galti dobara nahi karni chaiyey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      bhai jan apki baat theak ha forex main loss hony ki sorat main har trader ko aik lesson milta ha aur har trader kuch na kcuh learn zaroor karta ha apni mistake sy to ye aik waqye ha lesson hota ha new trader kay lyie..
      • #633 Collapse

        yes dear each loss have a great lesson but for that human ho know about his mistake not for those who always says dear i am right but he do this then i bear loss so we proudly accept our mistakr and make them correct
        • #634 Collapse

          Yes you are right and I agree with you on this brother. Every loss is a foundation. Its a stepping stone towards success inshaALLAH. So all we need to do is keep trying and working hard. Dont give up and continue your work
          • #635 Collapse

            Mistakes se insan bohat kuch seekh kar trading ko better kar ska hai . Main ne bhi apni mistakes koo review kar k unhain door karny ki koshish ki hai jis se trading achi hoi .Mistakes lesson bhi deti hain aur app ki ustad bhi ban sakti hain.
            • #636 Collapse

              sahi kah app ne her loss app ke liye sikhne ka zariya hai ager app appne loss se sikhte ho to app zaror kamyab hoskahte ho demo pe appne hone ki waja practice karo bahut usefull hai demo account
               
              • #637 Collapse

                han g bilkul hamary liye her wo loss lesson hy jis se hum ne kch na kch learn kia hoga, q ke is situaiton me hum us level ki study krty hen jahn tak hum ne pehly nahi ki hoti or is tarha hum aik handsome profit hasil kr sakty hen
                • #638 Collapse

                  Yes my brother you right agr hum apne loss se nahi seekhte aur apni mistakes ko point out nahi karte to hum ek ache trader nahi bun sakte ye hamari learning ka hisa hai agr forex per kamyab hona hai to apni mistakes ko repeat karne se bachna ho ga aur un se seekh kar future k actions ko tarteeb dena chahain is se hum ek ache earner bun sakte hai.
                  • #639 Collapse

                    yes brother each loss and mistake gives u a advice. r apko try karna chaye hai k ap apni galation sy kuch seekhain r unhain dubara na duhrain coz aik galati ho kar us sy kuch na seekhna aik bawakofi hai
                    • #640 Collapse

                      Mistake sy humain buhat acha experinece hasil hota hai mai ye samhajti hun k itna acha hum kisi teacher ya book sy bhi nahin seekh sakty jitna acha hum apni mistake sy seekh sakty hain humakabhi bhi apny loss ki wajha ko avoid nahin karna chaiye balky us sy learn karna chaiye.
                      • #641 Collapse

                        Freinds jub hum Demo used karty hn to humy loss ka feel nai hota par jub hum Forex market me trading karty hn to hm bachata hn. syy loss hota hn to hum har loss pe koi na koi point Sikhty hn jo hmy next time Loss hmy
                        • #642 Collapse

                          yes my friend forex mai agr ap ko loss hota hy to hamain na umeed nai hona chiay balky us loss se lesson lena chiay and use improve krna chiay ta ke next time esa na ho and hum profit earn skain.
                          • #643 Collapse

                            ha gjnab,,,,,,,aopp nya bohat hi achibaatkihayjna,,,,i amhudred percent agree with you jnab,,,,,,,,is mai kaamkar insaan ko wesay bhi bohat sya lesson asil hotayhain jnab........
                            • #644 Collapse

                              agr to es ko yad raka jy to ya hamare le aik lesson he agr ham es ko bahoola de to fr ham es me bad me be loss kr skte he es le koshash kro ky es ko yad rako aor os ky bad kabe be loss na ho es le try krna chaye ky work good aor best ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                yes brother ma ap ki is bat se agree karta ho k forex per hum ko ager loss hota hai to wo hum ko apne hi galti ki waja se hota hai aur hum is se ak lesson hasel kaR SAKTY HAI AUR APNE GALTI KO THEK KAR SAKTY HAI

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X