Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1681 Collapse

    g nai har loss lesson nai hota hai hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar skay aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1682 Collapse

      forex ka busienss jitna loss say learn kiya ja sakta ha itna shaahid kisi chiz say nae kiya ja sakta kun k trader start man khali confidence k sath aata ha ju loss ka source bun jati ha oc k baad trader learning ki taraf jatta ha
      • #1683 Collapse

        han g ap ko jab kabhi loss hota hai tu ap ko aik lession day ker jata hai or ap is se learn ker skaty hei or future men is se apny apko save ker sakty hein
        • #1684 Collapse

          Yed forex trading main loss jab hota hay thek thak hota hay agar aap loss factor ko nahi daikh rahay or aap samaj rahain hain kay sirf profit he profit hay to ye bat jhot hay aap ko jab tak loss nahi ho ga aap ko experience nahi ho ga or experience hi sab say bari earning hay
          • #1685 Collapse

            insan hmesha apni ghaltiyon se hi seekhta hai.. so insan ko ager koi loss ho bhi jata hai tou us ko dil pe nae lena chaheay bulky us loss ki wja search kerni chaheay aur us reason ko door kerna chaheay jis ki wja se us ka loss hua.. ager hum apni kisi mistake pe qabu pa len tou forex hmen profit hi profit de gii
            • #1686 Collapse

              sahi kaha aap nay agar humay market main loss ho raha hay to humay chahiey keh loss ki reason ko daikh kar theak karen jab reason ko theak kar kay trading karen gay to hum acha earn kar sakty hay
              • #1687 Collapse

                Ap ki baat thek han humy apny losses se hi Forex ko learn karty han lekin humy koshish ye karni chahye k is business me apni mistakes ko repeat na kary q k agar hum aesa kary gye to humy boht zyada loss bhi ho sakta han isi liye humy chahye k market ko first of all analyze kary and then trade open kary.
                • #1688 Collapse

                  pehli bat to ye kay humy ye jan kar forex ko start krna chahye kay es ma loss ho skta ha aur jb loss ho rha ho to humy preshan nhe hona chahye aur humy janana chahye kay uski kya reason ha aur us reason ko jan kr usy door krna chahye yani apni mistake ko find krna chahye aur jab hum find kr lay to phr usy door krna chahye es trah hum loss se bach skty hain aur har loss aik lesson hota ha.
                  • #1689 Collapse

                    jahan tak mai smjhta hooon forex trading ek aisa bussness ha jis min ap her satution min learn kr skty han agr apki loss ho rha ha to us min b ap ko sabaq mil rha ha jis min ap gain kr skty han
                    • #1690 Collapse

                      loss say humy is trading main lesson milta hai jis say next time is market main trading ko kafi zada safety say krna hota hai jis say profit ko earn kr saqty hain kabi b is market mian loss say kaam ko nahi krty hain
                      • #1691 Collapse

                        forex trading main agar hum mehnat karen gay to esmain loss ki ratio ko kam say kam kar sakty hay kyun keh loss kay chakar ko hum tabhi kam kar sakty hay jab humary pass experince hota hay
                        • #1692 Collapse

                          yes dear her loss se ap ko learning milti hai jab ap ko loss hota hai tu ap ko chaiye k ap apni is mistake ko note kerien lein or next time ap jab bhi forex trading men apna order ko place keriny lagien tu apko apni ye mistake yaad ho gi
                           
                          • #1693 Collapse

                            loss say humy maloom krna hota hai kay kider say is main hum nay mistake ki hai jin say is market say money ko earn krny ki place main hum nay loss kia hota hai ye jan laina kafi zada zarori hota hai ik trader kay liay sath main yehi
                            • #1694 Collapse

                              Agar ap loss apne galte ke wajah se kar rahe hain to no doubt positivity yahe hai ke loss to hogaya ab loss kun hoa aur is ko future main kase hone se roka ja sakta hai yeh important hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1695 Collapse

                                yaha ep aik aik minute apkay liay bohat hi importabnt hai apo kabhi bi is umeed say trade start na karay kay yaha pe tu lost hi hai baljay apko aik fresh mind say apnay ap pe confident ho kay is market m,e kamiyabi ko pakar chakly

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X