Time changes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    Hamain apni life ko khud judge krna hy keh is waqt meray sath kia ho raha hy aur mujhey kia decision lena chaheye. Agar forex main aap ko loss ho raha hy to aap trading ko stop kr dain aur wait krain keh jab market aap key favour main aa jaye to phir start kr dain. Sometimes hum luck sey usi waqt kuch hasil krney ki koshish kr rahay hotey hain jo keh impossible hota hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      My bro aap ko ya to pat he ha Kay waqt aik NASA Kane nhe rahta ha ya badlta he rahta ha our kio be cez aik base nhe rahte ha hamasy badlte rahte ha use trha time be badlta rhta ha our aap ko be waqt Kay saht he calna part ha waqt aap Kay saht nhe calta ha .
      • #978 Collapse

        Hamain kabhi bhi failure sey disappoint nahi hona chaheye. Agar aaj aap ko loss ho gia hy to kal profit ho sakta hy. Hamain umeed nahi harni chaheye aur apney hosley ko buland rakhna chaheye. Kisi bhi kam main profit key sath loss bhi hota hy. Loss sey nahi ghabrana chaheye aur achey waqt ka intezar karna chaheye.
        • #979 Collapse

          gee bhai forex trading mein hmein boht faida hota he jb es mein hmein apni trading ki hikmat amli smjh a jae aur jab ham market ko dekh kr trade krein market kay trend ko smjhein aur market kay sath chl kr work krne se fiada hota he
          • #980 Collapse

            main ap ki baat se agree hon forex 1 risky business hai ager ap kuch din loss krte hain to koi baat nai pershan hony wali bal k apni mistakes see seekhna chahiye ta k dobara wo galti na ho or 1 din time zaror badlta hai jab hum mehnat krte hain to wo mehnat rang zaror lati hai
            • #981 Collapse

              yes bari hi achi baat ki hae ap ne aisa specially un logon ko lazmi zehn mein rakhna chahiay k jo log forex trading mein loss ho jane ki surat mein ghabra jate hein......
              • #982 Collapse

                Ha bhai aap teek keh rahy hain, kabhi kabhi market hamary fever main nahi hoti or wo hamara bura waqt hota hain, har business main kuch time baad aisa hota rahta hain q kai ye aik haqiqat hain kai har urooj ko zawal hota hain or isi tarha har khizan kai baad bahar zaror aaty hain bus hosla nahi harna chahye.
                • #983 Collapse

                  Bhai g trading ke hawala or time ke hawaly sai apna jo jo batain btae hy wo bilkul thake hy kun ke ager apka time kharab chal rha hy tu apko acha ka wait ker laina chahye
                  • #984 Collapse

                    humain time ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay huamin market main loss nai ho skay huamin agr trading main aik par main profit ho raha hay to huamin is main aik hi pal main loss b ho sakta hay mumkin hay humain kuch nai mily
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #985 Collapse

                      market main time ki bohat value hay agar hum time ko daikh kar trading karen gay to humay maloom ho ga keh market main bohat sari news bhi ati hay jinko follow karna bohat zaroori hota hay
                      • #986 Collapse

                        ji han time to chang hota rhta he her lamhy kabhi acha time hota he to kabhi bora time ajata ha ager acha time ne rheta to bora bhi ne rahta hame rer waqt ka samna krna parta ha is ley hame time se ne ghabrana chahey balke hemt se kam lena chahey.
                        • #987 Collapse

                          han g bilkul mn es bat ko agree krta hn ka agr ek day mn apna kafi zyada loss kya ha and ab next day mn ap achi earninkrna chata hn to phla pechli batn bhol kr new chezon ke trf dhyan rakhn and then market ka ander sa ap log khob earning ka liya kam krn to mujha nhn lgta ha ka ap ko kabhi bh loss ho ya ap just nuqsan e krta rhn ap na haimsha try krn aha ka ea mn sa daily target ka mutabik earn krna ha g
                          • #988 Collapse

                            acha experience share kiya hai ap nay ye market hai yahann ap ku up and down nazar aye ga or loog market down honay ki weja say kafi loss ker bethty hain or market k up anay ka wait hi nae krty market lamzi opper aati hai.
                            • #989 Collapse

                              aik mint main market main kafi change ho sakta hay humain market ko read karna ho ga ta kay humain is main hard work karna ho ga market main learning kar kay enter hona ho ga k loss km ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                time kis tara say hum ki madad krta hai jub tak is market say kisi ko maloom na ho k kis tara say ik trader ko nuksan say safety milti hai or kis time mai ye market ki news ati hai ap nay note kia hoga k humy kafi sara loss milta hai or yehi kaam teek nahi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X