Time changes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Yes forex time change hota he islie to forex me hame her time profit nehni hota kabhi kabhi loss vi hota he.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      It is superb for you in the least times that you simply area unit commercialism for youth invariably watch the time the beaus there's a time for U S open and conjointly a time for London open therefore you check before inserting any trade
      • #618 Collapse

        g ha g jnab,,,app nay biilkul thik likha hay jnab,,time nay to kabhi bhi ksi ko nahi dekha k mai is insan ka ya us insan ka weight kar lu wo to lagata hi chalta rehta hay
         
        • #619 Collapse

          bilkul bhai agar ap ko kisi session main bhi profit nai ho raha to ap ko chaiye ap ziada sa ziada profit earn karen magar is k liye ap ko learning ki zaroorat hai or ap ko har kisam ka technical analysis ata ho tab hi ap ko faida ho sakta hai.
          • #620 Collapse

            ji han ager ap ye soch kay kam nae karo ga kay app kay lia time sahe nae hy or app her dafa time ki waja sa he loss karte ho to ye bat ghalt hy app apni best try karo aik dafa app zaror kamyab ho ga or app kay bad time change ho ga is waja sa ye sahe nae hy kay app kam choldo
            • #621 Collapse

              dear ma ap ki baat sy agree karta hu .maray khiyal ma insan py acha waqt kabi kabi aur bura waqt bar bar ata ha .kiu time aik jasa hamesha k liye nahe rehta .so hamay buray waqt sa seakh chae ha .hamay plannig aur statigy bana k trading karni chae ha kiu k market ma har waqt movement rehti hai
               
              • #622 Collapse

                Dear forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi
                • #623 Collapse

                  han g g g time hemsha ak sa nahi rehta hai ager aj ka din ap k ly bad raha hai forex par tu ho sakta hai kal ka acha ho ye kuch nahi kaha ja sakta hai
                  • #624 Collapse

                    Yes r right my friend.
                    HJr bandey ka time change hota hy mai nai akas logo ko kehty howey suna hy kachrey ke hi din phirtey hai tu hum tu phr insan hain jo kabhi profit mai hota hy osey loss ko face karna parta hy jo loss mai hota hy wo kabhi profit lazmi earn karta hy.
                    • #625 Collapse

                      my sweet brother apn boaht achi baat ki haii brother ttime change hota rehta haiii aur forex business duniya ka best business haiiii ager app k pass achi skills hooon ge tou app bht acha earn bhi kar paen gayyyy
                      • #626 Collapse

                        g bhai jan forex trading ka koi time fix to nhe h lakin acha proit earn karny k liye seniors members kehty hen k sham k wqt trading karni chaiye q k sham k waqt market me movement ziyada hoti h.
                        • #627 Collapse

                          Apki baat sahi hay time change hota hay agar hum aik time main loss main hon to hamesha kay liey hum loss main nahi hon gay humay mehnat karty rehna chahiey aur achy time par hum bohat acha profit earn kar lain gay.
                          • #628 Collapse

                            jee haan sir you are totally right waqt kabhi same nahin rehta kabhi good time hota hai to kabhi bad time hota hai or humey waqt kay saath chalna parta hai warna humey hi nuqsan hota hai
                            • #629 Collapse

                              g han meray bhai ye to ham sub jantay han k time change hota rehta aik sa nai rehta kabi acha aur to kabi bura kabi na bura rahay ga na kabi acha raha ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                Time kisi ka wait nahi karta guzrta rehta hay humay khud time kay sath chalna parta hay bohat say traders ko kafi time honay kay bawajood trading ko achy say nahi samjh saky eski waja yahe hay keh usko nay theak say study nahi kea.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X