Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay
    Traders ko agar loss ka reason maloom ho ga to esy traders key ley mistakes ko control karna be asaan ho sakta hay agar loss ki parwa na ki jaye to esy traders ko loss ka reason maloom nahi ho ga jes ki waja se traders next time ki trading esi tarha se hi loss karty rahy gey agar ham kesi trade me loss hota hay ya small profit me trade close hota hay to esy orders me ham ne koi na koi mistake zeror ki hoti hay es loss aur mistake ka reason maloom hony par hi ham es se learning sakty hey aur apni ghaltiu ko avoid be karny ka chance hamy mil sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

    Forex Trading me kamyabbi k leye zarori hai k Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay. Wese to forex trading me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay. Market ma fundamental or technical analysis ma news Ka role.Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

      G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men koi bhe jaldi nahin karny chahye kun kay agar hum as men dil kay sath trading karty hain tu hum as men kamyab ho sakty hain tu hamen as men kotahy nahin karny chahye kun kay agar hum as men kotahy karen gy tu hamen as men koi bhe faida hasil nahin hoga ur humas men nakam ho jayen gy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo mahnat karty hain tu voh as men kamyab ho sakty hain tu hamen as men jaldi kay sath trading nahin karny chahey
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

        Ji han trader ko las hone ka reason pata Hona chahie kyunki agar trader ko las hone ka reason pata nahin chalega to vah is bar ki Tarah agali bar bhi apni trade last mein main le Jayega aur is Tarah vah apna last Kabir karva nahin kar sakta show aaj members ham sabko chahie hamen loss hone ka reason pata Hona chahie kyunki agar hamen loss hone ka reason pata nahin Hoga to hamen Apne last sir cover karne ka pata nahin chalega agar hamen lash hone ka reason pata Hoga to ham Apne last koriya Ka bar Karke ismein kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

          G bhai JB tak ham es main Acha Kam nai keren ge to hmara es main a ha Jo trdae hmarai loss main Kati ha to ham es main ach Alma Nia kren ge to ham es main bhot hi Acha Kam jr skte Han r JB tak ham es main a h alarm kren ge to hmara account Acha ho ga r ha Jo loss main ghalti kren ge to ham es as sekhn Aho ga r tb age trdae krin chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

            Assalamu Alaikum dear forex members. Is mein koi shak nhi hy k profit or loss her bussiness ka hisa hota hy or is ko samjhna her trader ko zrorart hoti hy. Khas tor per forex trader mein trader ko loss ka reason malom hona buht zrori hota hy q k jab tak hamein loss ka reason hi malom nahi ho ga tab tak ham is loss sy bach nahi skty. Hamein apny her loss sy sabak sikhna chahiye or koshish yahi kerni chahiye k dobara aisa joi decesion na lein k jis ki wajah sy hamein loss ko face kerna pada ho. Forex trade mein profit ki tarah loss per focus kerna bhi buht zrori hota hy.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

              Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apnay apnay kaam ko achay say kar rahay hon gay g haan bilkul trader ko loss ki reason maloom hona chaie mostly traders ko loss un ki apni wajha say hota hai wo marketing ki movement ka sahi say anlysis nahi kar paatay or wo apna nuqsaan karwa latay han marketing ki movement kai baray mein achay knowledge ka hona bhoat he zarrori hai tab he agar ap ko marketing ki movement ka acha knowledge hai tou phir ap kai liya trading karna easy ho shukriya.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

                Ye el lazmi bat hai k hum ko loss hone ki wajah ka pata hona chhaye agar hum ko ye he na pata hoga to hum loss krty rahen gy or kabhi loss ko control nahi kar saken gy. agar hum losses ko ocntrol krna chahty hen to lazmi bat hai k hum loss ki wajah ko samjhen or is ko khatam krne k liye koi hikmat amli b draw karen. agar hum loss ki reasons ko samaj saken gy to he hum sei atarh sy kam kar saken gy or hamara ye kam tab he humen faida dy saky ga. ab ye hum par depend krta hai k hum ne loss krty jana hai ya loss ki reasons ko samaj kr in ko fix kr k losses sy bachna hai. agar hum losses sy bachne ki taraf jaty hen to yakeenan ye hamary hak men zaida behtar rahy ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

                  Loss ka reasontraders ko maloom hona zarori hai tabhi ja k wo acha trader ban sakta hai acha trader woi ban sakta hai jo loss nahi karata ager hum bar bar loss karty hain to hum achy trader nahi hain acha trader banny k liye experince ka hona bohat zarori hai
                  Thank u
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

                    Loss ka trader ko he pata hota bhai kisi aur ko thore ajeeb cmmnts karty ho Bina kisi maqsad k bhai Kam se Kam knowledge wale post kare na k Bina knowledge wale trader loss krha hy isko pata nhi hoga k kese wo loss krha hy had hoti hy fazul cmmnts ki
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

                      agar traders ko forex par trade kerty waqt loss hota hai tou un ko is mein loss hony wali main reason ka pata hona bohat zeada zaroori hai kuen k agar hum is mein loss ki reason ko find ker lein gy tou is se humen bohat zeada faida ho ga aur ainda hum us step ko follow nahi keren gy is tarhan humen is mein kaam kerny mein asani bhi ho jaye gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

                        Asslam O Alaikum Dosto umeed karta hun aap log khairiyat se honge aur Forex se jyada se jyada profit hasil kar rahe honge Ji Bhai bilkul theek kaha Apko loss honay ki wajah lazmi Pata honi chahiye Takay Ap dubara Loss sai bach sakain Or Agar apko reason Maloom nahi hogi to Ap ko loss hota rahay ga isliye Reason Maloom karain or Loss sai bachain Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

                          Forex market ka bary main Saab Janty hain kay Ye aak Risky market hai jis main kamyabe Hony ka Liya Bhoat he Zda Mehnat or Lgan say kam akrna Hota hai iss liya aap ko apna Loss Kam akrny ka Liya iss main Ak Pro trader ke tarah he Kam akrna Hoa hai jab ap Is main pro trader Ke tarah he Kam akrty hain toh aap ko kamyabe Ka Chances Achy hoty hain or aap Asani ka Sath kamyab Ho sakty hain or iss tarah ap ko Chaye kay loss Ho raha ha toh iss ke Waja ka pata Kary or apny Loss ko Kam karny main Senior ke Help lay kar kam karein.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka reason traders ko maloom hona zarori hay

                            forex buying and selling me kamyabbi okay leye zarori hai k Loss ka cause investors ko maloom hona zarori hay. Wese to forex buying and selling me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum errors nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari errors hen ok hum bagher information ok q trading karte fowl. forex trading me aam tawar par kuch anasir bird jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. foreign exchange buying and selling me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese okay over-buying and selling, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher evaluation ok trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Loss ka reason investors ko maloom hona zarori hay. market ma fundamental or technical evaluation ma news Ka position.Fore buying and selling apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X