You cant feel happiness of success untill you have a failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    yeah i m agree with you app ne sehi kaha hai aggr app me itna confident hai or app ko trust hai apne trading me to app feel kar sakte hain apni success ko app ko success tab mile gi ja app mehnat se kam karo ge ya trading karo ge ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bilkul sahi kaha kuch pane ka liye kuch khona parhta ha, or forex me jb tk ap apna thora sa loss nahi karen ge tb tk pori tarha se nahi sekh sakte,
      so is liye apne uqsan per zayada pareshan kna hon, balke ache ki umeed rakhen
      • #153 Collapse

        main ap sy agree kerta ho ky ager ap ko jab thak forex trading main aik do bar loss nahe ho tu ap sucess be nahe pa skate aik do bar tu loss hota hai but per mistake ka pata chal jata hai aur per loss kam hota hai
        • #154 Collapse

          g han bilkul sahi kaha app ny,agar app ko success ka sahi main maza lena hai tu wo app ko tab mily ga jab app ko loss ho raha ho r app ko shiddat sy profit ka intezar ho tab ju profit mily ga us ki boht zada kimat ho gi app ki nazar main.
          • #155 Collapse

            haar ke jeetne mai maza he kuch aur hai.aur forex mai ye baat bikul pakki hai.forex mai starting mai kisi ko bhi faida nahi hota trading kerte hoe.forex mai sucess time ke sath sath ati hai.forex trading needs time and experience.thanks.
            • #156 Collapse

              Assalam u Alaikum, I agree with you to some extent because a man learn from his mistakes and try better for the next time & Failures Compels you to work harder to achieve the Success. And when you succeed it is always a pleasure.
              • #157 Collapse

                ismay koi shaq nai hey kio kay agar ap acha sochtay hey tu acha hota hey ap negative sochtay hey tw negative bi hoskta hey bus apnay ap pa confidence hona chiey
                • #158 Collapse

                  G mery bhai yeh feeling tou uc ko hi ati hon ki jo trading mei weak hou ga aur jo full experienced hou ga uc ko loss hoty huye koi feeling nhi ati hou gi bal k wo soochta hai challo ab ki baar nhi tou phir sahi...
                  • #159 Collapse

                    yes my dear i agree aisa he ha magr insan galyiyo se he seekhta hai or forex main expert hony k liya nuksan bi zrori hota hai or jab humy profit milta hai to hum boht khuch hoty hai or kuch pany k lioya kuch khona to parta ha
                    • #160 Collapse

                      bilkul bhai ji humain us wakt tak success ka ehsas nahi hota jab tk kay hum har ka samna na kare'n.jeet ki trha haar bhi zindgi ka hisa hai .loss say bhi trader boht kuch seekhta hai .so don't stop learning .
                      • #161 Collapse

                        g ha apne thik kaha hai app jabtak kisi bhi kam ke fail nehi karenge app tabtak success ka maja kabh inehi payenge app jab loss karenge phir us ki bad app profit kare to app us profit ka ahmiyat samaj payenge am i right bro
                        • #162 Collapse

                          agar Forex trading mein aap start mein loss kar letee hain too phir app trading stop karien aur pehlee apni knowledge aur experience barhain uss ke baad demo per trading karein. wesy to earning kisi na kisi loss sey hi hoti he lakin ak bar mistake karny sey hum is ko jan lety hen or jub next time wohi situation atti he.
                          • #163 Collapse

                            ji ha bhi mai is mai bohat acha feel krta ho jub mujhy is mai ghalti hoty hai to mi is mai kam shoro krta ho mujhy is mai ghalti krny sai is ka lesson milta hai
                             
                            • #164 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              In forex trade, there may come several steps where you face an unusual and unfortunate loss, but losses and failures are also a good lesson of life, you do not feel a joy of your success untll you face a failure.
                              forex trading main bahut sey ihsasat paish atey hain jaisa k jab faida hota hai to bahut hi acha feel hota hai aur nuqsan k doran insan pareshan rehta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                je ha zida proft kare be hame over confidence ho jate ha mare sath aik baar hoa tha me ne pur week acha profit lia tha lakent mane ake mistake kare de jise mae moje kafe loss otha nap re or accoutna wash ho hgaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X