You cant feel happiness of success untill you have a failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    G bilkul forex trading mein ap success tk tb tk nahi pohanch sakte,jb tk apko is mein kabhi failure na mila ho,aur failure ke baad mkamiyabi milne ka maza hi kuch aur hai,aur is ko just ek successful trader hi mehsoos kar sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Har bura experience apka ek lesson hota hai in bure experinces ko bora nahi kehsakte kyun k yeh apki ankhen khol dete hain or logon ki or cheezon ki pehchan hojati hai to mere liyeh to bure experience bhi ache hi hai..
      • #63 Collapse

        jee haaan janab bilkul aap ney teek kaha key traders ko thab thak khushi hoti hey jab thak us ko success miley gaaa or agar jab aap fail ho jatey hey thab aap ko thorhi thorhi is sey hatney ki soch hoti hey per aisa nahi karna chhaiye key loss key baad bi apni mehnat kya karey
        • #64 Collapse

          salm to mall,dosto forex may loss or profit equAL potetial rekhta hain,lakin baz dafa sahi strategy bawagood bhi trade loss may chali jati hay,lakin ager loss na hoon to profit ka maza nahi aye gaa.
          • #65 Collapse

            bro jb ap koi galti krty hn tu pir ki learning hoti hn jb tk ap galti ni kro gy tu ap ko kia pta ap success bi ho ya ni .isi trha forex is a online business .is m jb hum start krty hn tu humy loss bi ho jata hn pir hum in galtio sy sekhty hn
            • #66 Collapse

              yes i am agree with you ke bhot si jaga ase mawaqe ate hain jab hamen acha profit hote hote achanak loss hojata hai to hum phr acha feel nai karte lekin baron ka qual hai ke ghalti main bhi hamari achai chupi hoti hai jisse hum nazar andaz kardete hain jab ke yehe ghaltiyan hamare ane wale kal ke liye bhot bara lesoon hoti hain ke hum apni mistakes ko improve kar ke future main aik acha maqsam hasil karsakte hain
              • #67 Collapse

                yeh aik natural phenomenon ha ka ap ko jeet ka maza harna ka baad aa taaa ha aur us ki ehmiyat ka be ehsass hoo jata ha hir ap koo leikn ap ko kuch seikh ta rehna chaiya taka ka p ki harr humesha harr na raha ap ko jeet ka b maaza mila...!!!
                • #68 Collapse

                  Dear aap nay theek kaha hay . Failure say hum ko bohat kuch learn karny ko milta hay . Forex Trading main apni mistakes ko control karna hi successful trader ban`ny kau signals hain . Mistakes aap ko bohat kuch learn karwati hay jis ki waja say aap next galti nhi karty .
                  • #69 Collapse

                    Jee ye tu ap ny buhat achi baat ki ha k jab tak hum loss ko face nahe karty, success ki khushee k liye loss ko face karna buhat zaroori ha, ye 100%true baat ha k failure k bad he humain success ka maza ata ha, Forex main b humain loss zaroor hota ha or bad main hum apni mis takes ko note karty hain bad main humain profit milta ha.
                    • #70 Collapse

                      yes you right jb tk ap forex trading me nakami na dekho tb tak ap forex me kamyab nahi ho saktey aur failur ap honsala detey hai ke ap ko ayinda is tarha nahi krna balkey new plan aur tarqeye ke sath start krna hai.is leye to failure ap ko sekata hai..
                      • #71 Collapse

                        hamasha kushi hoti he tab ha jub gam ka ahsas ho magar jub hamin har dafa he kushi ho ge to ham kabi bhe kushi ka ahsas ni ho ga, is leay gam bhe zindgi main lazmi han. profit aur loss zindgi main chalta rahta ha
                        • #72 Collapse

                          g han kisi chez ko hasil kerney ka maza bhe tub he atah ey jub hum us ko bohat mushkil sey hasil krain ya us keh liey hmian bohat kuch gunwana prey aur forex mian jub hum loss kertey hain aur phir jub ek din achey trader bun jatey hain to apko reall mian bohat khushi hoti hey
                          • #73 Collapse

                            ji han jab ap ko continous profits hu rahy huty hain tu ap ko kabhi itni satisfaction nahi huti, ap yehi kehte rehta hain kay bas aur profits hun laikin agar ap ko losses hu rahe hun aur us kay bad profits hun tu un mai ap ko aik special enjoyment huti hai aur ap satisfied rehte hain throe profits par bhi
                            • #74 Collapse

                              yes my dear friend agr ap forex ma shuro ma nakami hoti hy aur ap bht loss kart he he to ap apni trade ko rok dan pahle ap forex k bar ma learn karn aur us per achi practice karn aur forex ki moment ko samjo phr acha experience la kar real account ma awo ga to ap phr faida lo ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                You are right Loss is the key of success, jb tk aap ko loss nhe huga us waqt tk aap apni mistakes ko major kr he nhe sakty. es liy loss huny pr dis-heard na hun. apni mistakes ko kam krny ki koshish karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X