You cant feel happiness of success untill you have a failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    jee haan bhai meray khayal sy failure k baad aik big success ha bhot sy log apny failure sy aik lesson earn karty hain aur phr us k baad mehnat kar k aik achi success paty hain aur us success sy phr wp bhot khush hoty hain aur wohe aik achi success ha is liyay hmain zaida sy zaida mehnat karni chahiyay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      agr hum is main kam karna chahty hain to humain is main hy loss ko face karna ho gak un kay hum jab market main kam karty hain to hi trade main kuch gain kar saktay hain humain is main try karty rhan ho ga kun kay market main kuch gain karna hay to is main kafi mehnat say kam karna ho ga
      • #918 Collapse

        isme aap kabhi bhi US time tak successful nahi hote hain jab tak office ke several steps ko Hamesha ke liye follow nahi karte hain agar aap in ko follow nahi karenge toh aap ko nuksaan ho sakta hai aapka level kam ho sakta hai
        • #919 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          In forex trade, there may come several steps where you face an unusual and unfortunate loss, but losses and failures are also a good lesson of life, you do not feel a joy of your success untll you face a failure.
          Hum Kabhi Bhi Apne success ki wo Khushi message nahi kar sakte Jo Hume hona chahiye aur jab Tak Hum a loss Na Ho Hum Apne success ki Asal happiness go enjoy nahi kar sakte
           
          • #920 Collapse

            market main help us waqt chahye hoti hai jab hum is main acha earn nai kar sakty hain aur hamain loss hota hai aur hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trde karny k kail hoty hain so hamain profit hasil ho ga
            • #921 Collapse

              agar hum kamyab hona chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko theak say time dain kyun keh sahi say time dai kar leanring kar kay trading karnay main he faida hota hay ye business bohat acha hay esmain agar humay loss hota hay to es kay risk ko kam say kam rakh kar kam karnay main he faida hota hay
              • #922 Collapse

                agar hum forex trading ko theak say seekh kar run karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main learn kar kay aur seekh kar kam karnay main he faida hota hay humay sabar say kam karna chahiey tab he hum market main safe earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say time daina chahiey es business main
                • #923 Collapse

                  jee haan bhai zrori nahe k har insan aik he bar main success paa ly har insan fail hota ha par is failure sy hmain mayoos nae ho jana chahiyay balky hmain umeed sy kaam laina lazman failure k baad success he hoti ha bs apko mehnat karni ha
                  • #924 Collapse

                    Failure kamyabi ki terf hamara kadam hota hai ku k hum failure or loss etc se seekhty hain wo mistake hum doboa nahi duhraty. Failure or success forex trading ka hissa hai or failure ko kabhi bhi avoid nahi kiya ja sakta because baz okat hamari strategy nahi chalti or baz dafa successful hoty hain lakin humain success ka ratio grow kerna hota hai k failure kam se kam ho.
                    :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                    • #925 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                      In forex trade, there may come several steps where you face an unusual and unfortunate loss, but losses and failures are also a good lesson of life, you do not feel a joy of your success untll you face a failure.
                      Yes bro Kabil painting and Hum jab tak apne friend ki happiness Aasan Nahi kar sakte hain Jab Tak Hum Log nahi hota
                       
                      • #926 Collapse

                        market main humain happiness tab feel hoti hay jab humain acha profit hasil hota hay agr humain ziada earning hasil karni hay to market main npractice karna ho ga kun kay practicec karny say hi humain market main profit milta hay is main loss tb hota hay jab humain market main learning nai ho
                        • #927 Collapse

                          market main loss b hota hay agr humain success hasil karni hay to active ho kar kay kam karna ho ga ta kay trade ko sikhna humary liye asan ho sakay is main ziada loss nai karty hain to trade main kuch hasil nai hota hay demo ka use karna ho ga ta kay hum trade ko sikh sakay earning ho sakay
                          • #928 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            In forex trade, there may come several steps where you face an unusual and unfortunate loss, but losses and failures are also a good lesson of life, you do not feel a joy of your success untll you face a failure.
                            Ji Bhai yeh toh aapne bilkul theek Kaha jab tak Hame loss nahi hota Hum profit ki Asal value Ko Nahi Jaan Sakte aur jab Hame loss hone ke baad profit hota hai to Hame aur Khushi Ka Pata Chalta Hai
                            • #929 Collapse

                              market main success hasil karni hay to is main hard work kar kay ahcy say kam karna ho ga is main happy hona hay to is main active ho kar kay achy say kam karna ho ga jis say low risk main trade ko start karna ho ga loss km ho ga is main loss apni mehnat ki base km hota hay or earing ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                sucess hony k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hum sab is main kam kar k boht hi khush hain so hamain is main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil an ho saky gi it is best job for all

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X