Stochastic oscillator kisy kehty hn?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastic oscillator kisy kehty hn?
    AOA.dear forex members trading k liye market k trends , rules ko read krna aur follow krna zrori hota hy jis se kamyab trading hoti hy apny seniors se janna chahta hy stochastic oscillator kisy kehty hn?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stochastic oscillator kisy kehty hn?

    agar Ham format reading karna chahte hain to hamen chahie hamen ismein jyada se jyada hardworking karni chahie itni jyada hardworking hogi utna hi jyada hamare achcha se achcha profit hoga aur hamesha kamyab train businessman Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Stochastic oscillator kisy kehty hn?

      Dear pyary forexer aik aham oscillator ko AJ zery unwan late hai ap aye es per mazeed informative baat ko share karty hai.
      Dear es indicator ki history 70 Saal purani hai or ye 1950 ma market ke andar mutarif karaya gya tha or aj be ye indicator market ma Bohat hi karamad hai.
      Tarif ke lehaz say ager ham Usay samjhy to ye oscillator market ki izafi khareed or farokht ke haalat ke barey ma btata hai.
      Es indicator ki reading 0 SE 100 ke darmayan move Karti hai. Upper wala level 80 or neechy Ka level 20 Hota hai.
      Esko ager ham Sahi parhna seekh Jaye to uski samaj Ker ham market ma Sahi buy or sell ki trade laga sakty hai. Es indicator ma ager market 80 SE upper chali Jaye to market overbought situation ma ajati hai Yani ke market ma Bohat buyers achuky hoty hai. Or 20 ke level say neechy market oversold ki situation ma ajati hai kiun ke market ma sellers Bohat hojaty hai.
      Koi be indicator 100% kaam Nahi karta hamara kaam indicator ko samaj Ker uski practice Karna Hota hai then usko ham apply Ker sakty hai practice ma kamyabi per.
      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
      • #4 Collapse

        Re: Stochastic oscillator kisy kehty hn?

        Assalam o Alaikum dear friends aap.ne bahut Achcha Sawal poochha hai Stochastic oscillator Ek Aisa indicator hai jo ke Momentum indicator hai aur Forex trading market Mein technical analysis ke liye use hota hai aur yah indicator support and resistance per use Kiya jata hai aur Jahan Tak mera Khyal hai to maximum traders market mein support and resistance ko follow karte hue trading karte hain to stochastic oscillator indicator Agar Ham trading k analysis mein use Karen To Ham acchi entry find out kar sakte hain
        Agar aap technical analysis par trading karty
        hain to aapko different indicators ka use Aana chahie agar aap koi bhi indicator use karna chahte hain to pahle demo account per uski practice Karen Uske bad aap real account per use Karen
        Click image for larger version

Name:	images(51).jpg
Views:	26
Size:	33.7 کلوبائٹ
ID:	12337487
        • #5 Collapse

          Re: Stochastic oscillator kisy kehty hn?

          hamain fourm main planing karein gayy so hamain fourm main rules ko follow karien gay s ohamain fourum main praictce karein gay so hamain foruum main praictce karein gay so hamain fourum main rules ko follow karien gay so hamain forum main tradr ban sakty hain so hamain forum main trader ban sakty hain so hamain trader ban sakty hain so hamain sucses hon gay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Stochastic oscillator kisy kehty hn?

            hamain fouurm main praictce karien gay so hamain forum main praicce karien gay so hamain fourm main praictce karin gay so hamain markt main praictce aur hamain fourm mainp riactce karein gay so hamainf orum main pracitce karin gay so hamain fourm main praictce karien gay so hamain fourum main praictce karien gay so hamain fourum main praictce karein gay ta k earn karin gay

            اب آن لائن

            Working...
            X