Divergence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Divergence
    Assalam O Alaikum! Umeed Hai Sub bhai Khairiyat Se Hongy Forex main Subse Pehle apko basic sikhna hota hai agar aap Professional Trader banna chahty
    hain to apko Divergence samajhna hoga kyun ke ye apka basic level hai aapne kisi bhi kisam ka Indicator use ni karna Market 3 Trend pe chalti hai Uptrend
    downtrend and Side Trend q kuch indicators uptrend or downtrend par kaam kartay hain jab wo side trend main aaty hain or aap unhe follow kar rahe
    hote hain to apki trade loss main challi jaati hai issi tareeke se kuch indicators side trend pe kaam karte hain jab wahan pe market uptrend ya downtrend main
    aati hai aapki trade loss main challi jaati hai is liye mere bhaiyon kabhi bhi apne indicator use ni karna agar aap professional trader banna chahte hain (Shukria)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Divergence

    Divergence me hum forex trading ki trends ki baat karte hen, k jab market me trends kis position k hisab se move karte hen aur kab un ki movement change hoti hai, aur aik uptrend downtrend kese hota hai aur downtrend aik sideways kese hota hai. Moving average ki calculation k leye zarori hai k hum market ki past price ko hum chart pattern pe istemal karen. Agar aik traders k pas kisi stocks ki mukhtalif past ki up down reading ya prices a rahi hai to pehle wo sari prices ko add karega aur us k bad un ki total tedad pe divide karega to ye moving average malom ho jayegi.
    • #3 Collapse

      Re: Divergence

      Walaikum salam all dear members Adam market male divergence uski about Apna knowledge aapke sath share Karenge purakh trading ki market Mein divergence Ek bahut hi important point Hai Jiske bare mein ka bare mein complete nowledge Hasil karna bahut jyada Jaruri Hota Hai is divergence Mein different types ke levels hote hain aapko in levels Ko samajhna Hoga agar aap market Mein Apni trade ko successful trade banana chahte hain aur Khud Ek professional trader banae Jaate Hain To aapko market Mein Apna Kam bahut hi Soch Samajh Kar start karna hoga aur apne kam mein jyada Se Jyada hardworking karna Hogi market Mein divergence ko properly tarike se learn karna hoga tabhi aap divergence ke jarie se Iske level ko acche tarike se confirm kar Sakenge market ke Trend three types Mein movement Karte Hain uptrend downtrend sideway market ke in Tamam trend se ko confirm karna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki traders market Mein Jab trade open karte hain to use Waqt in Trend ko follow karte hue hi apni trade Upar karte hain aur Market Mein inke jariya Se Hi Achcha profit Hasil Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Divergence

        hum is mai kam akr ky pasia kamas akty hain hum is mai ratt mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma account band ho jy ga hum is mai bager balance account bana ar be kam kar sakty hain is mai usa or china jsy bary bary mumaik sahmi hain
        • #5 Collapse

          Re: Divergence

          hamy market ke movement ko samj iar is mai pasia invest kar ky kam karna o ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar greedy abn ky kam karty hain to harma loss hain hamy loss sy learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai apny boss kdu ap he hoty hain forex aik international businss hain
          • #6 Collapse

            Re: Divergence

            Forex business mein hum ko learning Karni hoti hai agr hum ko forex ki learning ho gi tu hum ko forex market ki movement ka pata chal jata hai aur hum forex kay trend ko samjh saktay han aur trend kay mutabik trading karain gey tu hum ko profit ho sakta hai forex mein hum ko learning knowledge hasil karna cahaiye aur indicator par depend nahin karna cahaiye kiok indicator bhi market ki movement kay sath hi movement kartay han hum ko learning knowledge aur experience hasil kar kay forex market mein kaam karain gey tu hi kaamyaab ho saktay han
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Divergence

              Forex me jab Ham market mein trading account start karte Hain to uske liye sabse jaruri baat hoti ki hamen market kuch soch samajh ke sath kam karna chahie jis tarah market chal rahi hoti hai usi tarah trading karni chahie trading ka sabse important bahut hi hoti hai ki hamare pass acche se acche experience honi chahie agar mere pass bahut achcha experience hoga to mein acchi tarike se baat kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X