Greed for knowledge is the best

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    g brother..aap ne boht achi baat kahi..greedc for money hamre liye nuksandeh hai jab ke greed for knowledge hi forex main kamyabi ka zariya hai jitni ziyada hamari knowledge hog hum utna hi ziyada earn kar paenge.,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      mere bhi ye baat b teek ha ap ko zayda sy zayda knowledge hasil krny ki greed hoti chaye na k zayda earning ki greed go is sy ap zayda earn krte ho or pap ko profit hota ha loss ni hota ap forex knowledge k liye proepr learning classes demo account use b kr sakte ho
      • #408 Collapse

        We all use the word greed in a negative manner always, but consider what if we use this express in hunting knowledge, the entire idea of it changes sure, thus the greed for knowledge is actually the best.
        • #409 Collapse

          Aap koo ager eik suuccessful trader banna hai to aap ko chahiye ke earning me greedy hone ke bajae knowledge hasil karne me greedy ho jaen take aap ko faida ho
          • #410 Collapse

            greediness waisay buhat ghalat aadat hai lekin greed achay kaamon ki buhat achi cheez bhe hai isi liay kaha gaya hai greed for knowledge is the best q ke knowledge aisi cheez hai jo aap ko aagay hamesha kaam aayegi
            • #411 Collapse

              forex trading me greed knowledge k lie bohat hi best ha but money k lie gree d forex tradign me bohat hi risky ha forex me trade krne k lie ak trader ko greed honi chahye forex ka knowledge gain krne k lie jnab
              • #412 Collapse

                I think you are right i am agree with you because i know that, greed is considered a great enemy for a Forex trader, it can not bring good things for trader's want to make money illogically and that can destroy the good account balance.
                • #413 Collapse

                  g dear ap ny buhat achi bat kahi agar greed karni hai to knowledge k liye karo q k phir ap ko paisun k liye greed karny ki need nahi rahy ge. knowledge ki waja sy ap kamyab ho jao gy.
                  • #414 Collapse

                    nice question hai bhai app ka bhai jaan hum ko forex may greedy nahi hona chay bhai jaan hum ko forex may greedy bukhat bara nuksan hai b
                    • #415 Collapse

                      jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai agar hamain is kaam main kamyab hona hai to hamain chaiye k ham is kam ki proper knowledge hasil kar k hi is kam ko karen ta k ham kamyab ho saken
                       
                      • #416 Collapse

                        Aap ne theek kaha hai agr greed karni hi hai to knowledge ki karo ilam ki karo is se aap ki infomation mein izafa ho ga aur forex mein bhi ye aap ko faida de gi kiyo forex mein aap apne knowledge aur experience se hi earn karte hai is liye ye ek best job hai aap k liye.
                        • #417 Collapse

                          aap nay bilkul thk kha hame apnay skills ko negative ki bjae positive direction me use karnay chahye aur kabhi b is pay ye nahi sochna chahye ye kaam to asan aur paison wala hai.
                          • #418 Collapse

                            ji han yaha per greed krni chiye jah per is ki exact location banti hai ager ham trade mai greedy bn jain ge to ye acha nai hai ager ham knowledge hasil karne mai greedy ban jain jain to gay to ye best hai hamin ban jana chiye ham jitna greedy bnain gay utna ham is ko acha jaan pain gay
                            • #419 Collapse

                              Agr hum knowledge k liye greed kartey hn to ye achi bat jitni ziada knowledge increase ho ge itna he ziada humara experience ho ga aur jb knowledge use kary gey trade k liye to humai acha profit be ho ga aur hum achey trader be ban saktey hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                yes u r rght greed agr earning ki ho kisi chez ko hasil krnay ki ho to bht buri hoti hai lekn agr greed knowledge ki ho aur um isilye greed karain k zayada se zayada hamain learning krni hai knowledge hasil krni har waqt iski greed karain to ye hamaray lye bht acha hai aur hamari success k achi earning k lye.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X