proper learning qn zrori hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: proper learning qn zrori hai??

    hamara maqsad forex k forum par best thinking hi hona chahiye humein chahiye k hum ziada se ziada forex k forum par focus krein us ko smajhein us par kaam krein us mein learning krein tabhi hum kamyab ho sakty hain .forex aik aeisa forum hai jis par hum jitni mehnat krein gy hamein utna profit hasil ho ga agar hum chahty hain k hum forex k forum par kamyab hon tou hamein mehnat ziada se ziada krni ho gi learning krna ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: proper learning qn zrori hai??

      Proper learning karna Hamare liye bahut jaruri hai agar acchi anikha se karni hai to Kyunki learning se Hamara knowledge improve hota hai aur ham acchi trading karne mein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham Aisa Nahin Karenge To Ham Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge Hamen kabhi bhi acchi kamyabi Hasil Nahin Hogi isiliye jitni Jyada market ko learn Karenge utna is Jyada Ham ismein Achcha result gain karne mein Kamyab Hona Sakenge apna hi Achcha Hamen profit Hasil Ho sakega isiliye market ko acche se analyses karna hoga Uske moment Ko samajhna Hoga tab jakar Ham is Mein kamyabi again karne mein Kamyab ho sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: proper learning qn zrori hai??

        Dear friend proper learn karna is liye zaroori ha ke agar ap proper learn ko ignore karte jaye ge to apko trading me challenges bohat sare hoge to hame demo account pe Forex learning or practice kerna chayia ta k hame knowledge hasal kery q k knowledge Forex me success full hone ki key hy
        • #19 Collapse

          Re: proper learning qn zrori hai??

          Ager learning Chahhaye Pak Forex trading Mn Dil Laga Don and Acha Sa relaxing weekend Mn Hi Trading na Lagay Tab Hi Ja K Hi Good key Of Success In Pakistan Forex Mein Achcha kam Karen Tab Hi Ja K Anylsis Say Hi Trading karein Tab Hi Ja K Hi Acha Sa bonus earn Asaani Say Hi Ho Ga Pak Forex trading Mn as well as Achi Success Uss Time possible Hy Jab Ham Acha Sa faida Pak Forex trading Mn Lalalch Ka bgair Len Iss yeah Trah Say hi success possible hy
           
          • #20 Collapse

            Re: proper learning qn zrori hai??

            g han proper learning boht zarori ha kyunke learning ke bagair forex ma kamyab hona boht mushkil ha ap is mian apni future bana skaty ho aand ap is main ghar bethy kaama sakty hai kyun k is ian sirf knowlegde and exeperince ki zarurt hoti hi is liye hum ko knowledge hasil karni chaiye takay hum eik achay trader ban sakay or loss say bhe isi tarhan Bach saktay hai new trader bhe is I waja say loss kartay hai
            • #21 Collapse

              Re: proper learning qn zrori hai??

              Thek baat ha proper learn aik trader ko am se trader se aik expert bana sakta ha aur proper learn karne se ham log achy experience aur knowledge hasil kare ge aur jab ye hamare pas ho jaye ga to hame bohat fayida hoga.learn kare apne dil se phir apko ziyada mushkil cheezo ka samna nahi karna pare ga
              • #22 Collapse

                Re: proper learning qn zrori hai??

                ap ki bat theek hay proper learning se he achi trading hogi aapka experience bhi bhar jaega aur phir aap isse bht achi wagera ke bare me proper knowledge honi zari hoti han phir hard work aur practice demo account pe jari rakhe aap is se successful hosakte hai aur acha profit knowledge ki waja se earn karsakte ha hamy trading karnay may zada say zada profit hasil hosakay or ham apni knowledge ki waja say aik achay trader ban sakain knowledge hona bohat zarori ha so isy tare forex trading main be working karna k liya app k pass knowledge k hona bohat zarori ha so tabi app is forex trading main success full trader ban pao ga.
                • #23 Collapse

                  Re: proper learning qn zrori hai??

                  hamy learning gain kar ky aik timetable bana kar kam karna ho ga ten hum kam kar ky earn kar saky gy hm is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai dy mai be kam kaar sakity hain hamy market mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam kanra ho ga then hm kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kartyhain to harma loss hain
                  • #24 Collapse

                    Re: proper learning qn zrori hai??

                    Ji Ham Sab Ko Yahan per propyl Nahin Khud learning krni chahiyh,, or dil lga kr kam krna chahiyh or kamiyabi hasil Koi Nahin Ki Koshish Koi Nahin chahie aur Agar Ham Yahan per Apne time pass apna Sab kam complete khareed Lete Hain To Hamen success milati hai so isiliye Yahan per Apna bonus level achieve Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen
                    • #25 Collapse

                      Re: proper learning qn zrori hai??

                      ap kay lay proper learning zaroore hay kah ap ko is main jio is kay nasaeeb fraz hain ap ko un sy jananay ka mouka malta hay ap ko chahyak kah ap ko is main jananay ka mouka maly to ap ko kam lagaan sy karna ho ga ap ko kam dil sy karna ho ga ap ko chahyak kah ap ko kam main maharat sy agar karna hay toap ap ko is main pata lagana ho ga kah ap nay kis trah sy ap nay profat hasil kar saktay ho ap is main kis trh sy loss kar saktay ho ap ko pata ho ga kah ap nay kis treeqay sy ap ismain kamaie kar saktay hi ap ko chahya kah ap tutube sy is kay baray main janain gay to ap ko pata laga ga kah ap kis trah sy is main kamaioe kar saktay ho
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: proper learning qn zrori hai??

                        Asalam walekum lyrics mein badal ko theek kaha Prabhu ne proper learning tu zaroori hai nahin karengejab tak hamare pass learning skills nahin hongi Ham earning nahin kar sakte hamen learning ke liye apne time investment ko good karna hoga aur jyadatar time forex mein English karna hoga aur senior member ki hath post ko read out karna hoga kyunki jitna jyada Ham senior member ki post ko readout karenge hamen unke knowledge ka bhi andaza hoga aur ham apna knowledge milakar ek informative post kar sakenge isase hamari learning bhi acchi ho jayegi aur unhen bhi
                        • #27 Collapse

                          Re: proper learning qn zrori hai??

                          G dear friend proper learning bahut hi important hoti hai kyunki agar Ham preferring karenge to hamari earning bhi prapt per hogi aur agar Ham proper learning nahin karenge balki kabhi kabhi Ham learning karenge to Ham acchi earning bhi nahin kar payenge isliye koshish karenge daily learning per focus Karen daily hamen trade lagane chahie Tak ham apne learning ko strong kar le aur acchi kamyabi hasil kar len
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: proper learning qn zrori hai??

                            Salam to all dear forex members dear friends Pakistan forex trading 1 business hy is business mein acchi earning karne ke liye aur apni trading profitable banane ke liye is business ke bare mein learning bahut important hai dear friends jab tak hamare pass Pakistan forex trading ke bare mein achcha knowledge or experience nahin hoga aur hamare pass good learning skills nahin hongi to use waqt tk Ham apni trading ko profitable nahin banaa sakte isliye hamesha forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye apne learning process ko jari rakhen aur apne knowledge mein improvement laane ki koshish karte rahen
                            • #29 Collapse

                              Re: proper learning qn zrori hai??

                              Assalam alaikum dear forex members koi bhi kam karne se phle agr uski proper learning ki jaye tu us ma kahtir khaw faida othya ja sakta hai forex ma bhi kuch aisi hi condition hai agr is proper learning ho ru is ma kam karna bhut easy ho jata hai sath ma achi earning ka hasool bhi ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: proper learning qn zrori hai??

                                Forex mein kam karte hue learning bahut jyada jaruri hai agar hamare pass acchi ladne ko geet abhi Ham acchi yaar nahin bhi kar sakte hain agar aap forex mein acchi aur nahin karna chahti aur aage badhana chahte Hain to aap learning per focus Karen aur apne knowledge to increase kar hamare pass itna diya tha knowledge hoga utna hi hamara fayda hoga hamesha soch samajh Kar kam karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X