Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?
    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apnay apnay kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai kai kaya trading mein lalach loss ki reason ban sakta hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

    Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye. New traders profit ki bajay apna experience increase karnay ki koshish karen. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me practice karne k leye experience ki zarorat hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

      Ji han dear member aapane bilkul theek kaha hai Hamen trading Mein lalach Nahin Karna chahie Jab Ham lalach Karte Hain To Ham apna bahut jyada loss kar dete Hain trading Mein Hamen reasonable profit Hasil karne ke bad apni date ko close kar dena chahie Jab Ham bahut jyada large Karte Hain To Ham apna bahut jyada loss karte hain isliye Hamen lalach nahin karna chahie..
      • #4 Collapse

        Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

        Salam umeed krta hun k aap sabhi members theek hon gy khair o afiyat se hoon gay gee haan ap bilkul theek keh rahy hain gee bilkul lalach insaan k liye hamesha loss ki nuksan ki waja banta hai humei kabhi nahi aesa krna chaeye k hum sochei k ak hi bar ma hum ameer ho jaein gy humein hamesha mehnt se apna kaam jaari rakhna chaeye kabhi b lalach se kaam nahi krna chaeye
        • #5 Collapse

          Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

          Wesay to lalach ek achi chez hai Koi buri chez nahin hai lekin jab ye control se bahr ho to aksar loss ki waja banta hai. Lehaza koshish karen k lalach hamesha ap k control men rahay ta k apka account b safe rahay aur zyada loss na ho.
          • #6 Collapse

            Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

            G dosto lalch loss ki reason nhi bl k 💯% loss krwati hy lalch forex trading international business me sbr or hosly sy Kam Lena prta hy lalch insan ko andr sy khtm krdeti hy lalch apka account ahista ahista wash krwa dy gi loss pe loss krway gi forex me kamyab hona chahty hn to forex trading krty wqt hosly sth cool mind rh kr sbr k sth trading kren lalch hrgiz na kren
            • #7 Collapse

              Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hammadjaved پيغام ديکھيے
              Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apnay apnay kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai kai kaya trading mein lalach loss ki reason ban sakta hai ?
              Walekum Assalam trading main bahut se Aisi e reason hoti hai Jin Se Ham hai loss hota hai hi I'm reason mein se a 1 Lala karna bhi hai hai koi bhi trading Mein lalach karta hai hai to vah vah nuksan uthata Hai
              • #8 Collapse

                Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business islia Forex member chalane ki reason Ham Khud Ban sakte hain bilkul lalach mahoday hota hai lalach kidhar hai Apna nuksan Karti Hain Ham trading Apne nuksan kar Baithe Hain Ham main samajh Nahin Aata ki Hamen kya karna chahie Kaise Ham yahan se fayda Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                  Walaikum salam g dear member ap ny bht acha Swal pucha k kya lalach loss ki wja bn skta hy. G blkul bm skta hy jb ap ek br acha kam krty hyn r apka bonus acha ata hy to phr ap me lalach a jata hy r bghyr analyze kiey smjhy bghyr e ek sth bht c trade lga dety r apnay paisy invest kr dety is trha loss ho skta hy. Is liye khty hyn k lalach buri bala hy. Trade krny sy phly analysis zruri hy. Taky ap profit hasil kr skyn r professional tariqy sy apni trade brha skyn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                    Ji han friend to Jab aap Lalich se kam Lenge to aap ko Kafi Sara nuksan ho sakta hai Kyunki lalach Buri Bala hai aur usne Kabhi Kisi Ko fayda Nahin pahunchaya isko jo bhi use Karta Hai vah Hamesha nuksan hi uthata hai isliye aapko lalach Se Dur Rahana chahie aur isko apne business may involve nahin karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                      Aslam o alikum dosto umeed hy ap sb khairyat sy hon gy, yes dear lalach hamary loss ki waja ban sktii hy lihaza Pakistan forex forum me lalach sy bacha jai nhe tu loss othana par skta hy, lalchii insaan kbhe kamyab nhe hta keun k "Greed is a curse"
                      • #12 Collapse

                        Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                        walikum assalam han g jub hum lalach kar rahy hoty hain to hum apna he loss kar rahy hoty hain hamen kabhi bhe lalach k sath kam nahi karna cheye or jo member bhe lalach k sath kam karta hai usko hamesha he loss hota hai hamen hamesha he lalach sa dur reh kar he kam karna hoga tabhi hum forex main kamiyab ho sakty hain or bhot achi earnings bhe gain kar sakty hain ,,
                        • #13 Collapse

                          Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                          Ji Ham Sabko apni lalach Nahin Karni chahie Apne time per Apna Kam karna chahie aur Agar Ham Sab Yahan per Apne time per Apna Kam Karte Hain To Ham Kamyab hote hain to isiliye lalach Nahin Karen Aur Dil Laga kar Apna Kam Karen Lal se bacche aur apne kam mehnat ke sath Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                            Assalam-o-Alikum
                            G hn ap ne bilkul theek kaha ha lalich loss ki boht bri waja ha. Is se kafi loss ho skta ha or sometime to account b wash ho jata ha.
                            Hota esa ha kb lalach a jaye to hm bri lots ma trading krte hn or bari lots ma trading se aik trf boht ziada profit hota ha or agr. Marky crash kr jaye to phir account wash ho jata ha.
                            Is lye ye zrori ha k start ma choti lots ma trading kren kr lalch na kren.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kaya lalach loss ki reason ban sakta hai ?

                              Assalamu alaikum dosto. Umeed karta hun aap sab khairiyat se honge. Doston aapko maloom hi hoga. Ke lalach buri Bala hoti hai. Doston Forex mein lalach aap kis tarike se karte Hain.
                              1. Dosto agar aap kat Lete Hain. Aur trade lete hi aapki lot.$2 profit mein a jaati hai. Yah 5 dollar profit mein a jaati hai. Aur aap apni trade close Nahin karte. Aur aap yah samajhte Hain ki aap ko aur jyada profit hoga. Aur vah trade aapke mukhalif ho jaati hai. Aur aapko last Hona shuru ho jata hai. Kis lalach karna kahate Hain. Kyunki doston agar aap ko $5 profit ho raha hai.iska matlab hai aapko 750 rupaye Pakistani 1 ganty k mil rahe Hain. Agar doston aap yahi sochkar trade close kar de to aapko profit hi profit hoga.isliye doston lalach na Karen forum per aap mehnat Karke jod Allah kamate Hain. Vah bahut kam hote Hain. Isliye doston aap apni money management ke hisab se a $5 agar Kama Lete Hain. To aapko bahut jyada profit hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X