Greed is a curse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    g dear hum ko forex me zaida tar greed se he loss hota hia forex me hum earn to kr lety hia lakn os ke bad hum ney jo earn kya hota os ko apne pass save rakna bht muska hota hi as lie as me lalch na kre.,
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Greed is actually temptation to acheive high and higher profits through any right or wrong in forex, this can be harmful not only for yourself but for greedy traders are actually harmful for forex as well other traders.
      g han dera jab b ham forex pay trading karnay k liye bethen or hamen profit milnay lagay to hamen isay foren hi accept kar lena chahye chahay wo thora ho ya bohot q k ager ham greed karen gay to ham yai thora sa b kho bethen gay
      • #153 Collapse

        ji haan meiray khayal mein tou aap theek keh rahey hain k forex tarding busienss mein greed bohat hi buri cheez hai iss se humein loss bhi ho sakta hai iss liaye humein loss se bach ker hi apni forex tarding ko kerna chahiye,
        • #154 Collapse

          greed is not good in the FOREX trading by doing the greedy attitude it is difficult to earn the success and to win the trade so we must keep patience to become a successful trader in the FOREX trading.
          • #155 Collapse

            G mery bhai trading mein boht harm full hai agr aap trading mein lalach mein aa kr koi bhari invesment kr dyn ge tou hou skta hai k markit loss mein chali jaye aur aap ko loss hou jaye ic liye aap ko greed nhi krna chahiye...
            • #156 Collapse

              ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay ke forex me aap ko lalach nahi karni chahiye kyu ke aap agar lalach karo gay to aap ka nuqsan ho sakta hay is lye aap ko chahiye ke apna profit kam rakhay agar aap zayada rakho gay our lalach karo gay to aap ka loss ho jaye ga our aap ki mehnat zaya ho jaye gi.
              • #157 Collapse

                Dear mujhy nhi lagta hai k forex k greedy traders other traders k liye bhi harmful ho sakty ahin iss ka un sab ko khud he buaht loss hota hai jo greedy hoty hain kyoun k main bhi jab new tha tu iss forex ko aesa samjhta k koi pessy bant rha ho.
                • #158 Collapse

                  forex tarding busienss mein greed ko humein nahi use kerna chahiye ager hum greed se bach ker trade ko kerien gay tou hum iss se acha profit hasil ker saktey hain werna humein iss mein loss bhi ho sakta hai.
                  • #159 Collapse

                    Ap ki greed ap ko kahein k nai choortii ha ap ko chiyaha ka ap acha sa forex py trading krein aur forex trading mein mehrabani kr ka greed sa kam na lain is trha an ap ka liya kam krna mushkil hoo ga aur ap loss uthain ga..!!
                    • #160 Collapse

                      i think greed is very bad for all traders and i think i do think when all of us try out full-time just to save each of our capital or maybe a=our account via loss however gradually all of us have to deal with the particular loss
                      • #161 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Greed is actually temptation to acheive high and higher profits through any right or wrong in forex, this can be harmful not only for yourself but for greedy traders are actually harmful for forex as well other traders.
                        je bhai jan ap greednes ko curse bhi keh sakty hain or ap ne agar ak acha trader ban kar profit earn krna hai yahan se to ap ko ak achy trder ko follow krna hoga
                         
                        • #162 Collapse

                          bilkul sahi kahan hai aap nay meh aap ki baat say agree karta ho k ham ko greed ni karna chahyea kio k dear yeh kafi buri cheez hai ic ka ham ko nuqsaan b ho skta hia...ic lye ham ko carefuly say trading karni chahyea.
                          • #163 Collapse

                            bilkul theek baat boli hai aap ne Lalach boht Buri Bala hai is se Dur Raho wrna Bohat bara Nuqsaan uthana par jata hai Plz meri Advise hai yeh k plz choti si bhi lalach k chakaar me na paren.
                            • #164 Collapse

                              forex trading me to greed ka name lana he kafe dangrous ha is ke wajha se kafe loge ke accout washa ho jate ha agre ap forex me sucessful hona cayte ha to ap ko greed se dore rahan pare ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g haan sir greed buhat buri cheez hae traders kliye. jis waqt trader greed karta hae us waqt un k mind mein koi b theek plan nahi ata bul k greed ko mind mein la k anay se us ka mind kaam karna chor jata hae aur vo apni feelings per control nahi rakh sakta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X