Greed is a curse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    kch log zayada profit k chkr mai apna sara capital loose kr dety hain un say guzarish hai k voh log itna zayda profits k chkr mai na pren aur apna capital increse kren aur phr usay lgaen trading k andr ni to aap k sath acha ni hoga aagy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      agr ap trading krty wqt lalach krty ho to must ha k ap kisi profit ka chance ko kho b skty ho. lalach k bajaye apko chahiye k ap apni money ko dehan or soch samajh k kharch kro.
      • #438 Collapse

        jesa k hum bachpan me partay thay k lalach karnay wala na to dunia me kamyab hota hai aur na he akhrat me yehi waja hai k hame greedy nature say bcahna chahye aur nafs pay control karna chahye.humesha fair kam kro
        • #439 Collapse

          dear aap ne jo points point out kye hai es se mai agree ho ... trader ke lye greed karna buhat hi buri aadat hai es se trading skills khatam ho jate hai aur zyada earning karne ke peche laga rehta hai aur akher mai loss karta hai so greed is very harmful for every new and senior trader also
          • #440 Collapse

            Forex trading kay ilawa wasay bhi aam normal life life main greed ko bura smja jata hay issay aik lanat hi jana jata hay.issliy forex main bhi greed ko bura khial kai jat hay iss say avoide krnay ki talqeen ki jati hay.
            • #441 Collapse

              salam me ap ki bat se mutafiq hon greed koi achi adat nahi he lalach rakhne wale ko log achi nigah se nahi dekhte or or lalach kerne wala kabhi bhi satisfy nahi hota is lie is se bachna hi chahie tradsding me bhi akser log lalach me aker ziada profit k chakker me jald bazi dikhate hen or wo phir nakam ho jate hen yani loss ho jata he so ye business saber or tahamul se karen or khush rehen.............thanks
              • #442 Collapse

                bhai jan yes ager hum lalch sey trading karay gay tuo hum loss kaar saktay hai humay chayee kaa hum trader experience sey karnee chayee aur forex markert mey lalch kee koi jagaa nahi hai...
                • #443 Collapse

                  yes greed is bad curse my dear the greed of earning profit for more and more also create risk for themselve but also make or create problem for the other person so many person loss there mony by taking greed in forex
                  • #444 Collapse

                    ji bilkul sahi kaha bhai ap nay lalch buhat bari bala hai jis ka nateeja sirf aur sirf nuqsan juta hai aur banda bajaye aur kamanay k jo banday k pas huta hai us say bhi jata hai isliye in forex expect less
                    • #445 Collapse

                      yes brother i agree with your point, greediness is very dangerous for any trader as well as harmful for its future plan if he has. yo avoid this kind of situation everyone should control his emotions during trading and whenever anyone has loss continuing than he must wait for correct time where he can achieve good profits.
                      • #446 Collapse

                        meri ek baat hamesha yad rakgna is kaam me kabhi b aap greed na karna jo b yaha pay greed karta hai us k kamyabi k chances aur b kam ho jatay hain.so emandari say kaam karo.
                        • #447 Collapse

                          g dost ye baat bilkul theek hai greed aik bohat bari curse hy kiyu kay es kay use say ham kisi bi kam may success hasil nahi kar sakty hain es liye hamy greed ko avoid kar kay trade karni chahiye ta kay ham curse say bach saky and acha profit hasil karne mein success ho sake.
                          • #448 Collapse

                            greed aik bhut hi buri aadat hai forex main. forex main traders greed kartay hain kay wo ziaada se ziaada profit earn karain jis ki waja se wo big lots laga daitay hain aur kabi kabaar un ko bhut loss uthana parta hai apni greed ki waja se.
                            • #449 Collapse

                              yes bilkul greed is a curse is mein buht loss hota hai jb trader greed mein ata hai to wo galat trades krta hai phir loss hota hai lekin jb knowledge se krta hai aur experience ke bad krta hai to buht achi trade hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                market me inter hone ky bad jab be ham greedy mood me ho to os waqat order be nahe lagana chaye or work be nahe krna chaye jis ke waja se nuksan be ho skta he es le koshash kro ky loss se bacha ja sky or best earning ke le ham ko chaye ky ham es be good ya best work kry

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X