Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men stop loss ko ignore nah karen
    Dear brothers forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k yeh hamaray account ko safe aur secure rakhta hey aur jo log trading k daoran stop loss ko ignore kartay hen unn ko bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay stop loss ko zaroor manage karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

    Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

      ap na bahot achhi bat ki ha k forex trading mn stop loss ko kbi bhi ignore nhi krna chayay keun k account ballance ko safe rakhnay k liay stop loss aik bahot achha tool ha isliay apko trade k sath stop loss ko bhi lazmi use krna chayay ta k apka account ballance bhi safe rhay aur ap achhi trading kr k achha profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

        Trasing k liye sab info hona zarori hy warna hum.kamyabi nai hasli kar sktystop loss aik bahut hi acha option hey kiun k yeh hamaray account ko safe aur secure rakhta hey aur jo log trading k daoran stop loss ko ignore kartay hen unn ko bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay stop loss ko zaroor manage karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

          Assalamu Alaikum Forex trading ke andar jawab trading start karte hain to do options Milte Hain aapko stop loss aur take profit trading karte waqt aapko stop-loss ki option ko Jarur istemal karna chahie isase fayda yah hota hai ki aap Thode Se nuksan ke sath apni trading co close kar sakte hain aur aapke kaun kaun Jyada nuksan Nahin Hota aur na hi aapke account ko wash hone ke chance hote hain lekin agar aap stop-loss ki option Ko istemal Nahin Karte to jab tak aapka pura account watch Nahin ho jata trading Chalti rahti hai isase aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

            Jb hm forex main treading start krty hy to stop loss hmra lia bht hi acha options hy is ko hm hmsha use krty hy stop loss ko use krna sa hmra account safa rhty hy hm ziyada loss Nhi hota ugr hm stop loss ko use Nhi kra ga to hm loss Ho ga hmra account was ho jy GA is lia hm hmsha stop loss ko use kr ky hi kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitna soch semjh kr treading kra ga utba hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

              forex mein jab hum trade ker rahy hoty hain tou humen chahiye k hum is mein stop loss ko bhi set ker lein taa k agar humari trade loss mein jany lag jaye tou wo stop loss ko hit ker k wapis aa jaye aur is tarhan humari trade close ho ajye gi aur humen zeada loss nahi ho ga aur hum market se exit bhi ly lein gy aur humara account wash se bhi bach jaye ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

                Forex trading mein stop loss ko ignore nahi kray ap ki baat bilkul theek hai forex main aap agar stop loss ko ignore kray gay tu aap ko trada lga Kar moskal ho gi aap stop loss laga Kar trada lagay gay tu aap achi trading Kar Kay aap loss say bach saktay hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

                  forex trading mein stop loss bohat he zeada value rakhta hai agar hum forex mein trade ker rahy hain tou humen chahiye k hum is mein stop loss ko lazmi use keren lekin humen stop loss ko kabhi bhi na tou bohat kareeb set kerna chhaiye aur na he is ko bohat door market moment se select kerna chahiye blky humen is ko intermediate point par set kerna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

                    forum main bi trader ban sakty hain so hamain fourm main bi apni lfe ko best ban aksayt hain so hamain fourm main bi stop loss ko cover kar skaty hain so hamain forum main bi trader ban ksaty hain but hamain fourm main bi tradr ho sakty hainso hamain four main bi anlayse karien gay ta k earn akren gay so hamain fourm main bi sucess hon gay
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

                      forum main bi trader ban sakty hain so hamain fourm main bi apni lfe ko best ban aksayt hain so hamain fourm main bi stop loss ko cover kar skaty hain so hamain forum main bi trader ban ksaty hain but hamain fourm main bi tradr ho sakty hainso hamain four main bi anlayse karien gay ta k earn karein gay so hamain fourm main bi anlayse kar sakty hain
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men stop loss ko ignore nah karen

                        Dear forex member jaise ki Ham Sab jante Hain ki trading main aapko bahut s si facility provide ki jaati hai Jin mein ek stop lodd bhi hai isliye trade ko open karti hoy stop loss ko kabhi ignore na Karen kyunk stop loss lagane se aap ka account wash hone se bajata hai jisse aapko jyada nuksan nahin hota ii ley market ki moment ko dekhte hue Stop loss laga de agar market movement vahan per aati hai to aapka trade auto pay close ho jata hai aur aapko zaida loss nahin ho sakta Stopp loss ka sabse bada fayda hi yahi hai ki apka account wash hone se bajata hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X