time fram kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    time fram kia hai
    helo frend me ye pushna chahta hoon ke forex me jo time fram hai ye kia cheez hai aor isko kase use karte hai M1 M5 M15 h1 d1 W1 ye sab kia hai plz help
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalamu alaikum dear bohot hi asan hai is ka matlab market ke hisab me is ko market analysis kehtee hai yani ke agar m1 ya m5 ya m30 ko dekhe to ye batata hai ke market 1ment pehle or 5ment pehle or 30 ment pehle kaha thee aap is ke leye google par bohot see video dekh saktee hai
    • #3 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business agar koi acchi earning kerni hay to h4 best time frame hay.
      • #4 Collapse

        aslam-oalikum bhai jan ap ka question yeh hy keh time frame kia hy to is ka mery bhai jan answer yeh hy keh forex mein koi time frame nahi hota yeh in a week 24 ghanty run hi rehti hy
        • #5 Collapse

          bhai jan mujhy lagta hy ky ap pakistan forex forum men new enter huy hen ap ny is forum ko abhi join kia hy forex trading busienss men success hasil krny ky liy knowledge ka hona boht zarori hy time frame ye hota y ky is men ap ye dekh sakty hen ky short trend kia h or long term trend market ka kia hy
          • #6 Collapse

            dear forex mein koi time period nahi hai jab ap ka dil krey anbd jab ap free hoon tu ap forex mein kaam kar skty hain,is mein koi time limit nahi hai,posting krny ki,but treading mein 2 din off hota hai saturday and sunday ko market off hoti hai ap treading nahi kar skty,but posting kar skty hoo dear.
            • #7 Collapse

              iss ka matlab market k hisaab meiniss ko market analysis kehty hian yani k ager m1 ya m5 ye mthirty daikhein to ye batata hai k market ek minute pehly or five minute pehly . iss tarhan saykarien aap log.
              • #8 Collapse

                Actually time frame hamain yeh batata hy keh market ki previous kia movement rahi hy aur is sey hum yeh analyse krtey hain keh market kia chah rahi hy. Yeh sub predictions hoti hain aur hamain is ko samjhna hy aur phir us key mutabiq market ko judge krna hy aur lots lagani hain. Lekan yeh aap ko 100% market key baray main nahi bataten.
                • #9 Collapse

                  dear forex ko ap kisi b waqtbkr skte ho es mai koi fikar wali bat nhn hy a ko chahiye es business ko daikh aur smjhb k kam kro ta k ap acha earn kro...
                  • #10 Collapse

                    jb loss hota hai tb dil tu krta hai k chor do per fr jb nest time profit hoti hai tu far dil fr nah manta brother shrow ma, y hal tha but ab tu good trader ban gay hai forex business or good earning hasil kr rahay hai brother yaha se.
                    • #11 Collapse

                      Mere kheyal men to forex dunia ka best business he kion k is ki ak khasiyat to ye he k haam ghar bethe is par treding kar k profit kama sakte hen or is k ilawa is se hamen bht kuch sikhne ko milta he
                      • #12 Collapse

                        dear ye market ki moving ki avrge bati hai k kitni up down gai hai ye aik acha buines shai is ko koi bhi kr ksta hai lekin pehly achi trah learn ktrna ho ga ye aik good buines shai is ko koi bhi kr mskta hai
                        • #13 Collapse

                          forex trading mai sub jo hai woh kisi na kisi time frame per kaam kerte hai i mean ke analysis kerte hai.koi long term kaam kerahe hote hai market mai koi scalpers hote hai jo ke 5 15 30mins ke TF ka use kerte hai market mai.
                          • #14 Collapse

                            Mery dost time frame ka matlab hy k market ki previous aik mint main kia move the 4 hours main kia reaction tha our our daily main aik din previous ka app ko pata chalta hy our pher ap trade analysis ker k open kerty hain s
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dekha ja ha to market ki exait movement ko show krta hain time fram as simple agr ap monthy chart on krna taab ap dakhna gaa k month ma pair ki movment kdr thi agr wo up ko is k mtlb market up move kra gyi lakin jaab ap week pr 4 hour pr check krna taab wo daily movement ko dekhta hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X