Important Topic : Trading Mai lot size konse ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

    lot size ka ahm kidar han trading market maai . forex market mai jab hum trade open karty hainto hamy pahly is py lot lagane hote hain pher hum market mai trade laagty hain jis sy hamy loss ya profit hota hian infect aagr hum lot he nahi lagy gy to hum trade be open nahi kar saky gy forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai experience or knowledge hasal kar ky market ke movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hm is mai apny boss kud ap hee hoty hain hamy is mai apny emotions ko kau mia rahkty howe kam kary gy to hamy kamaybe hasia ho jy ge forexx aik amm karibar jasa nahi hain is mai dunya ky big country inlve hain forex mai hamy mini lot ya maxi lot ko soch samj kar lagana chaey pher he hum munfa hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai hamy hard working karne chaey then hum earn kar saky gy forex aik best or kabe be katem na hony wala acha busienss hain hay market mai aik soo dolloar py 0.01 size ke lot lagene chaye or hamy boaht care ful h kar trade lagene chaye hamy kabe be jald baze mai aa kar work nahi karna chaye ku ky hamara he loss ho ga hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum isy apna professional career be bana sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

      Forex main achi our safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai lekin forex trading mein hamen apni trading main big lot size use nahin karna chahie jismein trading risk bahut zyada hota hai aur forex main ham achi trading nahin kar sakte aur forex main hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai aur forex main achi trading ke liye hamen trading mein stop loss aur take profit ko bhi use karna chahie kyunki forex main stop loss our take profit ko use karne se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai aur forex main hamara bonus account bhi increased ho jata hai aur forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading money management ke sath karni chahie forex main hamen trading achi trading strategy ke sath karni chahie aur forex mein achi trading ke liye ache experience aur knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading se pahle hamein apne experience our knowledge ko jitna ho sake increase karna chahie aur forex main work our trading ache confidence ke sath karne chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main achi trading ke liye market ka acha analysis bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamain market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

        Trading hamesha planing key sath karna bahot zarori hoti hay agar ham lot size ko zarorat key mutabeq less raken gey aur stop loss larger point par to ye hamari achi trading ki strategy ban sakti hay, mery khayal me esi trading strategy jes me loss zeyda face kia jaye se ye trading strategy behtar hay jes me risk ko manage be kia jaye aur profit be earn kia jaye, har trader hi strategy key sath trading karta hay magar zeyda risk trading strategy be traders use karty hey jes ki waja se un ka fail hona yakeeni ho jata hay agar strategy me risk ko minimize karna be shamil kia jaye to ye achi strategy samji jati hay.

        forex mein kam lot size rakhnay kay bahut zayada faiday hotay hain iss sae aik tou humara account balance mehfooz rehta hai doosra aap ka forex mein trading period zayada hota hai jis sae aap ki trading practice bhi zayada hoti hai aur ap oay experiance mein bhi zayada izafa hota hai forex mein agar aap lot size kam rakhain gay tou aap ko profit tou thora thora ho ga lakin agar aap month kay end mein apna accumulated profit dekhain gay tou bahut acha profit ho ga aur zayada lot sae tou aap ko loss ho jaye ga aik aur baat kay jub aap apni trade mein take profit aur stop loss lagatay hain tou uss sae aap stop loss ki range bhi zayada rakh saktay hain jis sae aap ki trade mazeed safe ho jati hai aur agar aap ki trade loss mein jati bhi hai tou aap ko aik dam sae bara loss nahin ho ga jo aur trade reverse hoti hai tou aap ka loss profit mein badal jata hai tou aap ko kam lot ki wajah sae loss nahin hota abhi sae forex trading kay lye planning kerain aur her kaam aik strategy ka mutabiq kerain.
        • #19 Collapse

          Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

          Dear all forex members , forex men lot size ka matlab volume hai jis se hum trading karte hain aur ye lot size 0.01 se start hoti hai aur maximum bohat zyada higher value tak jati hai lekin hum is ko apny equity kay mutbaiq use kar sakte hain Equity kam ho to 0.01 lot size hi kafi hai aur agar equity ziyada ho to 100 ki lot bhi lagai ja sakti hai.forex trading men lot size 3 qisam k hote hen.
          1:mini lot
          2:standerd lot
          3:micro lot
          Forex isi liye best business ha k yahan per ap ko pata hota hai k ap ne trading kese karni hay kiun k ap learning karte hen aur demo account per practice karte hen to Forex ap ko experience aur knowledge deta ha ye yad rakhen k lot size ko kam rakh k hi hum achy say trade kar sakte hen aur successful ho sakty hain aur forex main knowldge k begair hum kuch hasil nai kar sakte. Shukria
          • #20 Collapse

            Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

            ya wala best lot size hai trade karna kay lay mai bi kafi time sy trade kar raha hon or mai na jo observe kia hai ka ya wali lot size 0.01 wali gold ka lia best hai or mai isi sy trade karta hon kiun ka ya safe ahi is mai loss hona pr kum loss hota hai lakne profit bi kum hota hai or mara ya kahayla hai ka tohra munafa na munafa hona sy bahtra hai is lia mai choti hi lot size lagata hon apnay experiqnce k hisaab say he lot size select kqrtha hqy kionka agar aap ko experiqnce na ho our aap ziada lot k saath kaam karangay tho aap ko loss hoga our agar aap kam sah kam lot k saath kaam larthqy hay tho aap ke trading safe hothe hay is liqy kam lot k saatb kaam karna ziada behthar hqy. lot size ko trading mein bht ziada importance di jati hy jub tk lot size nhi lgain gy tub tak ham apna profit bhi hasil nhi ker sakin gy profit hasil kernuy key liuy lot size lagana bht zarori hy lot size hamin hmesha minimum rakhna chahiy lot size jitna kam hoga ham utna hi secure trading kernuy key sath acha profit bhi hasil ker sakin gy. mery hisab sy to humen 100 $ account py lot size currency pair py .20 sy zeyada nhi rakhna chye waisy maximum lot 100 $ py .50 lg skti hai chunky hamari leverage 1.50 hai to humen apni lot ko mazeed manage krnq chye ta ky humen trading ma loss ka samna ho to management kr sken waisy apko before trade management krni chye
            • #21 Collapse

              Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

              Walaikum salam to all Forex member Forex trading ke Business mein lot size ko bahut jyada importance di Jaati Hai lot size Hamari trading ke liye bahut jyada important role play karte hain Hamen lot size ko Hamesha apni trading Mein istemal karna chahie Hamen lot size ko Apne account balance ke hisab se hi select karna chahie Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki Ham lot size ko acchi Tarah Se learn Karen lot size Hamari trading ke liye bahut jyada important hai Iske Hamen lot size ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie

              Hamen Apne trading Mein Hamesha small lot size ko istemal karna chahie small lot size Jab Hamari trading Mein set Ho Jata Hai Tu Is Tarah Se Hamara account bhi wash hone se bacha Jata Hai small lot size Hamari trading ke liye bahut jyada importance rakhte hai isliye Hamen small lot size ke related complete information Hasya Karni chahie because Agaram without information ke lot size co apni trading Mein istemal Karenge Tu Is Tarah Se Hamen Apne trading mein nuksan bhi ho sakta hai aur Hamen apni trading mein Big Lot size ko istemal Nahin Karna chahie Big Lot size Hamari trading ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai big lot size Ko Jab Ham Apne trading Mein istemal Karenge Tu Is Tarah Se Hamara account wash ho sakta hai isliye Hamen Big Lot size se avoid karna chahie

              Forex trading ki market Mein different type ke lot size Paye Jaate Hain in lot size ki selection karna Har EK trader ke liye bahut jyada important hota hai isliye lot size ki selection karte hue trader ko kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie Hamesha Soch samajhkar a lot size ki selection Karni chahie market Mein different type ke lot size ye hain
              Nano lot size
              Micro lot size
              Standard lot size
              Mini lot size
              • #22 Collapse

                Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                forex trading karte hue hamen lot size ka bahut jyada khyal rakhna padta hai lot size ko bahut jyada soch samajh ke choose karna hota hai pahle apne account balance ko dekhe hamara balance jitna hai use hisab se lot size rakhen kyunki lot size hota hai jo ki hamen yad to fayda dekha jata hai yah hamen nuksan dekha jata hai lot size you decide karta hai ki hamari yad nahin kitni hogi to aap ek adjustable lot size rakhna tu lot size bahut jyada bada ho kya aapke account ke pass hone ka khatra ho aur naahi lot size itna chhota Hoke hamen bahut jyada kam ho isiliye hamesha apne balon ko dekhen pahle apne balance ko jyada banaya apne account ko strong banane FIR jakar trading start karen to fir aap acchi earning kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Aban92 پيغام ديکھيے
                  Salam dosto kese hy ap log sab I hope k ap log achy hogy Mai apko aj bataoga k lot size konse use karni chahye jis se apko axha profit mile aur ap axha khasa profit lo ..


                  Trading Mai Lot Size Konse Ho...

                  Dosto apko chahye k ap stress less trade lagaye jis se ap bare lot be use Kare to apko nuksan na ho koshish Kiya Kare k 0.10 lot size lagaya Kare usse apko axha profit milta Hy isse Apka account improve hoga aur ap axha earn be karegy agar ap k account Mai dollers ziyada hy to ap 1.0 lot be use kr skhty ho .....


                  Ye tha ak aur topic ap sab k liye koi be aur knowledge chahye to pouch skhty ho ap ....
                  Jab Ham trading kar rahe ho To Hamen lot size Hua Use karna chahie Jo Hamare trading experience ko suit karta hai bahut Sare trader Diye mistake Karte Hain Ki Unka trading experience Jyada Nahin Hota lekin vah big Laut use Karke trading karte hain aur Pairon ko trading Karke nuksan ho jata hai traders ko Aisa bilkul bhi nahin karna chahie Hamesha Apne trading experience ke hisab se lote ko use karna chahie
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                    Members trading Mein lot size ki selection bahut jyada Soch Samajh Kar hi can you chahie Bina soche samjhe Ham trading main lot size select nahin kar sakte commodity pairs of currency pairs ke lot size different hote hain Unka profit Achcha Hasil karne ke liye lot size difference let karte hue Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai lalach Nahin Karni chahie Soch Samajh Kar Apne capital ko point out karte hue hi lot size select Karen
                    • #25 Collapse

                      Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                      Islam their friends sahi kaha hai aap logon ne ke trading ke liye lot size kaun sa hona chahie hamen trading soch samajh ke karne chahiesenior member ko chahie ki vah junior ko guide Karen ki jab vah trading karen to ismein lot size kaun sa hona chahie der hamen hamara agar account balance achcha hai to hamen uske mutabik hi lot size juice karna chahie agar hamara account balance Kam hai to hamen lot size kam hi rakhna chahie kyunki agar Ham lot size diya tha rakh denge to aise hamen loss bhi ho sakta hai jo log trading soch samajh Kar nahin karte unko hamesha loss hota hai isliye agar main achcha profit kamana hai apne account ko sev rakhna hai to hamen trading soch samajh Kar karni hogi trading mein jaldbaji se nuksan hota hai agar hamen trading ke bare mein itni information nahin hai to Ham dam account ko use kar ke trading ke bare mein acchi information hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                        Trading main hameshah koshish kren keh choti lot size ho to woh best hy. Q K choti lot size ka faida yeh hota hy keh hamen loss itna ziada nhe hota hy. Agar lot size bra ho ga to loss key chances bahut ziadah barhh jaty hain. aur some time to loss itna ziada ho jata hy keh insaan demotivate ho jata hy aur uska account bhi wash honay kay chances hoty hain. Lihaza koshish yhe honi chahye k lot size kam say kam rakha jaye. Apny balace ko dekhty huwy bhi lot size muntikhib kia ja sakta hy. kafi sary aur tareeky bhi hain but phir bhi agar apka equity ya balance kam hy to sab say choti lot size he chunni chahye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X