Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Topic : Trading Mai lot size konse ho
    Salam dosto kese hy ap log sab I hope k ap log achy hogy Mai apko aj bataoga k lot size konse use karni chahye jis se apko axha profit mile aur ap axha khasa profit lo ..


    Trading Mai Lot Size Konse Ho...

    Dosto apko chahye k ap stress less trade lagaye jis se ap bare lot be use Kare to apko nuksan na ho koshish Kiya Kare k 0.10 lot size lagaya Kare usse apko axha profit milta Hy isse Apka account improve hoga aur ap axha earn be karegy agar ap k account Mai dollers ziyada hy to ap 1.0 lot be use kr skhty ho .....


    Ye tha ak aur topic ap sab k liye koi be aur knowledge chahye to pouch skhty ho ap ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

    Assalamu Alaikum dear senior and junior members Jab Forex trading me aap Koi trade open Karte Hain To Aisi situation main aapko Koshish Karna chahie aap Hamesha lot size ki selection Karen sabse pahle main aapko yah batana Chahta Hun Ki lot size kya hoti hai aur iski selection aapko Kaise Karni chahie.

    What is lot :

    Dear jab aap koi bhi trade open Karte Hain To usko purchase aur sale karne ke liye aap Jo quantity select karte hain usko aap Forex trading ki language mein lot Kahate Hain aapki lot is selection Hamesha minimum honi chahie Kyunki aap ki lot ki selection per aapka profit aur nuksan depend kar raha Hota Hai.

    Types of Lot :

    Jab aap lot size ki selection ki complete learner ****l karte hain aur iski complete education Hasil Karte Hain To Aisi situation Mein isko aap further kuch important types Mein divide kar sakte hain aur apni account balance aur trading strategy ki basis per different situation Mein different lot size ki selection kar sakte hain.

    Micro lot size

    Mini lot size

    Standard lot size

    Lot kitni honi cheye :

    Forex trading me jab aap koi bhi trade open Karte Hain To Aisi situation Mein beginner level per aapki lot size ki selection Hamesha minimum honi chahie agar aap lot ki selection Jyada Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada problem ho sakta hai aur Agar market aapko favour Nahin chahti to aap ke liye Forex trading Mein successful hona difficult ho sakta hai.

    Importance of lot :

    Forex trading me lot ki bahut jyada importance hoti hai dear jab aap Forex trading makeup karte hain to a situation main aapko lot ki selection Hamesha according to available balance karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur aapko bahut jyada disadvantages ho sakti hai no doubt Jab aap app size Ki selection Karte Hain To Aisi situation main aapke account ki safety maintain ho rahi hoti hai isliye aapko kabhi bhi Forex trading Mein maximum lot size Ki selection Nahin Karni chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

      dear friend, hmain trading ma apnay capital ko mind ma rakh kar munasib lot size ko use karna chaiay, q k big lot aik risky decision hota ha jo hmaray account ko wash kar sakti ha, hmain tahamul k sath trade karni chaiay aur agr trade k baray ma confirm signal b mil rahay hon to b small lot use karain q k market ki situation kisi waqt b change ho sakti ha aur agr wo hmari trade k opposite chal paray to hmain mushkilat ka samna karna par sakta ha.

      Normaly forex trading k liay 4 kisam ki lot size use hotay hain jin ma standard lot, Mini lot, Micro lot aur Nano lot, new aur low experience walay traders ko standard lot ki bjay mini, micro ya nano lot k sath trading karni chaiay ta k big loss k risk sa avoid kia ja sakay, isi tarah major pairs ya commodities par trade kartay huay b lot size ka bht khyal rakhna chaiay q k inki fast moment sa hmain ziada loss ho sakta ha, hmain small lots use kar small profit hasil karnay ki koshish karni chaiay q k agr big lot use karain gay to big profit k sath sath big loss k b zaida chances hon gay, is liay agr hmara capital low ha to small lot size ko preference daini chaiay ta k thora mgr safe profit mil sakay, hmain apna aik target fix karna chaiay aur utnay hi capital ko utilize karain ziada risk lainay sa hmain pachtana paray ga aur hmari mehnat zaya ho jay gi
      • #4 Collapse

        Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

        Forex Trading me lot size ka hamare account k capital aur hamare pas maojood knowledge, experience aur trading skills k mutabiq hona chaheye. Agar hamare pas capital, knowledge, experience ya trading skills nahi hai ya kam hen to hamen big lot size k muqabele me small lot size pe hi focus hona chaheye, na hi to hamara account ko wese hi bohut zyada loss hone k chances hongay. Is waja se koshash karen k small lot size ka hi istemal kia karen. Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai.
        Forex trading me standar lot size 1 ka hota hai jus me hum 100,000 ki currencies units ko buy ya sell katte hen aur sab se small lot size 0.001 hai jis ko nano lot size bhi kaehte hen, is me hum 100 currencies units ko buy ya sell karte hen. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.Click image for larger version

Name:	images (54).jpeg
Views:	19
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12335917
        • #5 Collapse

          Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

          Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex aik international business ha jo pori duniya ma phail chuka
          ha forex ma ham trading ma purchase or sale krny k liay jo bhi value dety han osy ham lot kahty han hmay lot size kam sy kam dena chhaiy ta
          k agr ham loss ho bhi jay toham asani sy osy cover kr sky..
          forex ma bohat zyada mehnt krni hoti ha jitni zyada ham mehnt kry gy hmay otan zyada prfit hasil ho ga forex aaik aisa business ha jis ma kbi
          profit ahsil hota ha or kbi loss hota ha loss hony ki sorat ma hmay mayus nhi hona chahiy bulky or zyada meht krni chahiy ta k ham loss ko cover
          kr sky forex ma hmay trade sochs smjh k lgana hota ha q k agr ham soch smjh k trade nhi lgay gy to hmay lossho ag or hmara account bhi wash
          ho jay ga forex am lot 4 trah k hoty han...
          1:mini lot
          2:standerd lot
          3:micro lot
          4:nano lot
          inko istmal krny k liay hmary zyada knowedge or experience ki zroraat ha hmay chhaiy k ham zyada sy zyada demo accout py practice kry jitni zyaada
          ham demo account py practice kry gy hmay otna zyada knowledge or experienc ehasi ho gaa or ham ham acay sy iska istmal ker skty han..
          best of luck..
          • #6 Collapse

            Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

            Walekum Salam I hope aap sab khairiyat se hun ge aur Forex trading ki market Mein Apna Kam bahut hi acche tarike se kar rahe Honge Aaj Apne break se trading ki market se related bahut important topic ko discussion ke liye use kiya hai ki Forex trading ki market Mein trading karte waqt lot size kaun sa Hona chahie market Mein different type ke lot size hote hain ya different type ke lot size market mein bahut jyada importance rakhte Hain Tamam members Ko In lot size ko acche tarike study kar lena chahie

            Market Mein trading karne ke liye lot size ka istemal Kiya Jata Hai Kyunki yah lot size trading karte waqt bahut jyada Jaruri hote hain inke bagair aap apni trading start nahin kar sakte isliye Tamam members jo bhi market Mein trading karte hain to unhen market Mein lot size ke bare mein kapde knowledge Hasil kar lena chahie Jab unke pass complete knowledge hoga tab hi vah market Mein best lot size ko apni trading ke liye select kar Payenge

            Market Mein standard lot size Mini lot size micro lot size Nenu lot size ya Tamam different types ke lot size hote hain aur unke between bahut jyada difference paya jata hai aur unke difference ko clear karna bahut jyada Jaruri bhi hota hai market Mein Jo Bhi new member hote hain to unhen market Mein Apne trading ko Shuru karne ke liye bahut hi Samal lot size Ka istemal Karna chahie Big Lot size ka istemal bilkul bhi nahin karna chahie Kyunki yah Big Lot size and Kate rate ke liye bilkul bhi perfect Nahin Hote Bal ke unke liye bahut jyada dangerous sabit hote hain isliye unhen standard lot size ko avoid karna chahie aur kam lot size ko hi use karna chahie tha ki vah market Mein Apni trading Se Achcha profit Hasil kar Saken market Mein Big Lot size ka istemal sirf expert aur professional trader hi karte hain Kyunki vah market se related Achcha experience rakhte Hain vahan Ka istemal Karke market se Accha profit Hasil kar lete hain
            • #7 Collapse

              Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

              forex trading main lots size ki importance both ziada ha q k agar hum log lots size sahe istamal ni karty han to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy apny account balance k mutabiq he lots size istamal karna ho ga jtna humara account balance ho humy is k mutabiq trading karni ho ge agar humara account balance tohra ha to humy small lots size sy trading karni ho ge or agar humara account balance ziada bi ho pphr humy proper stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k humara account safe ho wash na ho or hum ache trading sy ache earning kar saken.

              Forex trading mein small lot use karne ke kafi sare benefits a Forex mein working Karne wale member se is baat se understand karte honge ke Forex trading main sambhala tha aapke account ke security ke liye bahut important hoti hai aapka account agar Forex trading mein se kyon rakhna chahte Hain to Forex trading main aapko hamesha sambhal lot size use karna hoga jitna maximum profit ke liye maximum lot use karte hain lekin agar aapki trade wrong side chali jaati hai to aapko last bhi itna hi maximum ho sakta hai jisse divide karna hai to aapko Forex trading mein hamesha sambhal laat use karna hoga.


              forex trading main aghr ap apny account ko save rakhna chahty hain tu apko apni trade main bari lot lgany se avoide krna hoga q k apki trade main jitni lot hoti hai otna he apko loss hota hai es liye aghr ap forex main achi or secure trading krna chahty hain tu apko bari lot lgany se avoide krna hoga jis se ap apni trading kar k acha profit lay skty hain bari lot lgany k boht se nuksanat hoty hain jis se ap ko kafi pareshani hoti hai forex main apko bari lot lgany se
              1: loss bhi bara hota hai
              2: account wash hony ka khtra hota hai
              tu aghr hum apny account ko save karna chahty hain tu hmain bari lot nahi lgani chahye bari lot wo members lgaty hain jo aik he trade main apna profit target pora krna chahty hain jo log laalch karty hain wohi bari lot k sath apni trading karty hain jo k aik galat bat hoti hai q k ap ayse kuch he dinu main apna account wash krwa lety hain tu apny account ko save rakhny k liye bari lot kbhi bhi na lgaen.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                Dear, ager ham forex main safe trading karna chahty hain to phir hamain ye pata hona chahiye keh kon sa lot size account ki safety kay liye ideal hay. Mehz account balance ko daikhty huye fully risk laina koi aqalmandi nai hay. Hamain hamesha planning kar kay lot sizs use karna chahiye.

                Experience and capital.
                Jahan tak ap nay kaha hay keh 0.10 ya 1.0 kay lot size say fori achi earning ho jati hay to ye tab he ho sakta hay jab apky pas bahut acha capital, high experience aur strong analysis hon. Kyun keh sirf achy capital ki base per ham big lot use kar kay earning nai kar sakty. Jab keh ager acha experience hoga to ham small capital and small lot say bhi regular earning kar sakty hain.

                Risk management.
                Risk management ko har trader and analyst isi liye follow aur adopt karny ka kehta hay ta keh woh apny account ko safe rakh saky. Stop loss kay use karnay ka ye har giz matlab nai keh ham har bar loss ko accept karna chahty hain balkeh iska ye matlab hay keh ham apny accont ko secure karna chah rahy hain. Is liye jab bhi analysis karain to isky bad planning karty huye lazmi risk management karain.

                Ideal lot size.
                Hamain lot size ka intikhab apny balance kay mutabiq karna chahiye. Yani hamain apny capital ka sirf 5 percent risk laity huye lot size select karni chaiye. Aur is say ziada ka risk nai lain q keh ager loss ho jaye to capital bhi short ho jata hay youn is loss ki recovery mazeed muahkil ho jati hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan Forex trading Mein lot size ki important bahut hi jyada hai Kyunki Agar ham log load Shayad Sahi istemal Nahin Karte Hain To Hamen Jyada loss ho sakta hai isliye Hamen Apne account balance ke mutabik hi lot size istemal karna hoga Jitna Hamen account balance Ho Hamen is ke mutabik training Karni Hogi Agar Hamare account balance thoda Ho To Hamen Sambhal load sahi se trading Karni Hogi aur Agar Hamara account balance Jyada Bhi Ho To fir Hamen proper stop-loss aur Tak profit istemal karna hoga Taki Hamara account safe Ho Aur washna Ho Aur Hamen acche trading se acchi earning kar sake

                  Forex trading Mein Saman lot size use karne ke liye Kafi Sare benefit hote hain use tracks Mein working Karne Wale member se is Baat se understand Karte Honge ke fracture trading main Sambhala tha ki aap ke account se security ke liye bahut hi important hoti hai aur aapka account Agar Forex trading mein se Kyon Rakhna Chahte Hain To fracture training main aapka Hamesha sambhal kar lo Sahi use karna hoga Jitna maximum profit ke liye maximum load use karte hain lekin Agar aapki trade were Wrong side Chali Jaati Hai To aapko lot size bhi itna hi Maxi mein ho sakta hai jisse divide karna hai to aapko fraction trading Mein Hamesha Sambhal Laut use karna hoga

                  Forex trading mein agar aap apne account ko sev Rakhna Chahte Hain To aapko apni trade mein badi load Lagane se about karna hoga Kyunki aap ki trade Mein jitni load hoti hai utna hi aapko loss hota hai isliye agar afrax mein acchi se support rally karna chahte hain to aapko Badi Laut Lagane se about karna hoga jisse aap apne trading Karke Achcha profit Le sakte hain aur Badi load Lagane ke bahut se nuksan hote hain jisse aapko Kafi pareshani Hoti Hai frocks main aapko Badi load Lagane se lo abhi Bada hota hai aur account was hone ka Khatra bhi hota hai agar Ham Apne account ko sev karna chahte hain To Hamen Badi load se nahin Lagani chahie Badi lotwa member Lagate Hain Jo Ik Hi trade Mein Apna profit target pura karna chahte hain Jo log lalaj karte hain vah hi Badi load ke sath apni training Karte Hain Jo ke Ek galat baat Hoti Hai Kyunki aap easy Kuchh hi Dinon Mein Apna account was Karva lete Main To Apne account ko sev kar rakhne ke liye Badi load Kabhi Bhi Na Lage
                  • #10 Collapse

                    Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                    Salam to all dear frox members dear friends I hope you are all doing well dear numbers Pakistan Forex trading ki trading market mein jab hum koi bhi trade open karte hain aur apni trade ko open karne ke liyee sale ya purchase ke liye Jo quantity select karte hain use Ham lot ke naam se jante Hain
                    Dear members Pakistan Forex trading mail lot size selection is very important for good trading
                    Dear members agar hamare pass bog capital hai aur hamare account ka bonus zyada hai to Ham big lot size use karke achcha profit Hasil kar sakte hain otherwise agar hamare pass account balance kam hai aur ham small lot size use karke good profit Hasil kar sakte hain dear members Pakistan Forex trading mein lot size ki selection bahut important role play karti hai isliye hamesha hamen market ko acchi tarah watch karke market ka good analysis karke aur good trading skills Hasil karke market mein trading karni chahie aur lot size ko small ya big select karna chahie agar hamara market ka achcha analysis hai to Ham big lot size use karke achcha profit Kama sakte hain otherwise agar hamara analysis market achcha nahin hai to Ham big lot size per loss mein ja sakte hain aur hamara account bhi wash ho sakta hai is liy hamesha lot size select karne se pahle market ko acchi tarah watch Karen analysis Karen aur uske bad apna trade open Karen aur apne account ko wash hony sy bachen
                    • #11 Collapse

                      Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                      Forex Trading me lot size ka hamare account k capital aur hamare pas maojood knowledge, experience aur trading skills k mutabiq hona chaheye. Agar hamare pas capital, knowledge, experience ya trading skills nahi hai ya kam hen to hamen big lot size k muqabele me small lot size pe hi focus hona chaheye, na hi to hamara account ko wese hi bohut zyada loss hone k chances hongay. Is waja se koshash karen k small lot size ka hi istemal kia karen. Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai.
                      Forex trading me standar lot size 1 ka hota hai jus me hum 100,000 ki currencies units ko buy ya sell katte hen aur sab se small lot size 0.001 hai jis ko nano lot size bhi kaehte hen, is me hum 100 currencies units ko buy ya sell karte hen. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.[ATTACH]24995[/ATTACH]
                      Lot size ko hum kaise manage kare ya aik bohat hi bara masla hai trading business me seniors members ke sath bhe ya masla ata hai ke hum apni lost size ko kaise manage mare.

                      Sub se pahle tu hume daikhna hota hai ke humra account balance kitana hai capital ka size kya hai us ke bad hume apna lot size money management ke mutabiq select karna hota hai agr hum lot size money management ke mutabiq nahi rakhty tu hume is business me loss zaror hota hai.

                      Kabi bhe lalach na kare balke har dafa lot size same hi rakha kare lot size hume change nahi karna chahiye hume apne capital ke mutabiq hi lot size rakhna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                        forex trading k liay 4 kisam ki lot size use hotay hain jin ma standard lot, Mini lot, Micro lot aur Nano lot, new aur low experience walay traders ko standard lot ki bjay mini, micro ya nano lot k sath trading karni chaiay ta k big loss k risk sa avoid kia ja sakay, isi tarah major pairs ya commodities par trade kartay huay b lot size ka bht khyal rakhna chaiay q k inki fast moment sa hmain ziada loss ho sakta ha, hmain small lots use kar small profit hasil karnay ki koshish karni chaiay q k agr big lot use karain gay to big profit k sath sath big loss k b zaida chances hon gay, is liay agr hmara capital low ha to small lot size ko preference daini chaiay ta k thora mgr safe profit mil sakay hay
                        Forex trading mein se Kyon Rakhna Chahte Hain To fracture training main aapka Hamesha sambhal kar lo Sahi use karna hoga Jitna maximum profit ke liye maximum load use karte hain lekin Agar aapki trade were Wrong side Chali Jaati Hai To aapko lot size bhi itna hi Maxi mein ho sakta hai jisse divide karna hai to aapko fraction trading Mein Hamesha Sambhal Laut use karna hoga

                        Forex trading mein agar aap apne account ko sev Rakhna Chahte Hain To aapko apni trade mein badi load Lagane se about karna hoga bahot shukriya apka.
                        • #13 Collapse

                          Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                          Dear members ummid hai aap sab log khairiyat se honge forex market mein trading ke liye zaruri hai ki hamen trading ke bare mein basic knowledge ho agar hamare pass yah knowledge Nahin hai to hamen chahie kya apne senior se se help hasil Karen aur apni trading ko behtar karne ke liye different topics per hone Wali discussion mein hissa lekar apna knowledge improve Karen aaj ka topic bahut achcha hai jisse hamen trading mein help hasil hogi forex market me trading hamesha lots ki Surat mein hoti hai isliye is market mein lots ko badi ahmiyat hasil hai ISI Tarah trading mein main aapki lots ka size aapki trading per kafi aisar andaaz hota hai behtar trading ke liye zaruri hai k lots ka size hamesha chhota packages yani 0.10 lot size use Karke aapko ek accha profit milega lots different types ki hoti hai muslin micro lot mini lot for standard lot forex market men trading karne ke liye zaruriri hai kya hamari lot hamesha minimum ho forex market mein standard lot size Van Ka hota hai jis per ham 100000 ki currency unit ko buy or sell kar sakte hain ISI Tarah sabse chhota lot size 0.001 hai jisko Nanu Lott bhi kahate Hain ismein ham apni currency ke a100 unit score trade mein shamil kar sakte hain badi lots mein trading isliye Nahin Karni chahie kyunki agar aapke a trading ke dauran vas ho Gaya to Aapka account auron se a wash ho jaega jiski wajah se aapki sari mehnat zaya ho jayegi aur aapko Apne account ko start karne ke liye dobara se bahut zyada mehnat karni padegi isliye apni trading ko behtar banane ke liye zaruri hai kya chhoti lots mein trading ki jay aur minimum profit earned Karke apni trading continue Rakhi jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                            Han je forex ma trader tb he kamyab hota hai jb wo achi strategy ko pick karta hai. Asa kbi ni hota k trader ko market 100 percent favour kary gi or hamesa trader ko acha profit he dey gi. Asa b hota hai k trader jb trade ma enter hota hai to market reverse chal parti hai or agr trader k pass acha capital na ho to eska account he wash ho jata hai. So trader ko trade ma enter hony sy pehle ye sari judgement karna hoti hai. Achy capital k sath sath achi lot b bhot matter karti hai. Achi lot ka matlab ham trading ma ye lety hain k asi lot jo k na bhot zayada big ho or na bhot zayada small ho. Es topic ma ham es discuss karyn gy k lot kiya hoti hai or trading ma good lot kiya hai.

                            Lot size meaning and what is standard lot size for trade. Forex trading ma trade ma enter hony k bad jo return hasil hota hai wo ham lot size ki base par fix karty hain. Lot size big ho gi to hamy market sy big return hasil ho ga or agr lot size ko ham small set karyn gy to ham return b small he hasil ho ga. Market sy return hasil karny ka matlab profit or loss hota hai. Yani lot size big ho gi to profit or loss b big ho ga or lot size small ho gi to profit or loss b small he ho ga. Standard lot size asi lot hoti hai jo acha reasonable profit hasil karny ma or big loss sy bachny ma help karti hai. Trader ka account capital jetna ho ga eski standard lot b apny account k he mutabik ho gi.

                            Safe trading with small lot. Trader ko trade open karny sy pehle apny capital ko judge karna chahe or asi lot ko choose karna chahe jis ko set karny sy market agr trader k against b chal pary to uska account wash hony ki situation develop na ho. Es trading type ko safe trading kehty hain or forex ma wo he trader kamyab hota hai jo safe trading ko prefet karta hai. Jo trader aggressive trading karta hai uska account forex ma frequently wash ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Important Topic : Trading Mai lot size konse ho

                              Trading Mein lot size depend Karta Hai tradel Ke account balance per Agar Ek trader ke pass Ek Achcha aur strong response wala balance hai to vah Har type ki lots per trades open kar sakta hai aur usko Achcha marjane Bhi Milega wahi log Big Lots yah big volume per trade Karte Hain Jinke pass deposited money hota hai aur Unka account safe hota hai Hamen chahie ki Ham Big Lots per trading Karen Jab hamare pass Achcha aur big balance Ho tha ki Hamen loss factor yah loss ki koi tension Na Ho Kyunki Agar Ham loss ko bachane Ke Chakkar Mein Main trading risky Karenge To Hamen jyada nuksan ho sakta hai hamara account bhi wash ho sakta hai big volume aur small volume Mein Fark Itna Hai Ke big volume lot Mein Ham profit Jyada game karte hain aur small volume lots Mein ham profit kam quantity mein game Karte Hain big volume Mein Hamen Ek advantage hota hai ki Hamen small movement main bhi achcha profit gain ho jata hai aur jab ke a small volume lot ka disadvantage yah hai ki usmein Hamen big movement ka vate karna padta hai aur Hamari trading Aksar long term trading bhi Chali Jaati Hai Jiska Hamen mein time bahut Hota Hai Hamen chahie ki ham short term trading co prefer Karen trading Mein lot sizes different types ke pairs per be depend karte hain Agar Ham currency pairs per trading Karte Hain To Hamen lot size medium Yahi Rakhna padta hai Kyunki small lot size per currency pairs mein jyada profit Nahin Hasil Hota for example currency pairs Mein Hamen lot 0.01 Se Lekar 0.25 Tak ya 0.50 tak ki use karni padati hai tab Hamen achha profit gain hota hai aur Agar metal pair Ki Baat karen to maximum Ham gold ya silver per Big Lots 0.1 Se Lekar kar 9 Tak use kar sakte hain Agar hamare pass Ek Achcha balance hai tu

                              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                              اب آن لائن

                              Working...
                              X