What is spread???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is spread???
    Salam dear forex traders... Today i have a question that forex market ke business ke ander ek term use hota he jis term ka nam "spread" he... Kia koi dost ye bata sakta he ke spread ka kia matlab he kis cheez ko spread kaha jata he???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is spread???

    Kisi bhi pair ko buy ya sell karny ky liye jo commission ham pay karty hain isko spread kehty hain. Yani k ager hm kisi pair ki bid price aur ask price main jo difference ho tou trade start karty hwye hamari trade is difference sy open hoti hai yani hamein pehly ye spread pay karna hota hai. Aur yehi broker ka commission bhi kehlata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is spread???

      Forex Trading me spreads buy aur sell k darmeyan wo difference hota hai jo k hum trade open karne pe brokers ko ada karte hen, forex trading me spreads hamesha pips k lehaz se hongay aur ye major pair aur minor currency pair ya cross pair ka mukhtalif hota hai. Spreads commodities aur currency pairs ka bhi different hota hai. Commodities ka spreads aksar currency pair se ziada hi hota hai. Forex trading me jitna spread ziada hota hai us ka hamen loss ziada hota hai. Jitna spreads currency pair me kam hoga to us se hamen profit zida melta hai. Spreads lot size k ziada karne se increase hota hai, jitna ziada hum lot size ko increase karte hen to us se spreads bhi ziada hi hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X