over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..
    dear forex markeet main kaam kartay hwuay jub ham lalach main aa kar trades pay trade laitay hain aur jitna jaldi hos akta hay ham is makret amin kaam kartay hway ziada say ziada earn kanray ki koshish kartay hain to hamko aisi situations main over trading ka he sahara laina parta hay jo k is makreet main kaam kartay hwuay hamain kuch bhi khas earning nai day sakty hay is liye isko use karnay say pehlay agar ham makreet k baray main experience hsil kar lain to hamko is say bachhat hos akty hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..

    Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Over trading karna forex me hamare leye kisi lalach se kam nahi aur is se hum apne account se hath dho tak beth jate hn. Over trading se forex me hamara apna account ksis khas kabil nahi rehta aur is se hamen bohut hi ziada nuqsan uthna par jata hai. Forex trading me over trading se bachne k leye hamen apne account ka leverage bohut ziada kam rakhna chaheye, takeh hum apne account se sahi manon me asal faida hasil kar len aur kam leverage k waja se hum over-trading jase bemari se mehfoz reh saken. over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay. Candlestick humri trading mai important role play krti haiWese to forex trading me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.
    • #3 Collapse

      Re: over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..

      assalamu alaikum dear Forex trade Forex trading kar rahi ho to hamesha yad rakhen trading bahut dhyan ke sath aur Soch samajhkar Karen trading karte waqt hamesha koi bhi trade pure confidence ke sath knowledge or experience ko samne rakhte hue choose Karen trading karte hue kabhi bhi aur confident Hoke overtrading Na Kare is se aapko bahut jyada loss ho sakta hai trading karte hue hmesha stop loss or take profit jarur lagaen isse aapka account bhi wash nahin hoga aur aap bahut jyada lost se bhi bach sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..

        Jo log Forex trading Mein overtrading karte hain unke pass Achcha knowledge Nahin Hota aur na hi unke pass experience Hota Hai agar unke pass experience hoga to kabhi bhi overtrading nahin Karenge aur trading karne se Hamen bahut jyada loss hota hai Kyunki Agar Ham Ek Waqt Ne bahut jyada trade Laga Dete Hain To Hamari market kabhi bhi loss Mein Chali Jaati Hai to hamare Kaun bahut jaldi wash ho sakta hai isliye Hamen aur trading Nahin Karni chahie isliye juniors ko chahie ki vah bhi is Baat Ko jaldi samajh jaen Taki vah Apne loss se bachake
        • #5 Collapse

          Re: over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..

          Ji aapane bilkul sahi kaha hai ki over trading sirf knowledge ki Kami se hi hoti hai jo traders market without knowledge or without learning Ke Apna Kam Shuru kar dete Hain To vah Kabhi Bhi market Mein acchi kamyabi Hasil nahin kar paate aur Jab Bhi trading start karte hain to use Waqt vah market ko acche tarike se Awaaz nahin kar paate Kyunki ke pass market se latest Achcha knowledge hi nahin Hota Jiski vajah se vah market ko acche tarike se identify nahin kar sakte aur naahi market Mein maujud reading karne ke liye different types ki opportunities ko select kar padhte Hain opportunities ki best selection hone ki vajah Se Hi vah market Mein Apne trading ko kabhi bhi successful tracking Nahin banaa Sakte isliye Jo Mein purse market Kuchh Nahin karen to unhen market Mein overtrading Nahin Karni chahie Bal ke market Mein Apne trading ka Achcha experience Hasil karne ke bad use per apni trading start Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..

            G bhai Bilkul apnay Sai baat ki hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: over trading sirf knowledge ki kami say he hoty hay..

              Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliaForex trading kar rahi ho to hamesha yad rakhen trading bahut dhyan ke sath aur Soch samajhkar Karen trading karte waqt hamesha koi bhi trade pure confidence ke sath knowledge or experience ko samne rakhte hue choose Karen trading karte hue kabhi bhi aur confident Hoke overtrading Na Kare is se aapko bahut jyada loss ho sakta hai trading karte hue hmesha stop loss or take profit jarur lagaen isse aapka account bhi wash nahin hoga aur aap bahut jyada lost se bhi bach sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X