Adjust Lot Size Of The Trades

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Adjust Lot Size Of The Trades
    Hamein Hamesha Jab Bhi Trade Open Karni Ho Tu Hamein Lot Size Lazmi Open Karna Ho Ga Or Achi Adjustment Karni Hogi Lot Sizes Ki Koun Keh Agar Hum Achi Trah Ise Adjust Nhi Karein Gy Tu Hamein Nuksan Bhi Ho Sakta Hai Lot Size Ko Hamesha Check Karna Chahiye Jab Bhi Hum Trade Ko Open Karein Bhut Say Log Apney Balance Say Zaida Ki Lot Laga Dtey Hain Jin Say Unhein Nuqsan Bhi Hota Hai Ya Account Wash Ho Jata Hai

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Adjust Lot Size Of The Trades

    dear members forex trading main agr hum nay work karna hay aor trading karni hay to hamen chaheay keh hum apney account ko safe rakh kr hi trading karen agr hum apney lot size ko apny account kay mutabiq set kr kay use karty hain aor achi trading karty hain money management kar kay to hum forex main ik achi kamyabi hasil kar skty hain kun keh is trah hum apney account ko safe bnar kr chal rahy hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Adjust Lot Size Of The Trades

      Forex trading ki market Mein trading karne ke liye different types ke lot size maujud hote hain in lot size mein standard lot size Mini lot size micro lot size Nanu lot size lot size types bahut jyada importance hoti hai aur Inko market Mein different condition aur different amount ke sath use Kiya jata hai isliye Tamam members Ko In lot size ko apni trades ke liye adjust karna chahie Auron ko understand karne ki koshish Karni chahie Jitna Jyada vahin ko understand Karenge aur unke Batman difference ko clear Karenge tab hi vah market Mein best lot size ko apni trade ke liye select kar Sakenge aur FIR is lot size ke jariye se market Mein achha profit Hasil kar Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: Adjust Lot Size Of The Trades

        Han ji bilkul aapki baat hi hai ki hamen suitable lot size use karna chahie agar hamara lot size bahut kam hoga to hamen adjustment kam karni hogi kyunki hamen profit hoga aur ham log lost se bus jaenge isliye hamen chahie ki ham log trading strategic planning ke sath Karen aur sari adjustment at a time honi chahie
        • #5 Collapse

          Re: Adjust Lot Size Of The Trades

          Hamen forex men trading kay duran lot size bahut km rakhna chahey kun kay agar hum as men saber kay sath lot size km rakhen gy tu hum as men kamyab ho sakty hain tu hamen as men kotahy kay sath kam nahin karn chahye kun kay agar hum as men mahnat kay sath acha kam karty hain tu humas men kamyab ho sakty hain tu hamen as men kotahy kay sath kam karna hota hy ur agar hum as men kotahy karty hain tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain as men himat ur lagan kay sath apna kam jary rakhna hota hy
          • #6 Collapse

            Re: Adjust Lot Size Of The Trades

            hamain fourm main pracitce karrien gay so hamain fouurm main lot of size ko rakhana ho ga ta k earn kaien gay so hamain fourum main praictce karien gay so hamainforum main pracitce karien gay so hamain fourm main pracitce kaien gay so hamain forum main emtion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn karin gay so hamain fourm main praictce karin gay ta k earn kaien gay
            • #7 Collapse

              Re: Adjust Lot Size Of The Trades

              Dear Forex Friends main Laut Sahib ko Hamesha adjust Karen use per trade lagaen aur aap Dekhe ki aap Jitna Laut Shayad ko adjust karna chahte hain vah Karoge Nahin Jyada aapko ismein fayda bhi Hath se log aur Jitna fayda Hasil Karenge itna hi aap market ko samajhte rahenge
              • #8 Collapse

                Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                Hamen koi bhi trade open karte waqt Apna lot size Jarur check kar lena chahie Kyunki Agar Ham Bada lot size use karte hain To Hamen Jyada profit bhi ho sakta hai aur Agar market ki movement change Ho Jaati Hai To Hamen bahut jyada loss bhi ho sakta hai isliye Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen lot size kam se kam use karna hoga Hamen chahie ki Ham pahle Apne account ki money management Karen aur money management lot size se hi hoti hai agar Ham lot size kam use karte hain to Hamari money management acchi work karegi
                • #9 Collapse

                  Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                  Forex trading mein big lot size use karny ky liye hamein aek acchy entrypoint ki zaroorat hoti hai jab Ham uss k acchy entrypoint ko dekhty Hain tou Ham is mein apna Sara margin use kar sakty hain iss ky liye hamary paas market ki achi analysis hona bohat hi zaroori hain aur iss mein hamein hamesha apne knowledge ko improve karna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                    hum lot laga kar munfa haisal kar sakty hain hum is mai part timebe kam kar sakty hain hum is mai full time be kaam kar sakty hainhamy lot ko kabe be ignore nahi karna chaey hum is mai bager balance accountbana akr be kam kar sakty hain hum is mai over limit kam nahi kar sakty forex mai usa or china jasy byar byar mumalik sahmil hainj
                    • #11 Collapse

                      Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                      forex mein jab hum kaam ker rahy hain yani trade laga rahy hain tou humen is forum par lot size ko bhi adjust kerna ho ga kuen k agar hum is mein lot size ko select nahi kerty tou hum is mein kabhi bhi success ko gain nahi ker sakty humen chahiye k hum lot size ko standard par select ker k is mein trade keren is se humen benefit mily ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                        Assalamu alaikum duniya mein sabse pahle jab bhi Ham trading Karen to usmein mein lot size ka bahut jyada khyal rakhna chahie jab Ham lot size ko samajh jaenge to usmein hamen yah fayda hoga ke yahan jyada se jyada profit hasil kar sakenge achha profit hasil karne ka anusar lot size bar hota hai kyunki jab junior hote Hain to hamen chhote lot size Ka istemal karna chahie jamun chhote lot size ka istemal karenge to usmein hamara fayda yah hoga ki hamen agar nuksan bhi hota hai to vah Kam hoga jab Ham expert trader man jaenge to hamen bade lot size Ka istemal karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                          hamain fourm main bi trader ban skaty hain so hamain lot of sizw ko km rakhna ho ga aur hamain fourm main bi trader ban sakty hain so hamain fourm mainbi trader ban sakty hain so hamain suces shon gay ta k earn karein gay so hamain fourm main bi lot of sizw ko km rakhna ho gata k earn karein gay sucess hon gayta k earn karein gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                            Aapki baat bilkul theek hai Hamen lot size Hamari account ke mukabale use Karni chahie Agar ham log sahi se lot size use karna Sikh Gaye To fir Ham Achcha profit Hasil karne ki mein Kamyab ho sakte hain Hamari trade Mein Hamare lot size ki bahut important hoti hai agar Ham Bigad lot size use Karenge To Hamen uska nuksan Hoga aur Agar house model outside is Karenge To Hamen uska fayda Hoga aur Agar Ham average lot size use karte hue trading Karte Hain To Hamara account peesafe rahata hai aur ham average amount Mein profit bhi Hans kar lete hain isliye apni lot size ko acchi tarike se manager karna sikhen FIR aapka main abhi se apni trades ko profit mein le sakte hain bahut Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Adjust Lot Size Of The Trades

                              agar Ham Forex trading mein aisi trading karna chahte hain jismein hamen profit hasil ho aur hamen loss kam se kam Ho to hamen chahie ke Ham risky trading karne se avoid Karen kyunki jab Ham risky trading karte hain aur apne account capital says yadav collar size istemal karte Hain to iska hamen ya nuksan hota hai ki jab market hamare anti karti Hai to hamara account was kar deti hai isiliye hamen apne account capital ke mutabik lot size ka istemal karna chahie Taki agar market hamare anti bhi move Kare tu hamar account mahfuj Rahe aur ham FIR acchi trading karke profit hasil kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X