buying and selling zone

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    buying and selling zone
    Buying zone or selling zone ko identify karna aasan bhi hai aur difficult bhi hai kyunki in ko identify aap tabhi kar sakte hain jab aapke pass knowledge or experience jyada hoga indicators ke bare mein aur moving average ke bare mein aur line chart aur is tarah ke pattern ke bare Jo buying zone aur selling zone ko clear karte Hain to in tarah ke pattern ko istemal karke is cheez ko clear kiya ja sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: buying and selling zone

    zone ko samjhna bahut he zarori ha kun ka yahan sa market apni movement ko change karti ha or next move deti ha ye entry leny ka lye ap ka pass best point hota ha agar ap log sprot or ristance ko smjh len to ap log easylye sell zone or buy zone ko find kar sakty han or long term ka lye ap logo ko best entry bhe mil jati ha islye seekhny par tawajo den taky market sa profit hasil kar sagen
    • #3 Collapse

      Re: buying and selling zone

      Buy or sell ka zone trading Mein hi istemal hota hai Kyunki Ham trading Mein at a time by aur Sel per trading kar rahe hote hain Diga pears per Ham at a time kisi bhi trade per bye aur sale ki trade Laga sakte hain per Hamen usse 1 at a time Ek Mein Hi profit Hasil Hoga Kyunki market ek time Mein Ek Taraf move karti hai

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: buying and selling zone

        Dear pyary forexer apny bilkul khubsurti say bayan Kiya hai buying or selling zone ko jab be ham trading start karty hai to us say mutaliq hamaray pass ilam Ka Hona Bohat hi zaruri Hota hai kiun es Ky bgair market ma kB kis waqt Kiya horaha hai hamy nhi pata Hota to hamy bunyadi tor per isay step by step seekhna Hota hai ta ke ham apni trading ko seekh Ker apny signal ko follow Kar sken esi liye hamy indicators ko seekhna chye usko samaj Ker uski practice krni chaye ke konsa indicator jab hamy sell or buy ki indication Ka kehta hai or moving average Ka in indications ma Kiya role Hota hai. Esi Tarah candlestick pattern or muktalif chart per ban nay waly patterns ko be hamy samjhna chye ta ke hamari market insight Achi ho.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: buying and selling zone

          hamain forum main praictce karein gay so hamain planing kaien gay so hamain foruum main rules ko follow karein gay so hamain fourm main pracitce karien gay sohamain forum main anlsye kaien gay so hamain forum main planing kaein gayso hamain forum main knowldge ho gatak earn kaein gayso hamain fourm main planing karein gay tak earn karien gay
          • #6 Collapse

            Re: buying and selling zone

            hamain buy aur sell karien gay so hamain fourum main pracitce karein gay s ohamain fourm main pracitce karin gay so hamainf orum main buy aur sell karin gay so hamainf ourm main planing kaien gay so hamain fourm main planing karin gay so hamain forum main pracitce karin gay so hamain marekt main planing kaien gay so hamain practice karin gay
             
            • #7 Collapse

              Re: buying and selling zone

              hamain buy aur sell karien gay so hamain fourum main pracitce karein gay s ohamain fourm main pracitce karin gay so hamainf orum main buy aur sell karin gay so hamainf ourm main planing kaien gay so hamain fourm main planing karin gay so hamain forum main pracitce karin gay so hamain marekt main planing kaien gay so hamain practice karin gay aur hamain earn karin gay
               
              • #8 Collapse

                Re: buying and selling zone

                Buying and selling zone ko simply identify karny k liay resistance and support ka istemal kary srif or arif kisi indicator ka nahi . Buying and selling zone banany k liay line candlestick ki wick or closing opening par laga gaye . In other word resistance and support mai candle ki body or wick dono hee cover karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: buying and selling zone

                  g trade ky liy jb hm aik paiors farz kia gbpusd ki trade laga rhy hn ar issy sell kar rhy hoty hn to hm darassal hm gbp ko sell ar usd ko buy kar rhy hoty hn isd thra koi bb currency pairs ho to aik ko sell ar dosry ko buy to is thra sy yy sb kush seekh kar ar daily bases pr news ko bb dykh kar hi hm apni skills ko bhytr sy bhytr bana sakty hn ar aik achy traders bb bn sakty hn bs hmyn himmat nhi harni chahiyy ar apni skills ko bhytr sy bhytr bana akr kaam karna chahiyy
                  • #10 Collapse

                    Re: buying and selling zone

                    Trading ka Waqt tha Mein Aksar Aisa feel hota hai ki Hamari trade winds on Mein Chali gai hai ya FIR Hamari trade selling Sun Mein Chali gai hai yah Ek train hota hai jo ki bahut jyada follow Kiya Ja Raha hota hai vah agar agar is train ke train Laga Le To Ham usse June Mein Chale Jaate Hain Hamari trading Trend candlesticks ke patton per depend karta hai isliye aap candlestick ke patton ko acchi Tarah Jari karne ke bad trade lagaen bahut Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: buying and selling zone

                      assalamu alaikum movie dekhe aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki buying or selling June ko identify karna chahie to aap bata do chalenge ji aapane bilkul theek hai Hamen chahie ki Ham buying or selling zone ko identify Karen agar Ham enquiry 25 karna se jaenge to Hamen market ki movement ko analyse karna aaj aaega Hamen chahie ki Ham soch samajhkar trade lagaen buy or sell soch samajhkar Karen market ki movement ke according Hi Kam Karen agar Ham market ki moment ko note kiye bagair trade lagayenge to isase Hamen loss ho jaega Hamen chahie ki ham aur sell zone ko dekhte hue train lagaen
                      • #12 Collapse

                        Re: buying and selling zone

                        sabse jyada top work hai ki humne trading mein bye karna ya set karna hai Ham izone mein pad jaate Hain isliye mushkil UN logon ke liye hota hai jinko experience nahin hota aur unki knowledge bahut jyada kam mujhe trading ke mamle mein isliye Hamesha ek hamen iski learning karti karni chahie usko achcha samajhna chahie uske bad hi trading karne chahie kitni sada main karenge munh nahin jyada fayda hoga isliye main work karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: buying and selling zone

                          Jab apko trading ke barey mein pata hoga tu "Buy and Sell" apko faida deyga. Jis cheez ko buy krney lagey uska use apko pata ho, faidey naksanaat pata ho, Pheir Sell krney mein zaida maza aey ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: buying and selling zone

                            Assalam walekum doston ummid karta hun aap log khairiyat se honge ji han bilkul aap ne sahi question kya hai ki forex me buying zone or selling zone ko identify karna aasan bhi hai aur difficult bhi hai kyunki in ko identify aap tabhi kar sakte hain jab aapke pass knowledge or experience jyada hoga indicators ke bare mein aur moving average ke bare mein aur line chart aur is tarah ke pattern ke bare Jo buying zone aur selling zone ko clear karte Hain to in tarah ke pattern ko istemal karke is cheez ko clear kiya ja sakta hai thanks members
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: buying and selling zone

                              Dear forex members jin logon ko forex ki knowledge hai pehly sy unhen pata hai buying selling zones knsy hoty hain new members ko zones k bary mein btana chahu ga ka forex markeet mein trading krny sy phly currency pair ko anaylse krna zroori hai usky liye apko pair k trend k bary mein pta lagana lazmi hai trend ko follow krengy tu profit hny k chances ziada hngy aur ye zones ka pata apko time frame ko dekh kr pata chalta hai isky liye apko 1 day candles pattren ko dekhna h sbsy pehly jo sbsy nechy candles hngi wo support zone hoga day trading k liye ap usko markup krlain phr top pr candles ko dekhen aur unko bhi markup krlain wo apka resistance zone hai ab ap 1hr time frame mein a jayn aur wesy hi zones ko select kren aur line khenchen jo nechy candles hngi wo apka buying zone hoga aur jo uper candles hain wo apka resistance mtlb wahan pr sellers sell krty hain tu wo apka selling zone hai aur wahan apko sell ki trade lgani chahye lekin ye apko technical analysis ki training k baad hi pta chaly ga k zones ksy select krny aur buy ya sell kahan krna hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X