Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.
    Assalam o Alaikum dear members jaise ky aap jante hain ky forex mein aise kafi traders available hain jin ka target sirf profit hasil karna hota hy or mentally tor py loss ko face he nahi karna chahte jo ky completely unprofessional hone ki nishani hy. Trader ko forex mein enter hone sy pehle loss ko face karne ki ability or convert karna profit mein ki skill lazmi build karni chahiye or jo is fact ko adopt karke trading mein implement karte hain successful traders kehlaty hain. Members aapka experience kis tarah define karta hy loss ko face karne ky bary mein.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

    Los ko bhi focus Mein Rakhna chahie ya Ek bahut hi Achcha point Hai Kyon Ke Kuchh log profit banate Hue yah Bhul Jaate Hain Ki unhen lost bhi ho jata hai aur Jyada lalach Karne lag Jaate Hain Jindagi vajah se unhen bahut dafa nuksan bhi bahut jyada Hua Hai Jiski wajah se unke account bhi wash Ho Jaate Hain To aapko chahie ki aap reading karte hue ine chijon Ka Khyal Khyal rakhen tark hai aapko bhi future me trading se loss Na Ho loss Ek Aisi chij hai jo Agar Insan ki trading Mein continuously hoti Rahe to uska account danger main a jata hai aur use Kuchh trading experience are se nahin Hota aur yah tab hi Hota Hai Jab aap Kisi bhi learning ke bagair trading Karte Hain To

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

      Assalamu Alaikum dear forex members. Forex per jo lesson ham loss sy gain kerty hein wo profit sy kabhi bhi gain nahi ker skty q k loss hamein hmari mistakes k bary m btata hy or ye k next time trading kerty hoye hamein in galtion sy bachna chahiye k jin ki wajah sy hamein loss ko face kerna pada ho. Hamein apni galtion per preshan hony ki bajaye un sy achi trading ki tip hasil kerni chahiye. Jab bhi trade ko open kerein profit k sath sath loss ko bhi mind m rakhna chahiye q k profit and loss both are part of bussiness, ager aisa soch ker trade kerein gy to inshaAllah acha profit gain ker skein gy.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

        Agar Hamen trading Mein loss Ho Raha Hai To Hamen Apne loss per bhi focus Dena chahie is Baat Ko samajhne ki koshish Karni chahie ki Hamen Kis vajah Se yah kis mistake ki vajah se loss ho raha hai apni mistake ko theek Karen aur acche tarike se market ko analyse Karen aur apni trade lagaen FIR aapko kabhi bhi loss ka Samna nahin karna padega
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

          Right other Forex business main acchi acchi xperience ke sath aap enter Hote Hain to aap is Mein acchi kamyabi Hasil kar lete hain Forex trading mein trade open karte hue agar aap losco Dhyan Mein rakhte Hain Jyada lalach Nahin karte aur Soch Samajh Kar trade open Karte ham to aapko loss ke chance bhi kam Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

            G hy bilkul thk kha hy kuch members aysa hota hy jo sirf sirf profit hsil krna chty hy loss Nhi lykn aysa Nhi hota forex ky business main profit or loss sath sath hy is lia loss ko bh face krna sekh chya hmra pas horns ziyada konwldg or experience Ho GA bgr lalch KY kam kra tb hi kamyb Ho ga jinni soch semjh kr treading kra tb hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

              Jab be hum trading karthqy hay tho hamay loss ko kabhi be nahee bolna chahiay kionka international market mein aap jab bhi kam karte Hain to aapko kisi bhi time loss ho sakta hai aur uski vajah yah hoti hai ki market hamesha aapki marji se movements nahin karte ho sakta hai ki kisi time aap ki trade aapke against chali jaaye aise time main aapko apne track per focus karna hota hai aur aapane koi aisi strategy apnani hothe hay ke a yah to aap ka loss recover ho jaaye ya FIR aap apne trade ko close kar dete Hain aur aapko kam se kam loss Ho yah bahut jaruri chij hoti hai aur is per focus karna bahut jyada jaruri hota hai kyunki aap expert Rider use waqt banenge jab aapka trading skill improve ho jaega.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                g haan apny bilkul sahi kaha hai k forex mein agar hamein loss ho jata hia tou hamein kbhi bhi us loss ko ignore nahi karna cahiye. balky us loss ko recover karny ki koshish karni cahiye. hamein us loss ko mind mein rkhna chaiye. ussi loss pe aur jis galti se hamein loss hua ho hamein ussy focus mein rkhna chaiye. ta k ham next loss se bach sakei.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                  assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen loss ko bhi apni najar mein rakhna chahie agar hamen log Ho jata hai to Ham uske bare mein agar koi bhi idea nahin rakhte to uske liye aapko hi nuksan hota hai to isliye aapko chahie kya aap har chij ke liye pahle se red Lena bahut jyada jaruri hota hai tab bhi aap ismein fayda ya nuksan utha sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                    JB ham Es main Acha Kam Forex main Acha Kam krte Han to hame to ham e loss KO b dikhna ha q k JB han es main bhot hi Zaida focus krna ho ga q k JB ham es main bhot hi Zaida es main loss se Bach k Han es main JB tak ham es main koi b Acha kam kren ge to hmara loss se Bach skte Han q k JB ha es main bhot hi Zaida loss se Bach skte Han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                      agar ap achay traders banan chahtay hain to ap ko achi trade kay sath sath ap ko knowledge rakhana zarori hota hay is laya agar ap kay pas aik acha exqerience ho ga to ap acha mufa hasil kr saktay hain is laya agar ap k pass ilm nahain ho ga to ap loss kartay hain his say ap ko nulsan hota hay is laya trade latay waqt ap ko ap kay mind main main loss bhe hona chahya
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                        Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. G han loss ko Bhi focus mein rkhna chahye. Jab tak hum apne loss kon recover krne ke lye mehnat nahi krne gy to hmen uska faeda nahi hoga. Is lye hmen loss ko focus rkhna chahye mehnat krni chahye aur loss ko recover krna chahye.
                        Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                          Jab Humko ismein log Ho To Humko Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki loose Har Kisi Ko hota hai isliye Hamen chahie ki Ham ismein Sabar se kam Karen aur acchi mehnat se kam Karen To Ham ismein Achcha kam kar sakte hain Hamen chahie ki Ham ismein Soch Samajh Kar kam Karen isliye ki Ham ismein acchi Adnan kar Saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                            Hello friend Assalamu Alaikum ummid ka tehwar aap sab khairiyat se Bhai aap ka Sawal bahut hi pyara hai kya loss ko bhi mind Mein Rakhna chahie ji han ho sakta Kabhi kbar aisa hota hai ki a prophet Ke Piche bhagte hain lekin profit Nahin Milta aapko loss ho jata hai loss is Waqt Hota Hai Jab aapko Dil Se Main Raat Nahin karte Forex Mein Kamyab hone ke liye mehnat ki jarurat Hain isliye Ham Sab Ko Bepanah mehnat karne ki shuruaat hai thank u Veri Mach
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko bhi focus mein rakhna chahiye.

                              forex aik online business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge um is mai postngg kar sakty hain humis mai trading be kar sakty hain hum gar baty baty is mai kam kar saakty hain hum is mai agar tuka system sy kam karty hain to harma loss hain hum is ma pairs mai or currenc mai kam kar sakty hain assane ky sat

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X