Re: Stop loss se ap ka account safe rahy ga
Assalam o alaikum all members i hope all are fine and doing well. Forex trading main profit aur loss dono hoty hain. But loss sy bachny k lye kuch techniques hain jin main sy aik stop loss ka use karna hai. SL yani k stop loss aik aisi set limit hai jo trader khud set karta hai. Is certain limit ko agar trade touch kar jaye to trade automatically close ho jati hai. Aur mazeed loss nhi hota hai. Aisa sirf tb kia jata hai jb market main uncertainty ho aur ziada loss hony ka dar ho. Market analysis kar k SL set karna better hai ta k loss sy bach sakain aur account wash bhi na ho. Isi lye uncertain market main Stop loss ka use acha hota hai. Set limit sy ziada loss sy nhi hota. Aur is tra next loss ko recover karna bhi easy hota hai. Isi lye apni trades main market conditions k mutabiq SL yani stop loss ka use lazmi karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим